forex main money management system kya hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main money management system kya hai ?
    can anyone tell me what is money management system in forex?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex me money management ko samjhna bhot he asan hai is lye hum jb b kam kare to soch samjh kar he kare is tarha say he kam kye ja sakty hain aur in ko samjha ja sakta hai.
    • #3 Collapse

      monay management ye hai mere bhai k aap utni tradr lagao jiyna aap risk le sakte ho yani ager aap ka loss ho jae to aap kitna loss brdasht ker sakte ho.
      • #4 Collapse

        bhai Forex main money managment system yehi ha k aap kis tara trade kartay ho aur kis tara trade kar k earn kartay ho aap kis tara trading k doran apnay levarage set kartay ho aur kitnay leverage say trading kartay ho so agar aap in sub cheezo ka dhyan rakh letay ho to aap achay say trade kar saktay ho aur earn kar saktay ho.
        • #5 Collapse

          bhai forex main money management ya hota ha k trader apni equity ko dekh kar trade karta ha or usi k mutabiq hi wo lot size use karta ha means wo apny account ko wash hony sa bachata ha is ko money management khty hain
          • #6 Collapse

            Money management system sey murad hy keh aap key pas kitna balance hy aur aap ney kis hisab sey lots lagani hain. Yeh planning aap jey pehlay karni hoti hain tabhi aap ko faida hota hy. agar hum without plannng key lots lagayen gey to hamara loss ho jaye ga. sometimes balance ko safe rakhna profit lenay sey ziada zaroori hoti hy. Jo trader khud ko loss sey safe rakhta hy wohi kamyab rehta hy.
             
            • #7 Collapse

              Dear apka bht acha question he, forex aik risky business he is me apko profit k sath sath loss aany k chances b bht hoty hen isliy ap trading krty huey jtna breathtaking kr skty ho utna hi loss ka risk lo is money management kehty hen
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mustafaa
                money ki bohat importance hai and ap ko yeh dekhna perta hai k ap kitne capital se trade ker rahe ho and ap ko lot size capital k hisaab se rakhna hota hai and ap ko levarege b thora rakhna chhaiye because is tarah ap ki trade safe rehti hai.
                Dear, i also think i think money management is key factor for get success on forex trading,because with use money management on each our trade so we can protect our margin and we can have a big opportunity for get success on forex trading.
                • #9 Collapse

                  moany management mein hum apny capital ko manage kerty hain or monthly weekly ya daily base per ek target banaty hain jo k hamein achieve kerna hota hai forex mein money managemnt seekhny bgahir profit earnh nhi kiya jka skta
                  • #10 Collapse

                    g han iss baat main koi shak nahi ha ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss se aap ko bht fayda ho sakta ha aap ko iss baat ka khyaal rakhna ha ke iss kaam main mehnat krney se aap ko bht fayda ho sakta ha iss liye aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen
                    • #11 Collapse

                      mney mangment kisi b business k liye buhat hi zeyada important rakhta ha is liye jitna ap soch smj k aur capital ko dekh kar tradinng kary gy utna hi zeyada ap ko faida ho ga
                      • #12 Collapse

                        forex maoin money management yeh hai k ap trade say pehlay money ko kaisy manage ker saktay hain agervap nain money ko sahi tera say manage ker liyah to achi earning ker saktay hain.
                        • #13 Collapse

                          forex mai money management system se muraad ye hai k ap ne risk ko kam karna hai aur ye us waqt he possible hai jab ap ne strong planing ke ho ge
                          • #14 Collapse

                            Money management system yeh hota hy keh aap key pas kitna balance hy aur aap ney kia planning ki hy keh aap ney kis volum ki lots lagani hy aur us balance ko kaisay use karna hy. Trading sey pehlay aik target banayen keh Kitna profit lena hy aur kitna loss bardasht karna hy. Jo log money management system ko samjhtey hain, woh buhat careful ho kar planning kartey hain.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex main money management bht important hy es sy hum apny risk ko kam sy kam kr skty hain es main lot size wagera a jaty hain es ko smjhna bht asan hy koi mushkil kam ni hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X