Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai
    Forex mein trader ko kamyabi cool minded honay ki wajah sae yaqeenan mil sakti hai kyun kay trader jitna zayada cool minded ho ga woh utna hi soch samajh ker kaam keray ga kisi kaam mein jaldi nahin keray ga aur jo bhi trade lagaye ga complete satisfaction kay baad lagaye ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai

    G han dear bilkul seh kaha hai ap ne k forex main trading hamein cool mind k sath karni chahiye jis se ap achi trading kar sakte han our acha profit hasil kar sakte han our trading ko hamein hameesh fresh mind k sath karni chahiye jis main mind active rehta hai our trading k duraan active rehna bahut zarori hai
    • #3 Collapse

      Re: Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anfaal786 پيغام ديکھيے
      Forex mein trader ko kamyabi cool minded honay ki wajah sae yaqeenan mil sakti hai kyun kay trader jitna zayada cool minded ho ga woh utna hi soch samajh ker kaam keray ga kisi kaam mein jaldi nahin keray ga aur jo bhi trade lagaye ga complete satisfaction kay baad lagaye ga
      Assalamu Alaikum Ya Tu Ek simple hi Si baat hai ki agar aap fresh mind ke saath Kisi bhi kaam toh Karte Hain To kamyabi Hasil karna mushkil nahi hota malke aap aasani se Kamyab ho Jate Hain aur Forex trading business bhi kuch aisa hi business hai isme Hamesha refreshment ke saath kaam karne wala hi Kamyab Hota Hai
      • #4 Collapse

        Re: Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai

        Dear Sir ap ny sahi kaha hai forex trading aik behtareen profitable business hai ur business men kamyabi ka raaz cool mind ur relax hukar kam karna hai agar ham successful treader banna chahty hain to hame chye key ham tension na len bilky coll mind rhen.
        • #5 Collapse

          Re: Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai

          G baai aap ke baath sahee hay forex trading jaldh baazi say nahee balke cool minded hokar karna chahiay kionka jaldh baazi may honay walay fasilay hamesha say he aap ko nuqsaan dathay hay our Jo log jaldh baazi karthay hay wo hamesha he loss karthay hay our asay members ka account be buhut jaldh wash ho jatha hay.
          • #6 Collapse

            Re: Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai

            Assalmu Alaikum dear brother forex main kamyabi ke liye cool mind hona bahut zarori hae qke forex main hyper type admi kabhe bhe kamyab nhe ho sakta to hamen trading karte waqt pora dhan trading par dena cahiye or agar hamen loss bhe ho jae to hamen cool mind ho kar kam karna cahiye or kabhe bhe gusse main a kar kam nhe karna cahiy
            • #7 Collapse

              Re: Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai

              G haan sir ap ki bat sahi ai as main cool mind hi as min kamyabi kaa zarya hai as liy hamen chahiy hai kee ha as main sabar ko barkarar rakhe aor as main mind ko cool kar kee bad man hi as main trading kare tu hi ham as main kamyab ho ske gee aor hamen as main ihnat bi karte rihna chhiy hai
              • #8 Collapse

                Re: Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai

                G dear ap ne thk kaha ha agr hm trading cool mind se krean tu hm achy faisly kr sakty haen aur trading cool mind se hi ki jati ha. Q k jb hm angry hofy haen ya emotional hoty haen tu hm achi trades ni analysis kr sakty aur hm week trades laga daity haen jis se hamaen bht nuqsan ho sakta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai

                  G han bhai ap bilkul thek keh rhy hain.Trading karty huwe mind ka cool hona bahut zaruri hai. jo log sabar sy kam lety hain woh forex main zarur kamyab hoty hain..aur yahi wja hai keh forex main 90 percent log nakaam hoty hain q keh wo sabar sy kam nhi lety hain.aur ration rat ameer hony k chakar main lot size ko account ki worth sy ziyada use karty hain..Forex main 10 percent logon ki kamyabi k a sb sy bara raaz sabar aur cool mind sy trading karna hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai

                    Dear friends umeed ha k ap sunb theak ho gay friends hum o caehyh k hum cool mind ko k he trade karin kabi be during trading tension na lain kau k k munasib nahe ha es leyh hum ko ceahyh k cool mind ho k he sirf trading karin
                    • #11 Collapse

                      Re: Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai

                      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be koye trade open kartaa ha cool mind ka sath karaa q ka ager hum cool mind ka sath trading start kartaa ha to per hum ko achi earning hoge or hum ko kamyab be achi hoge esleya cool mind ka sath trading karnaa achi earning ha............
                      • #12 Collapse

                        Re: Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai

                        Forex aik bhur h acha kaam h aur ham ko as mien cool rehna hota h aur forex aik bhoot hi acha kaam h aur ham ko as mien zaror kaam karna hota h agar ham as mien acha kaam karte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien forex ko acha samjh kar as mien acha kaam karna hota aur ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kamaee karna hota h as lyee as mien agar kamyab hona h tu jald bazi nahi karna ho ga aur as mien khud ko kamyab karna ho ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai

                          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to Pakistan Forex Main Agar Hum Kamyab Hona chahte hain toh Hame Har Waqt Apne mind ko cool Rakhna Hoga Kyunki Agar Hum freshmint ke saath kaam Karenge To Ham Pakistan Forex mein bahut jaldi Kamyab ho sakte hain aur bahut accha profit haseel kar sakte hain thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anfaal786 پيغام ديکھيے
                            Forex mein trader ko kamyabi cool minded honay ki wajah sae yaqeenan mil sakti hai kyun kay trader jitna zayada cool minded ho ga woh utna hi soch samajh ker kaam keray ga kisi kaam mein jaldi nahin keray ga aur jo bhi trade lagaye ga complete satisfaction kay baad lagaye ga
                            G han apne thk kaha cool minded he sccess m rahta hy q k agr ap jaldi m rhen cool cool rhen gy to zda se zda profit ly skty hein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Cool mind hi trading mein kamyabi ki zamanat hai

                              yes dear hamain apny mind ko hamesha thanda rakh kar kam karna chaheay kyon iss main ziada jald bazi nahi karni chaheay aik new trader main eyhi khami hoti hai k wo market k sath zidd lga kar trade karta hau app ko pata hona chaheay k market ko kabhi bhi chellange nahi karna cahheay market kabhi bhi app k mutabik nahi chalti balky app ko market k mutabik chalna parta hai iss lea ap ko forex main kam karny k leay iss k rules ko follow karna bohut he zrroi hai phir he ap iss main success ho kar earning kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X