Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy
    Agar pabandi sy waqt ko kaam main nahi laya to aik din yahi waqt humy buhat nuqsan main ly jaaye gi aur main ap ko is baat ka yaqeen dolata hun agar ap har kaam waqr par kary gy to apko buhat faaida hoga is main sy
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

    G han Forex business me traders ko har lehaz se time ka paband rehna ho ga learning key ley to time ki pabandi bahot hi zarori hay aur sath me market me best entry aur exit key ley be traders ko time ki pabandi ka khayal rakna ho ga esi waja se traders ko kamyabi mil sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

      Waqt ki Paabandi har kaam Main Hii bhoT Ehmiyat Ki Haamil Hai or Agar Hum Chaahatay Hain K FoRex Main Kaamyaabi HaasiL Karen oR Achi Amount Main BoNus Bhi MiLay To HuMen KoshiSh KaRni Chaahiye k PoStiNg py Zyaada Se Zyaada tawajo DeN Taakay Hamaari poSts Ki Quality oR Quantity DoNo Zyaada hoon or phiR iS se BoNus Bhi Kaafi Acha MiLay Ga.
      • #4 Collapse

        Re: Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

        je bilkul wakt ki pandi to bht zaruri ha har jaga har kam ma ..... jsa ka chand or suraj apny wakt pa nklty hain agr asa na ho to sab drham brham ho jae ga.... isi trha har kam ma wakt ki pandi bht zaruri ha agr ap glt time pa glt trade kren gy to sab drham brham ho jae ga isi liye soch samjh kar sahi wakt par sahi trade kren ta k sab nizam sai sy chly
        • #5 Collapse

          Re: Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

          Asslam o Alaikum, waqat ki pabandi aik behtreen discipline hai, jisy apnaa k hum har kam ba assani kar saktay hain. Forex trading ma b waqat ki oabandi bht zarori hai chahye wo din ma aik ghanta ho ya 5 ghantay, forex trading ma waqat k paband insan jald kamiyabi ki tarag oarwan charhtay hain.
          Asslam-0-Alikum, dear respected members
          • #6 Collapse

            Re: Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

            Gee ap ne thek kha waqt ki pabandi bhat zaroori hai ager ham waqt ki pabani karen ge to kamyab hon ge aur ager ham waqt ki pabandi karen ge to hame kaam main be bhat asani rhy ge har kam main waqt ki pabani bhat zarooi hai kamybi kekiye waqt ki planing bhat zaroori hai
            • #7 Collapse

              Re: Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

              assalamu alaikum bhai jaan aap ne bahut hi accha Sawal kiya hai ki Waqt ki pabandi bahut hi Jaroori Hai Kyunki Agar Hum Waqt ki pabandi Karenge aur Apna Har Kaam Waqt par Karenge to hum zaroor Kamyab Ho Jayenge isliye main chahi ke hum Apna ek time table Bane aur Usi ke mutabik kaam Karen Shukriya
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

                waqt ki pabandi buhut zroori ha agar hum waqt ki pabandi karengy to humain month k last pa ye tension nahi hogi k mery post kam ha es leye humain waqt ki pabadi karty hoye forum pa kaam karna chaheye ta k hum baad ma any wali tension sa bach saky thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

                  Jee bilkul aapane theek kaha hai Forex trading Mein kaam karte hue hamein chahiye ke Jyada Se Jyada time ki pabandi Karen aur Jaaye timetable banale Jiska sabse aap apne trade Karen aur saath saath posting Karan take aap ahsani ke sath Jyada Se Jyada bonus hasil kr sakain aur ek accha trade Karke Ek acchi income Hasil kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

                    DEAR FRIEND ap ki bat sahi hai as main hamen har wakt time ki pabandy se karni chahiy hai q k ham as main kam karte hain aor hamen as main har wakt time ki pabndy karni chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy ai kee ham s main demo ka bi use karte rahe
                    • #11 Collapse

                      Re: Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

                      ji haan sarapa Ne bilkul theek kaha hai Pakistan Forex Main Agar Hum kaam karte hain to hamesha hi kya main Waqt ki pabandi Karni Hogi aur Waqt Par Har kaam karna hoga jaise ki hum posting Karte Hain To Hamein posting Bhi Apne Waqt se Karni chahiye Varna Hamein limit avashyakta hai aur Hamein Pakistan Forex Main Jab Bhi trading karni ho to Soch Samajh Kar trading ka time Dekh Kar bad Mein trading karna hoga thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

                        Friends koii bhii kam ha kamyabii sa tab hoo skta ha jab shi time shi waqt pr kia jaye r forex mn to time kii pabandi bht ziada zaroort ha iss mn Post ka lia time manage krna parts ha r trading ka lia bhii time ki bht ziada zaroort ha kun ko is koo learn krna prta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

                          Bhai jan forex mein waqt ki pabandi karni chahye aur humko ismein ache se kam karna chahye aur humko is mein ache se kamkarna chahye aur humko is mein ache se kaam karna chahye aur humko is mein ache se mehnat se kam karna chahye aur humko is mein zad amehnat se kam karna chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

                            Hi g bilkul Sahi Kaha hai Waqt ki pabandi buhat zaroori hy hamy khar kam Waqt ki pabandi ky Sath krna Chaya hum jo km Waqt ke pabandi sy krty hai hamry Leya utna Acha hota hai aur Waqt ky Sath kam krny sy hamy koi tension Nahi Hoti.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Waqt Ki Pabandi Buhat Zaroori Hy

                              dear bro apki bat thk hy k ham time ko qeemti smjhen aor time ki papandi bhi kren aor GR HAM time ki papandi nh kren gy to ham tension ka skiar hoty chly jaen gy.forex men ager postinh time per nh kerty to next din podting ki time limit show ho jati hy issitrah ager ham posting din ko ker len to next din bhi hamri posting complete ho sakti haim.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X