Kia emotions ko control karna asaan hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia emotions ko control karna asaan hay
    Mera experience ye hay key traders key ley sab se mushkil kam emotions ko control karna hi hota hay, achy se acha trader be emotions ko asani se control nahi kar sakta hay es key ley traders ko bahot zeyda trading ka experience aur knowledge chaye hota hay, agar traders emotions se bachna chahty hey to un ko bahot kam lot key sath trading karna ho gi ta key un ko loss kam ho es se traders key emotions me be kami aye gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia emotions ko control karna asaan hay

    Skills ko develop karne experience ko generate karanjia 10,000 knowledge cocaine Karen Chitra of knowledge gain Karenge aap ko fayda milega Jo Log Yahan Par Kaam ke time par Forex Mein grade karte hain knowledge karte hain woh kabhi bhi kamyabi ke saath kaam nahin kar sakte hain Hum Sab Jante Hain Ki Forex ek lalach hi Lalit Mein Aakar Jo kaam karta hai woh Apna sa ra account wash kar leta hai
    • #3 Collapse

      Re: Kia emotions ko control karna asaan hay

      Ji haan main aap ki baat se Ittefaq karta hoon aap ne bahut acchi baat share ki hai hi Mere Khayal mein reading Mein Kafi Mushkil hota hai apne emotion par Kabu karna Kyunki Jab Hamen loss hota hai Tu Hamari koshish Yahi hoti hai ki hum jald se jald isko recover Karen aur jab Hamen profit Hota Hai To Hum lalach Mein Aa Jaate Hain aur trade open kar lete hain Jis Se Hamein ya nuksan hota hai ki jo Humne profit earning Kiya Hua hota hai vah bhi waste ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Kia emotions ko control karna asaan hay

        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna emotion ko control karna start kardaa q ka ager hum apna emotion ko control kar sakta ha to per hum ko bohat achi earning hoge laken ager hum apna emotion ko control nhi kartaa ha to per hum ko loss he hoga.........
        • #5 Collapse

          Re: Kia emotions ko control karna asaan hay

          G brother aap nay sahee kaha forex trading may apnay emotions ko control karna buhut mushkil hotha hay specially new traders k liay kionka wo aksar trading may jazbaath say kaam lathay hay our jo expert traders hothay hay wo munaasib waqth ka intizaar karthay hay osay jab market may faida nazar aaye tho wo ose time he trading karthay hay.
          • #6 Collapse

            Re: Kia emotions ko control karna asaan hay

            Friend ap nay sahi kaha hai, aap na buht he acha trading ki ha discipline k sath trading ki jyae tu sab acha he hota ha ye he rules hain trading krny ka or aram sa aram sa trading krny sa he hum kuch kr skaty hain bhai ma bhi aesy he trading krta hon sab rules ko follow kr ka he,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
            • #7 Collapse

              Re: Kia emotions ko control karna asaan hay

              As-salamu alaykum doston Aisa bilkul Bhi Nahin Hai Ke Forex trading Mein emotion control karna bahut Aasan Hai Dil Ke sabse Jyada Mushkil kaam rahi hai tu hamesha hi ki sabse pahle Hum Mushkil kaam Karen aur FIR Aasan kaam Hamen Itni Jyada Mushkil Nahin Karenge Lagegi lekin Agar Hum Mushkil kaam Chod Ke Aasan kaam Karenge To Humne Jo dusre Kaam Hai Mushkil lagenge isliye Hamesha hi ki Forex trading ka pura knowledge kaise karen
              • #8 Collapse

                Re: Kia emotions ko control karna asaan hay

                G han emotions ko forex market main trade kerty huey control kerna bahot asan hai agar ap apni open trade main stop loss aur take profit use kerain tou jab tak apka stop loss ya take profit hit na ho jaey apni trade ko chalny dain jab aik hi ho jaey tab phir achy analysis ker ky new trade open kerain ajr same rules ky sath trade continue rakhain
                • #9 Collapse

                  Re: Kia emotions ko control karna asaan hay

                  Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi,jee belkul yeh aik bhut he hard work business hai or es mien aa ker tamam log kam na ker sakty hien ager es mien aa ker hum log kam kerty hien or earning bee kerna chahty hien to hamain es mien aa ker apni soch ko badlana ho ga or hamain her bar apny open aitmad ker k trade ko open kerna ho ga. ,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia emotions ko control karna asaan hay

                    Dear main ap ki baat say mutafiq hon,yes my dear friend you are right I agree with you I am Jagdish Mein Kaam karen to hamesha Main Dil Kisi Se Kam karna chahiye aur ismein humei achche se bhi kaam karna chahiye aur is main kabhi bhi mistake nahin karna chahiye Har tarike se mistake se bachne ki koshish karna chahiye 2D animation Kamya Boss Karenge ,mehnat kartay rahein es main kamyabi hai,take care
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia emotions ko control karna asaan hay

                      g bilkul ap ne thek kaha hai emotions ko control karna waqi kafi muskil kam hai emotions ap par havi ho jaty hain jab ap profit me hon to ap kafi over confidence ho jaty hain or agr ap ko loss ho jay to ap dar jaty hain dubara trading karny se or himat har jaty hain or kabi kabi gussy me ghalt trade lga lety hain es lye jetna ho saky emotions par control rakhna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia emotions ko control karna asaan hay

                        forex trading k busniess main achy achy account tab he wash ho jate hain jaab b traders forex trading main emotional ho kr kaaam karte hain ek professional traders kabi b jalbazi and greedy ho kar kaam nhe karte hain professional trades agar work karte hain tu mehnat karte hain pr kamyab hone k liye forex ko samjhna parta hain professional traders big loss kabi b nhe karte hain qk forex trading ki merket big loss b deta hai tu greedy ki waja say loss deta hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia emotions ko control karna asaan hay

                          Assalamu alaikum bhai yah hamare upar hi depend karta hai ki humne apni emotion ko kis tarah control karna hai Agar Ham apne emotion ko control karna Sikh lete Hain to Ham kamyab trader Ban sakte hain kamyab trader banne ke liye yah bahut jaruri hai ki hamen main apni motion ko control karna chahie Agar Ham apni motion ko control mein rakhenge to Ham kabhi bhi loss mein nahin ja sakte make a good earning kar sakte hain isliye hamen chahie ki hamen jyada se jyada apni Man ko control karna chahie shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia emotions ko control karna asaan hay

                            Emotional Cassidy register as other laws ki taraf Ja sakte hain isliye Hamen apni Man Ko control Mein Rakhna chahie Agaram apni motion ko control Mein Rakhenge tabhi I'm ismein Jyada Se Jyada prapt kar sakte hain Kyunki emotion emotionally hokar Ham ismein Se Jyada problem nahin kar sakte Jo log ismein vah karna chahte hain vah apni manzil ko control Mein Rakhe tabhi Ham ismein Kaise kam kar sakte hain Ki Nahin Rakhenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia emotions ko control karna asaan hay

                              humein apny emotions pr control krna chy. q k emotions pr control krna kafi difficult hota ha lain agr hum try karein tu ho jata ha control b es ly humein emotions ko control mein kr k kam krna chy. forex mein ups aur down atty rehty hain tu humein pershan ni hona chy dil laga kr kam krna chy. humein mehnt krni chy. q k agr hum ehnat ni karein gy tu humein loss ho ag.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X