Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain
    Bhai jan humko is mein khud nahi sekhna chahye aur humko kisi expert se skehna chahye pher ja kar hum is mein zada earning kars akte hain aur humko forex mein zada mehnat se kam karte hain aur humko is mein ache sekam karna chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

    Bhai Jaan jitnay Bho ExpErts Hain UnhoOn Ne Bhi seeeKhaa hii Hai Hai Chaahay KhuD Ya chaahay KiSi Se Agar koi expErt Mill Jaaey To BhoT Hii Achi Baat Hai Lekin Agar koi na MiLay To HuMeN ChaahiGe k foRex Main Apnay Aaap Kaamyaaabi HaasiL Karnay ki KoShiSh KaRen beShak Yeh MuShkiL hai lekiN Naamumkin Nahi Hai Or huM KuCh Dafa Loss k Baad ZarooR Kaamyaab Ho jaaeN Gy.
    • #3 Collapse

      Re: Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

      g han dear membr ye to bat saeh h apki eik admi ek kam mein mahir h to zahir h k uska tjrba or uska knowlig us kam mien kafi zyada ho ga or yaeh bat forex mein bhe h k jo is mein expart h unse hamein sekhna chahye un se skehne ka hamein fauida kafi zyada ho ga bht sa hamre knowluig mein izafa ho ga khud hameuin bht mushkil ho ge isk sekhene mein isi lye kisdi expart se skehien isko to behtr ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

        dear bhai apny thk kha hy hmen chye k ham expert trader ko follow kren.kun jab ham new new hoty hain to to hmne itna nh ptta hota k jo bhi ham trde lety hain wo riski hoti hy isk illawa jab ham expert ki ray len gy to hmen is sy kafi faida bhi ho ga aor isk bhi kam ho aor istrah kerny sy hmary knowledge men bhi iazafa ho ga.islye seniors ko zroor foolow kren.
        • #5 Collapse

          Re: Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

          forex trading business ki learning zaroori hy aur learning k liye hum ko kise bhi experience trader se learning kar saktay han aur experience trader se sekh kar hum khud mehnat karain gay tu hi kaamyaab ho saktay han kiok forex trading business ka knewledge hum kise experience trader se hasil kar saktay han aur knewledge acha ho ga tu hi kaamyaab ho saktay han
          • #6 Collapse

            Re: Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

            Dear apki bat thek hai k ham ko is mein expert se sekhna chaiey is min khud se nahi sekhna hota hain ham ko is mein jo senior is se hi forex mein kam karna aur is mein tarde ko sekhna hota hain aur ham ko is mein daily posting bhi karna caiye tab ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain uar is mein earn kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

              G ap ny tk Kaha ha ky khud se sekhny aur expert se sekhny my kafi fark hota ha ager hum khud sy seky gy Tu hamy boht mehnat karni paray gi ager hum Kisi senior sy seky gy Tu hamy Achi samj ai gi aur jaldi samj saky gy
              • #8 Collapse

                Re: Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

                Assalam O Alikum Dear forex members ya bht hi acha question ha k hamen forex pr kam krny ka lia zaror kisi expert sa rajoo krna chahia kunka agar kisi ko forex pr kam krna nai ata to wo achi posting nai kr skta r zahir ha k us ka bonus bhi bht kam ae ga
                • #9 Collapse

                  Re: Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

                  hum forex ko kud apny ap sy nahi sihk sakty hamy rozana demo account mai 2 ganty practice karne chahey is mai aik sal ke practice karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy hum interet py babypips py learning hasial kar sakty hain forex aik unique or kabe be band na hony wala unique or legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

                    Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading k business ko sikhane ke liye Hamein is ka knowledge or experience Hasil karna bahut Zaruri Hai ha isko Khud Se Nahin seekh sakte hain iske liye main bahut hardworking karni padegi Hamein sikhane ke liye Kisi expert tried key help leni chahi Kyunki Iske pass Forex ka knowledge aur triding experience zyada Hota Hai isliye Hamari samajh mein jaldi aa jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

                      Ager ham hud se sekhen ge to kamyab hona bhat mushkal hai aur hame thek se is k bare main knowledge be nai ho sake ga aur ham kamyab be nai ho sake ge aur ager ham expert Senior se sekhen ge to hame is k bare main sab samj a jae ga aur ham asani se work kar sake ge aur ham thek se is me kamyab ho sakte he
                      • #12 Collapse

                        Re: Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

                        G Haan bilkul hum forex ko khud se b forex me apna time invest kar k dekh sakty hain lein agr hum forex ko kisi expert ki help se seekhty hain tou wo b kaafi acha hota hai q k expert humare sath apna experience share karty hain jo k humare liye kaafi helpful hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

                          Dear friend khud sa seekhna mn yh masla hota ha ka humain pta nii hota ka hum ghlt kr rhy han ya shi js sa trade lgna mn koii ghlti ho skti ha expert ko in kamun mn kafi experience hota ha r wo hamin bhii forex mn loss hona sa bacha skta ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

                            Forex Trading me agar koi member khud mehnat ker k learning haasil ker le to wo us k liye buht hi acha hoga kio k agar kissi or ki planning per kaam kia kare to us learning phir kuch faida nahi hoga is liye khud ko mehnat kerni chahiye or aik achi planning murtab ki jai jis se hum khud bhi seekhen or phir juniors ko bhi us planning ka bataya kare. Aik acha trade apni hi banai hui planning per kaam kerta he or doosron ko bhi sikhata he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Khud Se Sekhna Aur Expert Se Sekhna Mein Kafi Farq Hota Hain

                              Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Jee bilkul Kafi farak hota hai agar Ham Khud Se Si Kanya expected rasikan lekin Agar Ham Jab khud se Sikar trading Karenge expert banenge to hum Apne Hi experience Par aasani Se Kamyab ho sakte hain Jyada Tor Hamesha hi hota hai ki hum khud mehnat Karke Express trader bane

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X