forex trading in pakistan....?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading in pakistan....?
    dera mambers jesa k hum sub forex main apna trading ka business karty hain or hum es main international currencies par trading karty hain or yah boht he popular bsuiness hai laken pakistan main es ko yah popularity nahi mili hai es ki kiya wjah hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading in pakistan....?

    Q k pakistan men logo ko forex say awareness ni hy or lack of education hy or sab say bri bat Pakistani logo ko interst ni hy kch log to join karty hyn ak trade py koss hva chor dty hyn mehnat karna gawara ni karty shortcuts talash karty hyn k kisi tarah rato rat ameer ho jayen yehe waja hy k isko itni zada popularity ni mil pa ri
    • #3 Collapse

      Re: forex trading in pakistan....?

      Pakistan sy ham trade ker rehy hon ya kisi aur country sy hamain forex market main trade ker ky profit hasil kerny ki koshish kerni chahiay jab hamary pas forex trading ki opportunity hai tou hamain is sy faida uthana chahiay ky beshak ham kuch investment bhi ker lain ya bonus per trade kerty rehain currencies main trade kerain ya commodities main hamain trade ker ky achi earning kerni chahiay
      • #4 Collapse

        Re: forex trading in pakistan....?

        forex ka business pakistan main be legal ho cuka hain is main duna bar ky log live kam karty hain or amount kamaty hain hamy is main meyare trading par he acha bonus milta hain agar hum apny target ko pura nahe kary gy to hamy bonus be km mely ga hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey per he hum is main kamyabe hasil kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: forex trading in pakistan....?

          ye forum mehnat k liye aur ye forex trading k liye hy or lack of education hy or sab say bri bat Pakistani logo ko interst ni hy kch log to join karty hyn ak trade py koss hva chor dty hyn mehnat karna gawara ni karty shortcuts talash karty hyn k kisi tarah rato rat ameer ho jaow
          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
          • #6 Collapse

            Re: forex trading in pakistan....?

            G haan AP ki bat tk ha forex ak international business ha hm is ma Kam KR ka bohat acha profit hasil krta Han Pakistan ma bi kuch log use KR RHA Han Isa lakin zada tr logon ko abi PTA hi nhi forex ka bara ma is Lia hmain chahia apna friends or realtives wagara ko forex ka bara ma btain
            • #7 Collapse

              Re: forex trading in pakistan....?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairswl پيغام ديکھيے
              dera mambers jesa k hum sub forex main apna trading ka business karty hain or hum es main international currencies par trading karty hain or yah boht he popular bsuiness hai laken pakistan main es ko yah popularity nahi mili hai es ki kiya wjah hai?
              Bhai darasal yha pakistan mn logo ko is k bary mn itni information or knowledge nai ha jis ki wja sy iski popularity mn kami. Ha yha py or jin logo ko pata ha un mn sy kuch ko using k mamly mn mushkilatt hn
              Lakin pichly kuch arsy mn pakistan forex ki joinings mn izaafa hua ha
              • #8 Collapse

                Re: forex trading in pakistan....?

                Ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai forex ek achcha aur hamen chahie hamesha ke forex ki Kadar Karen yah bahut achcha Dena aur nice business Hai To hamen chahie kis ki ijjat Karen aur Kadar Karen aur ismein jyada FoxPro time dekar ismein kamyabi hasil Karen jitna jyada kam karenge utna hi jyada Ham ismein kamyab honge
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading in pakistan....?

                  forex aik international business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain pakistan ky log be forex mai kam kar rahy hain yai pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai bager pasao ky accouint bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading in pakistan....?

                    well pakistan main forex trading bohat achy say groom kar raha hay q k bohat say users to forums k zariye kaam kar rahy aor bohat say users baghair forum k bhi dirext kaam kar rahy so hamain yeh chahye k is main apna future bright karen aor hard work karen jitna zada hard work ho itna zada hi acha ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading in pakistan....?

                      dear brother aap ki baat theek hai aur confirm nahin hai ki Pakistan Parasparam Mein mehnat Karen aur Pakistan mein Forex legal legal hai iska confirm nahin hai isiliye Hamen chahie ki Ham ismein Forex trading ki Badhai Kis Mein Kisi Ko Naam bataen ho sakta hai ki Forex trading illegal ho aur Pakistan mein trading karne ka 11 Hoga ya nahin aapko kisi ko bhi batana Nahin chahie
                      Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                      :1f4af:
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading in pakistan....?

                        ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun ab Agar Ham is Forex trading Mein kam kar rahe hain to yah Pakistan mein Ham kam kar rahe hain aur Hamen chahie hai ki Ham is Pakistan Forex form ki Kadar Karen aur ismein kam Karte Rahen aur Hamen chahie hai ki Hamen ismein Soch Samajh Kar kam Karen Taki Humse Koi mistake Na Ho Aur Hamen trading ke bare mein bahut jyada information Hasil karna chahie to hi Ham ismein achha trader Banke acchi profit Hasil kar Payenge
                        PAK ARMY ZINDA ABAD

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X