Aj ye bhe batata hun k support and ressistance level pe trade kyun zaruri he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aj ye bhe batata hun k support and ressistance level pe trade kyun zaruri he
    Dekhen ap jab bhe koe trade open krte hen to market ka confirm nhn hota k kis taraf jae ge. Agar ap ne bagher ressistance level bane ese hi sell kr di to ye or bhe opper ja sakti he ressistance level ko check krne. Or loss ho sakta he. Esi trah bgher support k buy kea to or neeche bhe ja sakti he support ko check krne.
    Apko chahiye k hamesha support se buy or ressistance se sell kren.or en k ek or level ooper ya neeche stoploss laga den.loss k chance boht kam ho jaen ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aj ye bhe batata hun k support and ressistance level pe trade kyun zaruri he

    Jee han jb market up hoti tu us point ko support kehty hein aur us waqt buy ki entry banti hai jb market up jak aik point pe ruk jaye usko resistance kehty hein aisy mein market down move krti hai agr aap support aur resistance ka khayal krein tu mery khayal mein hr trade mein profit hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Aj ye bhe batata hun k support and ressistance level pe trade kyun zaruri he

      forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai aga kamyab hona chatey hain to hamy supprot or ristance ko may nazer rahk ky mahent sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Aj ye bhe batata hun k support and ressistance level pe trade kyun zaruri he

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Gmurtza پيغام ديکھيے
        Dekhen ap jab bhe koe trade open krte hen to market ka confirm nhn hota k kis taraf jae ge. Agar ap ne bagher ressistance level bane ese hi sell kr di to ye or bhe opper ja sakti he ressistance level ko check krne. Or loss ho sakta he. Esi trah bgher support k buy kea to or neeche bhe ja sakti he support ko check krne.
        Apko chahiye k hamesha support se buy or ressistance se sell kren.or en k ek or level ooper ya neeche stoploss laga den.loss k chance boht kam ho jaen ge.
        Ji Bhai aapne bahut acchi Banai hai hi Mujhe yakin Hai Jo Bhi traders aapki is thread ko padh kar is par ab hua acchi trading kar Sakenge aur unko spot and resistance ka acchi Tarah Se pata chal jayega aap daily basis par Aise information share Karte Raha Karen
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Aj ye bhe batata hun k support and ressistance level pe trade kyun zaruri he

          forex aik wasee busienss hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain hamy is mai support or resistance ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat acah business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Aj ye bhe batata hun k support and ressistance level pe trade kyun zaruri he

            foerx ke karobar mein human ye dekhna hota he k trader e lagaty hoy dekhen jis pair pe trade lagaya he us ko ager sell kerna he to resistence ko madinazer rakhen ager buy kerna he to support ko check kerna chahy waqrna human losss ho sakta he forex mein loss ke waja se human trade lagany ke surat mein hum disappionted ho ke trade lagana chor dety hein
            • #7 Collapse

              Re: Aj ye bhe batata hun k support and ressistance level pe trade kyun zaruri he

              forex ak real business hain hamy support or resistance mai kam karny ka acha knowledge hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky g yor hum acha profit gain kar saky gy forex aik legal business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik unqiue business hain
              • #8 Collapse

                Re: Aj ye bhe batata hun k support and ressistance level pe trade kyun zaruri he

                bhot he pyari baat kahi hain apne and main aaapki is baaat sa agreee karti ho hard work kar k he kamyabi hasil kar skte hain bhot he pyra samjhy hain aapne hard work k bina hum forex k kisi b level ko learn nhe kar skte hain hard work karna lamzi hota hain or haar tradeing main hamre liye acha profit hota hain agar hum achi tara merket ki move ko smajhy le ek baar
                • #9 Collapse

                  Re: Aj ye bhe batata hun k support and ressistance level pe trade kyun zaruri he

                  forex aik world wide business hain hamy support or resistance ko kabe be ignore nahi karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain is main hamara koi be boss yai teacher nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Aj ye bhe batata hun k support and ressistance level pe trade kyun zaruri he

                    hamy experience ky mutabik kam karna ho ga forex mai support or resistance mai kam karna risky hota hain jab new bibes is mai kam karty hain to inhy loss ho jata hain is mai market ka balm nahi hota hamy experienec ko best than best bana kar kam karna ho ga forex aik asa busines hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Aj ye bhe batata hun k support and ressistance level pe trade kyun zaruri he

                      forex aik wasee business hain is mai support or resistance aik risky pair hain hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy or hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kr sakty hain forex mai talib ilam be kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Aj ye bhe batata hun k support and ressistance level pe trade kyun zaruri he

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Gmurtza پيغام ديکھيے
                        Dekhen ap jab bhe koe trade open krte hen to market ka confirm nhn hota k kis taraf jae ge. Agar ap ne bagher ressistance level bane ese hi sell kr di to ye or bhe opper ja sakti he ressistance level ko check krne. Or loss ho sakta he. Esi trah bgher support k buy kea to or neeche bhe ja sakti he support ko check krne.
                        Apko chahiye k hamesha support se buy or ressistance se sell kren.or en k ek or level ooper ya neeche stoploss laga den.loss k chance boht kam ho jaen ge.
                        Assam Alaikum aap Forex trading market Ko Jab analyse Karte Hain To usmein sabse Jyada Jaruri chij kya hoti hai ki Hamen Pata Hona chahie ki market ka sport level kya hai aur resistance level kya hai agar Hamen is bare mein acchi maloomat Hogi tab hi ham market ko acche tarike se analyse kar Sakenge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Aj ye bhe batata hun k support and ressistance level pe trade kyun zaruri he

                          ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan from Mein kam Karte Hain To Hamen acchi trading ke liye bahut hi jyada kam karna hota hai agar Ham acchi trading ke liye Kam Nahin Karenge To Hamen kabhi bhi achcha profit bhi nahin Milega Achcha profit aur karne ke liye bahut hi jyada mehnat Karke kam karna Hota Hai thanks

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X