Kisi Par Depend Nahi Karna Chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kisi Par Depend Nahi Karna Chahiye
    Bohat say aisy traders bhi hay jo keh signals par kam kar rahy hoty hay matlab khud trading nahi karty kisi par depend kar rahy hoty hay agar hum khud ka future acha bnana chahty hay to humay khud forex trading ko seekhna chahiye aur seekhnay kay baad khud he trading karni chahiye es trha hum khud ka future bright kar sakty hay
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kisi Par Depend Nahi Karna Chahiye

    G me Ap ke bat se agree karta hoo trading m agr hum doosroo k signals pr he depend kary gy to Apna skill kbi b improve ni kr skty.
    Ap jha se marzi signal ko dekhy lekan blind trade kbi na kary agr Koi b signal Ap ko trade lgwa rha a to Apna Anylsis lazmi kary k ehsa q o rha a, Apni abilities ko kbi b hidden na rakhy agr Ap khud se ik proffesniol trader bnna chaty hain to khud se study kr k Anylsis kary
    • #3 Collapse

      Re: Kisi Par Depend Nahi Karna Chahiye

      Assalamu alaikum my dear friend bilkul sahi baat ki hai ki Hame kisi par depend nahin karna chahie Hamein Khud Batman karna chahie aur Hamein Itna confidence Hona chahie Hum koi bhi kisi bhi waqt Jab Hum usko analyse Kar Ke gharelu Hamara hi mind ho kya Humne score profit Nahin close karna hai agar market Hamare liye bhi de tu hamesha baat karna chahie aur money management Jarur kare
      • #4 Collapse

        Re: Kisi Par Depend Nahi Karna Chahiye

        Jee bilkul aisy boht se hein jo learning ko mushkil samjhty hein is liye kisi pe depend krty hein yeh aik permanent business hai jis mein agr mehnat ki jaye aur proper learning pe focus krein tu yeh business future mein hamein support kr sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kisi Par Depend Nahi Karna Chahiye

          Humko kisi par bhi depend nahin karna chahiye hamen chahi hum ne kaat rahe aur kamyabi hasil karte rahe agar hum ISKCON mein bahut mehnat aur Bagh ki jarurat hoti agar koi bhi band hai isme hard work ke sath kaam karta tha bahut jyada jaroori kaam ho jata hai
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            Re: Kisi Par Depend Nahi Karna Chahiye

            hamesha apna kaam ap khud karain agar life main agay badhna chahaty hain to apna kaam ksi dosray ko mat sonpain next man ya to us kaam main la parwahi karay ga ya karay ga hi nahoi kiun k wo us ka apna kaaam nahi hoga na apna kaaam ap khud clear karin kch log hoty hain jo apna kaam main b la parwahi karty hain aur bad main pachtaty b daikha hy kaash ham aisa kar lety to aaj is naimat sy mehroom na hotay
            • #7 Collapse

              Re: Kisi Par Depend Nahi Karna Chahiye

              G dear aap nay sahee kaha forex trading may agar aap apnay oopar baroosa nahee karthay tho aap ka experiance increase nahee hoga kionka agar aap dhosre cheezo par d pend karthay hay yane aap signals say he trading karthay hay tho ye har time aap no faida nahee dathay aap ko apna mind be istimaal karna hotha hay our ise say he aap k knowledge may izafa hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Kisi Par Depend Nahi Karna Chahiye

                Ap ki baat theak hai k forex market mai kisi par depend nahi kr sakty ho. Forex market mai khud ki planning krna chahey. jis tarah hum market mai khud sey depend krney sey hum market mai zada earning hasil kr sakty hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Kisi Par Depend Nahi Karna Chahiye

                  har kisi k signal b pura faida nai daite yeh trader ko daikh kar kisi k signal zaida loss daite hai kisi k kam main b start main logo k signal par trading karta tha is liay mujhay din raat jagna parta tha q k signal kisi b time par aa sakta hai jo sirf 50% thik hote hai phir main log ki signal strategy daikh kar apnay halat k mutabiq strategy banayi jo boht faida de rahi hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kisi Par Depend Nahi Karna Chahiye

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                    Bohat say aisy traders bhi hay jo keh signals par kam kar rahy hoty hay matlab khud trading nahi karty kisi par depend kar rahy hoty hay agar hum khud ka future acha bnana chahty hay to humay khud forex trading ko seekhna chahiye aur seekhnay kay baad khud he trading karni chahiye es trha hum khud ka future bright kar sakty hay
                    Assalamu Alaikum Forex trading Ek bahut hi carrot pickle business Hai Hamein Agar is Mein kamyabi Hasil karna chahte hain toh hamein chahiye ki Hum Sirf Apne Aap Par Yakeen Karke trading Karen agar aap kisi par depend Karenge to aap sari Zindagi use padh padh hi karte rahenge aur aap kuch bhi seekh nahi Payenge isiliye kisi par depend Karne Se Achha aap khud kaam Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Kisi Par Depend Nahi Karna Chahiye

                      G haan bilkul dear friend hame kesi aik Pair pe Depend Nahi Karna Chahiye bilky tamam pairs men ka knowledge ur experience hasil karna chye ta key ham aik behtareen treader banny men kamyab hu saken.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kisi Par Depend Nahi Karna Chahiye

                        daikha gaya hai k har bar kisi dossray par depend karnay walay hamesha peechay rah jaatay hai koi teacher banao us say seekho aur phir mehnat kar k aagay nikal jao.... mera mashwara ye hai k forex seekho k is par kaam kis tarha hota hai phir aagay apni mehnat say barh jao.....

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X