loss hony ki wajohat....?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hony ki wajohat....?
    aslamo alikum all forex ambers kesy hain ap sub ummed krta hun sub kheriyat se hungy tu bahi jan aj hum forex main loss hony ki wjoaht par bat karengy sub se pahly main sinors mambers se yah pochna chhata hun k hum forex main apny loss ko kesy kam kar skty hain jis se hmain loss kam se kam ho or hum apni trading main acha profit eran kar skty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hony ki wajohat....?

    Aapko chahi kabhi bhi aapko backside ki taraf nahi dekhna chahiye aur accha kaam karke earning Karni chahie properly Main To aapko Hamesha Yahi suggest Karunga Ke Jab Bhi Aap Yahan Par investment Karte Hain Koi entry Lagate Hain To aap ko sabse pahle Yahan Par Jo Ek sabse Jyada important kaam karna hota hai woh Yahan Par stop loss Lagana hota hai stop loss aapke account ko Kafi Jyada important Deta Hai export provide Karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: loss hony ki wajohat....?

      Dear friend app bilkal theak kha rahy hain lakin sb bhary wajohat ya hain ka hum jalde main ji kadm uthata hain who humasha humary lia nuksaan dah hota ha iss kia huma cahia ka hum sbr sa kam lain orr wakat ka saat saat kam karin tb hum forex main kamyab ho sakthy hain orr dosry wajoat ya ha ka forex ko time na danha
      • #4 Collapse

        Re: loss hony ki wajohat....?

        Loss hony ke sub sy bri wajohat knowledge aur experience na hony hy bhot sy new members isy waja sy loss mein jaty hein quin ka unko tajraaba nh hota aur bhot ci investment krty hein aur phr loss hota hy
        • #5 Collapse

          Re: loss hony ki wajohat....?

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna experience share kardaa ager hum ko loss hotaa ha to es ka kuch wajohat ha ak hum greed kartaa ha ya per hum apna emotion ko control nhi kartaa ha or hum apna trade ma stop loss or take profit ko use nhi kartaa ha ...........
          • #6 Collapse

            Re: loss hony ki wajohat....?

            Management Karenge Forex Mein Aaj Nahi Deti Hai Tu Kyun naam hai isme investment karte rehna chahiye kaam karte rehna chahiye Hamari family surprise system Forex ban gaya hai aaj kal Pak Forex par kaam karne ke Boss advantages Hai Hamein Yahan Par investment Nahin Karna padti Hai Hamein just watching karna padta hai jitni Jyada imposing Karte Hain Uske gas Samay is Kevalya acche wala bonus Mil Jata Hai Aur
            • #7 Collapse

              Re: loss hony ki wajohat....?

              A. O. A dear friends Umeed hia Kah ap log sab tehek ho gay achay ho gay is Friend na bahot acha sawal kia hia meri nazar ma is ka jawab yeh hia hum jo Trade lagaty hia or jab loss ho raha hota hia tu hum trade kahtam kr deaty hia kch panay kaliaya kch kahona phada hia
              • #8 Collapse

                Re: loss hony ki wajohat....?

                G my dear forex friends trading main hamaray loss honey ki sub se bari market ko bina dekhy hum log trading laga lity hy or humain loss ho jata hy agr hum market ko dekh kr trading lagay gy to inshallah humain profit ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: loss hony ki wajohat....?

                  dear member waise to loss hone ki Bahut Si wajohat hoti hain lekin aaj kal Jo Jyada Bajrang Nagar aa rahi hai wahi hai ki Forex trading Mein log kaam karte hain aur aggressive hokar karte hain aur sattebaji Samajh Ke karthe hain lekin Hamein Chahenge ki hum Forex trading co 1 Business Ki Tarah Karenge Jaise Ham Business mein loss bardash Nahin Karte waise Hamein is main bhi loss nahin karna chahie lekin Hamara Chuke bonus hota hai aur bolo usko Hum Rehte Hain Dobara Kama Lenge isliye Hum Apna loss kar Baithe
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hony ki wajohat....?

                    Loss hony ki kuch hi wajoohat hoti hain agar ham unki correction ker lain tou ho sakta hai hamain loss kam sy kam ho saky jab ham trade open kerty hain tou achy analysis kerny ky bahd trades open kerain news per nazar rakhain ky koi aesi news na ho jo market ko bahot zyada effect kerti ho apni previous mistakes ko remove ker lain aur stop loss aur tak profit achi calculation ky sath use kerain ky reasonable profit ya minimum loss main trade close ho saky
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hony ki wajohat....?

                      Assalamu alaikum my dear friend Forex trading me loss hone ki bahut Shivaji had Hoti Hai Jaisa ke jyadatar aajkal Hamein Yaad Reh Raha Hai Ke Log Satta Baji bahut jyada karte hain aur knowledge Haseen Nahin Karte Yahi Agarwal log knowledge hasila Pare Karen Tu Mere Khayal mein hua kuch na kuch aur Nahin toh Jarur Hasil Karenge Kyunki Forex trading co Graham CK Karenge tab Hum acche se kaam Karenge
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hony ki wajohat....?

                        Asslamoalekum mere aziz dosto me ap ka mshkoor ho ap ke is post se hame bohat fida howa or ap ne thek kha me ap ke bat se itfiaq karta ho ap se kuzarish he ke ase mufeed post zeyda se zeyda karen take hume is se fida othane ka moka mele ap ne sahi swal keya he ke loss hone ke wjohat

                        1 Market ko read na karna
                        2 Bager analysis ke trade lagana
                        3 TP Sl ka istamal na karana
                        4 Trend ke opposite kam karna
                        5 Risk na lena
                        6 daily apne trades ko close na karan.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hony ki wajohat....?

                          Forex main loss honay ki bahout sari wajohat hain jin main sab say zyada knowledge aur experience ki kami hai agar hmara knowledge aur experience km ho ga tp hm forex main kbhi bhi kamyab nahi ho sakty aur nah hi achi earning kar sakty hain is ky ilawa forex main lalach aur jald bazi bhi loss ki bari wajha hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X