account wash

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account wash
    account wash tb hota ha jb ap ki trade negative mai chle jate ha or ap ka blance zero ho jata ha zai aksr tb hota jb koi bgair learnig k trading kta ha za money managment k rule ko folloe ni krta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: account wash

    Sir meri nazar mien hamara account wash as lye hota hai k hum as mien aa ker greed kerty hien or jab hum as mien aa ker greed kerty hien tu hum ko as mien aa ker bar bar loss hota hai or jab hum ko as mien hamary balance say bee zyada loss hota hai tu hamain as mien aa ker hamara account wash hony ki shape mien mil jata hai as lye hamian as mien aa ker her bar as mien dil sya try kerna hota hai orhamain apny account ko wash hony say bachana hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: account wash

      account wash hony ki bahot si wajoohat hoo saktin hain lekin jo basic waja hai wo ye hai key log is greedy ho jaty hain or jab wo lalch karty hain to wo lalach un key demgh pe havi ho jati hai or wo ghalat treades lagana shuru kar dety hain tab phir un ki trades negitive mainchali jati hai or tab jaa kar unk account wash ho jaty hain
      • #4 Collapse

        Re: account wash

        Bahut se log jo account se a badi large size Rakh lete hain aur money management ke rules ko follow nahi karte to agar unki trade last mein chali jaaye Tu is par unka account wash ho jata hai aapko chahiye ki kabhi bhi money management ke asoolon se haat kar nachale aise aapka account was ho jayega
        • #5 Collapse

          Re: account wash

          G han forex trading men koi bhi aesa trader nhi hey jiss ka account wash nah hota ho aur forex trading men jo bhi kam karta hey uss ka account wash ho jata hey lekin ziyada tar new traders ka account wash jaldi ho jati hey aur jin k pass acha experience hota hey unn ko profit bhi milta hey aur account wash bhi hota hey lekin jo log ziyada profit ka lalach kartay hen aur bari lot laga detey unn ka account bhi jaldi wash ho jata hey
          • #6 Collapse

            Re: account wash

            gsr Ho Jata Hai Ki Kuch logon ka account wash ho jata hai Hua Koi Aisi Galti Karte Hain Jis ki vajah se Unka account wash Ho Jata Hai Mere Yaar Seva trading Karte bus stop loss aur take profit ka istemal nahi karte agarwa in donon ka istemal Kale to Fir Unka account wash nahi hoga Is Tarah Se Agar Wohi hikmate Amli ke sath chalenge to Kisi Ka Bhi account wash nahi hoga
            • #7 Collapse

              Re: account wash

              Bhai account wash honay ki sab see pehlo waja hai hamari ghaltian . Hum khud apna account uratay Hain aur is k pechay sab see bara masla hai k hum log lalach main ajatay Hain bari bari lot size laga k sochnay lag jatay Hain k aaj 100$ kamana he kamana hai jab k account hamara 200$ ka hota hai Bhai Kia kar rahay ho kiun mehnat zaia kartay ho . Bachao apnay account ko grow kro isay phr Kama Lena 100$ bhai
              • #8 Collapse

                Re: account wash

                hai hamari ghaltian . Hum khud apna account uratay Hain aur is k pechay sab see bara masla hai k hum log lalach main ajatay Hain bari bari lot size laga k sochnay lag jatay Hain k aaj 100$ kamana he kamana hai jab k account hamara 200$ ka hota hai Bhai Kia kar rahay ho kiun mehnat zaia kartay ho . Bachao apnay account ko ho jata hai Hua Koi Aisi Galti Karte Hain Jis ki vajah se Unka account wash Ho Jata Hai Mere Yaar Seva trading Karte bus stop loss aur take profit ka istemal nahi karte agarwa in donon ka istemal Kale to Fir Unka account wash nahi hoga Is Tarah Se Agar Wohi hikmate Amli ke sath
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: account wash

                  Forex main account wash tab hi hota hai jab hm bna souchy samjhy aur jald bazi say trade lgaty hain to hi hm forex main kamyab ho sakty hain is liyay forex main kbhi bhi jald bazi ya lalach nahi karna cahiyay balky agar hm market ki movement ko smajh kar trading karain gay to hi hm forex main kamyab ho sakien gay
                  • #10 Collapse

                    Re: account wash

                    Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke sir Hamare account was bhi hojate hain lekin Hum ismein jaldbazi karte hain isliye Hamare account was Hote Agar Hum ismein Sardaar Karenge Aur Subah ka muhavra Karenge to Fir Hamara Kabhi account was Nahin Hoga Hum ismein profit bhi Kama Payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: account wash

                      Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein account wash hona ki bahut Si Wajah Hain Jis wajah se account wash Ho Jata Hai hi usme se a sabse Ham waja greedy hai hi Jab Hum bahut zyada greedy Karte Hain zuada profit ke lalach mein big size ki lot Laga Dete Hain Jis wajah se Hamara account wash ho jata hai aur jab trading karte hain market analysis Kiya bagair trading Laga Dete Hain is wajah se bhi Hamara account wash ho Jata Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: account wash

                        Forex trading business main account wash honay ki bari wajha ap ki jald bazi hy jub ap jald bazi say kaam layty hyn to humain noksan zaroor hota hy ap ko parysahn honay ki koi zaroorat nahi hy ap dobara say kaam start kardyn
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: account wash

                          Forex Trading me hamesha account wash tab hi hota he jab hum log lalach kerte he or loss hota he to us ko recover kerne k liye order per order open ker rahe hote he is liye hamen loss hone ki soorat me sabar se kaam lena chahiye or lalach nahi karni chahiye jab bhi thora profit mil reha ho to hamen us trade ko thore hi profit me close ker dena chahiye ta k mazeed profit k chakar me market k opposite jaane se hamen us trade me kahi loss na ho jai is liye usko thore profit me hi close ker dena chahiye, thora thora profit haasil ker k hum apne account balance ko behter ker sakte he.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X