Trading open karty huwy fear ka factor

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading open karty huwy fear ka factor
    Brother Hum ne jb b Koi trade open karni hoti a to fear ka factor boht zaida hota a khee dafa to banda itna confuse o jata a k khee galt he descion na o gy to mera un logoo ko mashwara a k Kbi b dr K trade open na kary ap Pely achi tara Anylsis kary trade open ke tmam requirement Puri kary aur phir bedark trade open kr dy. Confident se trade Karna ap ke trading ko postive ly kr gy ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading open karty huwy fear ka factor

    ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Jab setting karte hain aur Apna trade open Karte Hain To Hamein ya Nazar aata hai ki Hamein loss hi hoga lekin Hamesha Aisa bilkul nahi sochna chahiye Hamen market ko bahut jyada analyses Karke aur Market ke news ko read Karke aur apni knowledge ko istemal kar ke baad mein trading Karenge to Hamein profit Hoga thanks
    • #3 Collapse

      Re: Trading open karty huwy fear ka factor

      Loss ka dar traders ko bahot zeyda hota hay trades open karny se pehly aur trade open karny key bad traders ko loss ka hi dar hota hay es waja se hi traders good trading karny me kamyab nahi hoty aur baghir sochy samjy hi trades ko good point par place to kar lety hey magar loss key dar ki waja se un ko zeyda profit earn karny ki opportunity nahi milti, traders ko good trading key ley loss ka dar apny mind aur dil se demo account ki tarha khatam karna ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Trading open karty huwy fear ka factor

        Bohot he ziada fear ka hona b traders kay liye kafi nuqsan daay cheez hai kion ke fear kay ziada honay ke waja say aksar traders ko maslaon ka samna karna parhta hai kion ke iss trah say kafi achi trading opportunities miss ho rahi hoti hai. traders ko apny trading analysis per pora yaqeen hona chaiye aur analysis ke base per he trading confidence kay sath karana behtar rehta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading open karty huwy fear ka factor

          forex mai hamy apny ander ky dar ko katem kar ky kam karna ho ga is mai kam kar ky paisa kama saky gy fear ke waja sy hum kam sahe sy nahi kar sakty or hamy loss ho jata hain forex aik unique busienss hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
          • #6 Collapse

            Re: Trading open karty huwy fear ka factor

            forex aik online business hain hamy expert ho kar is main alla qualities ki trading karni chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain hamy marekt ko achy sy samaj kar is ki movement ko dekh kar is ky up hony par apny andar ky fear ko kathem kar ky is main kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain yai aik real real business hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading open karty huwy fear ka factor

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
              Brother Hum ne jb b Koi trade open karni hoti a to fear ka factor boht zaida hota a khee dafa to banda itna confuse o jata a k khee galt he descion na o gy to mera un logoo ko mashwara a k Kbi b dr K trade open na kary ap Pely achi tara Anylsis kary trade open ke tmam requirement Puri kary aur phir bedark trade open kr dy. Confident se trade Karna ap ke trading ko postive ly kr gy ga.
              Darr Ke trading karne se traders ko kabhi bhi fayda nahi hota Jab traders Dar ke trading Karte Hain To Unki trolled loss Mein Jati Hai Kyunki unke analyses Thik Nahin Hote traders ko Khud par confidence rakhkar trading Karni chahi
              • #8 Collapse

                Re: Trading open karty huwy fear ka factor

                forex ke karoabr mein human apni soch ko positive istamal ker ke trade ko open kerna chahy kisi be qisam ke dar ko dill mein jaga nae deni chahy is tarhan human earning or knoewledge dono ko use ker ke kamyabi hasil hoti he kunk hum ager daren gey to fresh mind se kam nae ker saken gey forex aik onlin karoabar he is mein live trading ke jati he or earn kea jata he
                • #9 Collapse

                  Re: Trading open karty huwy fear ka factor

                  fear ka factor to bhai bilkul nahi hona chahiye loss profit ka sochne se acha hai ke ham mehnat se analysis achy karen forex ko aap ne agar learn kiya hua ho ga to kabhi bhi aap ke loss nahi hon ge is business me or kamyabi he kamyabi hamesha is business me mile gi or loss hon ge bhi to woh kafi small or asani se recover bhi ho jaen ge .
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading open karty huwy fear ka factor

                    agar hum dar dar ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik bohat bra business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading open karty huwy fear ka factor

                      Yeah to aksar hota hay kay jab ham trading open kertay hain to hamen kuch khouf rehta hay jo kay kafi had tak hamen loss ki traf ley jata hay. us ki waja yeah ho sakti hay kay trader ko ager pehlay loss ho chuka hay to wo feal feel keray ga. ya wo trade ko analysis kye baghair bad prediction kay teht laga deta hay to bhi fear hota hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X