Trading k liy kon sa waqat zaroori hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k liy kon sa waqat zaroori hai???
    trading k liy waqat ki pabandi hai ya nhn??? ya kisi bhi waqat baith k ham trade kr sakty hain??/
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k liy kon sa waqat zaroori hai???

    JI trading kay liye wohi waqt acha hai jab market main kaafi achi movement chal rahi ho so ap ko chiye market kay achy say analysis karyn or us kay bad ap trade lagye or market friday or raat ko close ho jati hai sunday ko raat ko open hoti hai so trading soch samjh kar karyn
    • #3 Collapse

      Re: Trading k liy kon sa waqat zaroori hai???

      Trading Ke Liye Koi Waqt Ki pabandi Nahin Hai working days main aap Jab Chahe Jis time Chahe aap trading kar sakte hain Friday night se Sunday night tk market closed Hoti Hai is time main aap trading nahin kar sakte is k elawa ap ab Jab Bhi Chahe Aap Ko Jab koi acchi signal nazar aaien to aap Trads entre kar sakte hain but Monday ko trading karne se thoda sa avoide karna chahiye Kyunki us din market movement bahut jyada slow hoti hai baki working days m movement acchi hoti rehti hai aur iska analysis ko samajhna Aasan ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading k liy kon sa waqat zaroori hai???

        bhai trading ka koi waqt nahi hai aap jis waqt chahe kam kar sakte hain aur aap morning mein analysis Karen analyses karne ke bad aap trade check kar sakte hain ke Kahan se buying karni hai aur cell karni hai jab aap trade calmagite banale us waqt aap pet open Karen ya FIR aap pending order ke sath chat karen aur market ki movement jyadatar 3 session mein hoti hain Jo open aur Bank hote Hain us Asia obsession in maybank aur selling ki ja sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading k liy kon sa waqat zaroori hai???

          Tarading MI agar Sahi achi trade karna chahte hain to hum ko sahi mein sahi time select karna hota hai jisme in hum bahut sata smarket koho samajh sake aur hum iss main aasani se apni rafat wali trade ko le agar hum isme galat time par trade laga sakte hain to humko usne in class ho jaye ga
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            Re: Trading k liy kon sa waqat zaroori hai???

            dear friend main ap se itefaq karta hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex aik world wide business hae jis main jaga or waqt ke pabandi nhe hote hae hum kisi bhe waqt trading kar sakte hain hamen jaga or time ke bilkul pabandi nhe hote hum is main kisi bhe waqt market ko analysis kr ke trading start kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading k liy kon sa waqat zaroori hai???

              Forex tradingg kyy liyrr koi bi time best ho sktaa hai markeet ko.analysis kartyy rhnaa chiyeee markeet ko time denyy syy hei best entryy miltii hai forex markeet main koi mahsoss time ni hai kabi bi markeet axha move kar sktii hai is liyee memberss ko chiyee kyy markeet ko.zaida syy zaidaa analysis kartyy rhyyy ....
              • #8 Collapse

                Re: Trading k liy kon sa waqat zaroori hai???

                G is business make reading ke liye koi bhi time nahi hai ya market ko dekhna padta hai isme koi bhi ek time fix nahi hai ki aapne is kahan par trading Lagani hai ya market ko Hamein dekhna padta hai market ko analyse karna padta hai jab hi market Mein Koi vajeh Ishare Deha main Usi wakt rate Laga leni chahiye aur wahi Hamara time hota hai trade lagane ka
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k liy kon sa waqat zaroori hai???

                  Isme koi bhi ek time fix nahi hai ki aapne is kahan par trading Lagani hai ya market ko Hamein dekhna padta hai market to analyse karna padta hai Jab Bhi market Mein Koi Baje Ishare Deha Mein Usi wakt Laga leni chahiye aur wahi Hamara time hota hai trade lagane ka is wajah se hamein chahiye ke Hamar market ko Dekhte Rahen usko check Karte Hai uski isme Hamara bahut jyada fayda hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k liy kon sa waqat zaroori hai???

                    Hi g Forex trading my time ke koi pabendi Nahi ha aur na he hamy is km KY Leya kahen jany ke zarort hoti hai Ghar my bath kr b kr sakty ha Forex trading hum Kisi b time kr sakty ha is my time aur Jaga ke koi pabendi Nahi Hoti haan ager hum zada mahnat sy km kary gy Tu Tu phr hamy bonus Acha mily GA
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k liy kon sa waqat zaroori hai???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadarsalan پيغام ديکھيے
                      trading k liy waqat ki pabandi hai ya nhn??? ya kisi bhi waqat baith k ham trade kr sakty hain??/
                      Assalamu Alaikum trading business Mein timing ki bahut jyada important hoti hai agar aap trading Ke Liye Koi accha time Dhoond Rahe Hain Tu Mere Khayal mein hua Pakistani time ke mutabiq 5 Baje ke baad hota hai Kyunki paanch baje ke baad us session open hota hai Jisme market ki movement Kafi Jyada badh jati hai aur accha profit kamane ke chances Hote Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k liy kon sa waqat zaroori hai???

                        nhi bhai ham kese bhi waqt trade nhi lga sakty es me loss hota hai ham ko serf tab he trade lgani chahye jab hamara acha market analysis ho jay otherwise jab tak ap ko market sath na dy tab tak wait karain jab halat sath dein trade lga dein
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k liy kon sa waqat zaroori hai???

                          Dear friend Forex trading Ke Liye Koi be time zaroori Nahi Hai Har Waqt market ko analyzers karte rehna chahiye Kisi Waqt Bhi market accha move kar sakti hai Koi fix time nahi hai ke is Waqt market Jyada accha move Karti Hai members ko chahi ke har Waqt market ko analyses Karte Rahen Koi Na Koi acchi trade mil Jayegi...

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X