Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen
    Dear traders akser aisa hota ha k hm bonus account pe trading krty haen. Aur hamaen loss ho jata ha acha khasa jis se hamara account wash ho jata ha ya hony ko hota ha tu hm itni ziada recovery ka jb sochty haen tu hamaen bht mushkil lag raha hota ha k itni recovery kaisy kroon ga. Ab es stage pe kuch traders investment ka soch haen. Mery khayal se Jo trader bonus account se profit ni kama saka wo kbhi bhi apni real investment se profit ni kama sakty. Es liye behter ha k ham koi aur rasta akhtiyar krean aur us pe mehnat kr k acha bonus bana laen aur us pe trading krean aur es time k doraan mehnat kr k apni skills improve krean
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen

    dear friend shro mn new traders ko chayay k bonus pa he trading kren keun k un k pass achha experience naen hota to loss k chance ziada hotay hn aur jb apkay pass achha trading experience ho jay tub investment krni chayay
    • #3 Collapse

      Re: Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen

      Ji haan main aap ki baat se Ittefaq karta hoon aap ne bahut acchi baat share ki hai Mere pyale Mein Jab Hamein posting Se Achha Mil Jata Hai To investment nahin karna chahie aur Forex trading business main kabhi bhi jaldbazi se kaam Nahin Dena chahi Hamara account wash Kyu Hota Hai Iski Wajah Ya Hai stop loss use nahi karte overtraining karte hain Agar Hum ya Chhoti Chhoti Galti Na Kare Tu Hamara account wash nahi hota
      • #4 Collapse

        Re: Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen

        G han forex trading men kuch log dusaron ko acha profit hasil kartay dekh kar jazbati ho jatay hen aur woh samjhtay hen k woh acha profit hasil kar len gey iss liay woh bari investment kar letey hen aur experience nah honay ki waja se loss hota hey aur investment zaiya ho jati hey
        • #5 Collapse

          Re: Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen

          ji haan Sar aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur hum jazbati ho Jate Hain To Hamein Jazbaat mein bilkul bhi nahin aana chahie aur Hame Apna investment bilkul bhi nahin Karni chahi Agar Hamare Paas experience on Knowledge bilkul Nahin Hoga Tu Hamara investment Kisi Kaam Ka Nahi Hai vah Hamein bahut jaldi bahut Bade loss mein aa sakta hai isiliye Hamein pahle investment ke bare mein knowledge Hasil karna hoga thanks
          • #6 Collapse

            Re: Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen

            G Han bilkul bohat ache Baat ki hai aisa he hai humen chaheye k Soch samajh kr Forex business men koi BHI qadam uthaen kyun KY hmara ek BHI Galatians qadam humen hmesha k liue pachtane par majboor or Sakta hai using tarha Forex men investment men BHI jaldi na keen kyun k jaldi Ka kaam shetan Ka Hoya hai sue is Ka end hmesha koi na koi bra nuqsan Hoya hai is liue Soch samajh kr he investment keen ta KY baad men pachtana na pare.
            • #7 Collapse

              Re: Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen

              Yes brother aap ne boht achi baat ki hai aksar traders thora sa profit hasil kr k samjhty hein woh achy aur kamyab trader ban gaye hein lekin yeh soch k woh chahty hein ab woh forex mein invest krein jo k boht bari ghalti ho sakti hai kionkeh un k pas itna experience nai hota is liye yeh sb krny k bajaye mehnat krein aur ziada experience hasil krein tah k ap aik kamyab trader ban jaen.
              Last edited by ; 29-06-2019, 09:02 PM.
              • #8 Collapse

                Re: Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen

                kbi b insaan ko jazbati faislay b nahi karny chahay aur jazbati ho k investment to bilkul hi nahi karni chahiay kiun k jazbati faislay mainy ziada nakaam hotay hi daikhay hain jazbaati ho kr investment kro gy agar apky pass us ka knoldge na huwa to ap bad main apni investment py b pachtao gy aur tim jo weast kia us py b pachtgao gy
                • #9 Collapse

                  Re: Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen

                  investment humko Kisi bhi Surat mein Karni hi nahin chahi kyunki hum khush hue Manas mil raha hai aur hum khush hue manasi par kaam karna chahie agar hum isme bonus pari kaam karte hain to ham mein apni investment last hone se bata sakte hain
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Re: Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen

                    thek kaha hain aapne forex trading main jazbati lago kabi kamyab nhe ho skte hain jo k jaldi main bas forex trading main kamyab hona chahte hain vo lgo kabi b kamyab nhe ho skte hain forex trading bhto he wait and sabar say kaam karne wala kaam hain forex trading asa work hain k is main entry k liye b wait karna hota hain entry k bina kaam b nhe ho hota hain dear
                    • #11 Collapse

                      Re: Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen

                      G haan bhai jaan hamen as main jazbaty ho kar as main kabi bi hamen invest nahi karna chahiy hai aor hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam kare aor hamen as main mihnat bi karna chahiy hai aor hamen chahiy hai kee ham as main experience bi hasil kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee
                      • #12 Collapse

                        Re: Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen

                        yes dear app ki bat thek hai forex main logon ko ziada los jazbat main aker hota hai kyon k jab bhi koi new trader forex markeet main inter hota hai tu wo bgair sochy samjhy iss main invest kar deta hai jiss say usko loss ho jata hai aur jab wo apna loss recover karny k leay aur invest karta hai tu woh jazbati ho jata hai aur emotions main aker ziada invest kar k market say apna loss recovery karny lagta ha tu market main usko aur ziada loss ho jata hai iss leay pehly achi tarh say sekh kar phir iss main kam karna ho ga phir he ap loss recover kar sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen

                          Yes sir mien ap say agree kerta hoon k hamain as mien aa ker emotoinal ho ker na hi as mien trade open karna hota hai or na he hum ko as mien aa ker investment karna hota hai agar hum as mien aa ker emotional ho ker as mien kam kerty hien tu humas mien aa ker her bar apna loss he ker sakty hien as lye hamain khud ko loss say safe rakhna hota hai or hamain as mien aa ker her bar earning hasil karna hota hai as lye as mien khud k lye her bar kam karna hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                            Dear traders akser aisa hota ha k hm bonus account pe trading krty haen. Aur hamaen loss ho jata ha acha khasa jis se hamara account wash ho jata ha ya hony ko hota ha tu hm itni ziada recovery ka jb sochty haen tu hamaen bht mushkil lag raha hota ha k itni recovery kaisy kroon ga. Ab es stage pe kuch traders investment ka soch haen. Mery khayal se Jo trader bonus account se profit ni kama saka wo kbhi bhi apni real investment se profit ni kama sakty. Es liye behter ha k ham koi aur rasta akhtiyar krean aur us pe mehnat kr k acha bonus bana laen aur us pe trading krean aur es time k doraan mehnat kr k apni skills improve krean
                            Assalamu Alaikum ji bhaijaan Forex trading Ek Aisa business hai ke isne Insaan bahut jaldi Apne emotions Kho Kho baitha hai isliye Hua Apna nuksan kar lete hain Hamein Hamesha chahiye ke apne emotions ko control karne ke bad hi Forex trading business Mein Kaam Karen Agar kamyabi chahi 2 jazbati Aur jaldbazi Ka Mushaira na Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kbhi bhi jazbati ho k investment na kr daen

                              Assalamualaikum Yati bilkul aapne Sahi baat ki hai ke Hamen kabhi bhi Forex trading Medha Vati hoge investment Dr deposit nahin karna chahie aur naahi Is Tarah Hamein jazbaati Hoke Forex trading Mein kaam karna chahiye Kyunki Is Tarah Hum Sirf loss hi Karenge Hum profit as nahin kar sakte Kyunki Geography petrol hote hain bahut jyada Kam Nahin Hote

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X