pahaly har new trader ko loss hota hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pahaly har new trader ko loss hota hain
    forex aik online or kabe be band na hony wala buisness hain hum is mai agar new hain to hamy suro mai loss hota hain lakin jab hum apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex kabe be band na hony wala real business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: pahaly har new trader ko loss hota hain

    g han bhai jan apny thk kha hy k new trader ko shru men loss ka samna kerta perta hy kun k wo apny apko control nh ker sakta isliye wo shuru men loss ker dety hain.jab tak wo apnny account ko aik mertba wash nh kerty tab tak patience nh rhkty.isliye new trader ko aik mertba loss ka samna kerna perta yhy.
    • #3 Collapse

      Re: pahaly har new trader ko loss hota hain

      Trading market mein jo new banda enter hota hai cover shuru mein apna jyada last karta hai loss se aap ka ghbranaa nahi chahiye aapko accha chahye k apni trading jari rakhe aur is mein knowlege our experience hasil karty rahen . Aur loss hone par trading ko Na chodo balkeh is mein hardwork jari rakhe.
      • #4 Collapse

        Re: pahaly har new trader ko loss hota hain

        dear friend apki bat bilkul theak ha shro mn hr new trader ko forex trading mn loss hota ha keun k un k pass knowledge aur experience ki kmi hoti ha aur jb apkay pass achha knowledge aur experience ho jata ha to phir profit bhi hasil hota ha
        • #5 Collapse

          Re: pahaly har new trader ko loss hota hain

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men aanay walay new traders ko shuru men aksar loss ho jata hey iss ki waja yeh hey k unn k pass acha experience nhi hota aur woh trade lagatay waqt jaldi kartay hen aur kisi senior se mashwara nhi letey iss liay new traders ko chahiay k woh pahlay demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir regular trading start karen
          • #6 Collapse

            Re: pahaly har new trader ko loss hota hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Toqir پيغام ديکھيے
            forex aik online or kabe be band na hony wala buisness hain hum is mai agar new hain to hamy suro mai loss hota hain lakin jab hum apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex kabe be band na hony wala real business hain
            Assalamu alaikum bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai ki Jab Ham for newly joined Karte Hain To Hamein loss hi hota hai Kyunki Hamein experience Nahin Hota Ishwar se Hamein market ki movement Kosam mahine Mein Hai Mushkil par Jati Hai Aur Hum dost kar Baithe Hain lekin Agar Hum Sahi tarike se aur propanol ke sath kaam karen to loss Nahin hoga
            • #7 Collapse

              Re: pahaly har new trader ko loss hota hain

              Na Chahiye Kitni Achhi Hamare Yahan Par Niyat Hogi Hum Uttara achha kaam kar sakte hain proper management system Hamare account ko Jyada stronge Bana sakta hai strong account hi Mare business ko Kafi Aage Ki Taraf Lekar Jayega aur Hamare kamco dusron se ideal banayega Chitra achha business Hoga utna ideal Hamara business hoyega Yahan Par skills Jyada important hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: pahaly har new trader ko loss hota hain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Toqir پيغام ديکھيے
                forex aik online or kabe be band na hony wala buisness hain hum is mai agar new hain to hamy suro mai loss hota hain lakin jab hum apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex kabe be band na hony wala real business hain
                Forex trading mein jo start Mein traders drawing Karte Hain unko start Mein maximum loss hota hai koi ek do traders hi aise hote hain jinko trading Mein start Mein loss nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: pahaly har new trader ko loss hota hain

                  g han apki bat shai hai or new mambers ko loss es liye hota hai q k apbhi un ki trading ability itni high nahi hoti hai k wo forex ko mange kar skaen or market ko achi trha se analysis kar skaen es k liye best yahi hai k wo pahly demo account par rading ki practice kar len os k bad he apni real account ki trading karen ayse un ko kbhi bhi satrt main he loss nahi hota hai or wo achi trha se apni tradinjg ka start kar lety hain
                  • #10 Collapse

                    Re: pahaly har new trader ko loss hota hain

                    Dear number aapne bilkul right Kaha Hai Pahle Jo trade lagata hai use loss hota hai aur woh Apne loss ko recover karne ke liye Jyada Se Jyada mehnat karta hai aur apni Mukesh ko control karne ke liye Apne knowledge or experience ko improve Karta Hai Tabhi wah ismein achha profit Kama leta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: pahaly har new trader ko loss hota hain

                      ji aapne bilkul sahi kaha hai ke pahle her new tractor ko nuksan hota hai Kyunki Vanya hota hai usko Itni samajh Nahin Hoti Jiski Bina par Woh Jyada galtiyan karta hai aur usko Shuru Shuru Mein Jada nuksan hota hai ya takriban Har EK ke sath hi Hota Hai Har Koi baat nahin Is Tarah Se apni galti se Sikha hai aur baad mein fiprofort Hasil karta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: pahaly har new trader ko loss hota hain

                        yes dear wesy aaaapki baaat bilkul thek hain dear haar trader ko start main bhto loss hota hain qk merket ka kuch pta nhe hota hain merket kahi b move kar skti hain is liye start main haar kisi ko loss hota hain agar thek trade lagi ho tu pher 1 2 hour k bad pher apni trade profit main chali jati hain trade ko kabi b start main loss main closs maat kare agar start main closs kare gy and wait nhe kare gy tu kia pata wahi trade 1 2 hour main profit main ho is liye lazmi wait
                        • #13 Collapse

                          Re: pahaly har new trader ko loss hota hain

                          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai pehle Yaar Nu trader core loss hi hota hai agarwa Pakistan forex Mein Jab join hota hai to use bucket account Kabhi use karna chahie Kyunki wo demo count Jitna Jyada istemal Karega wo Pakistan products ke real account mein bhi utna hi accha trading kar sakta hai isiliye main yar yar Kehna Chahta Hoon ki new trader ko demo account ke sath sath posting Bhi Karte Rehana chahi hai usse Kabhi nuksan Nahin Hoga thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: pahaly har new trader ko loss hota hain

                            forex par trading ka shuru ma har ik trader ko loss hi hota ha ku ka tarding ka shuru ma new tarder ko forex ka bara kuch pata nai hota ha aur us ka pas forex ka bara ma real experience be nai hota ha jis ki waja sa wo trading ma kuch aisi mitakes kar data ha jin ki waja sa un ko loss hi hota ha aur ham logo ko trading ka shuru ma loss hona par kabhi be tension nai lani chayia
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: pahaly har new trader ko loss hota hain

                              forex trading men aanay walay new traders ko shuru men aksar loss ho jata hey iss ki waja yeh hey k unn k pass acha experience nhi hota aur woh trade lagatay waqt jaldi kartay hen aur kisi senior se mashwara nhi letey iss liay new traders ko chahiay k woh pahlay demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir regular trading start karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X