mistakes py qabo paa lena he kamyabe hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mistakes py qabo paa lena he kamyabe hain
    forex aik online business hain hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga loss ky bad hamy thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik unique business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mistakes py qabo paa lena he kamyabe hain

    bilkul bhai shuru me insan jab ghaltian krtz hy forex me to us sy seekhta hy aur aagy barhta hy phr insan jab expert hona shuru hota hy to ghaltion par qabo paa leta hy jo waqee aik achy trader k leay aik kamyaaabi hoti hy trading me hamesha apni ghaltion py control rakhty huay kaam kren apko kabhi nakaami ka samna nahi krna pary ga ya gjf apni kki hui ghaltio sy seekhen apko yahi aagy ka rasta dikhaati hen forex me ghaltian sab sy hoti hen lekin qabo paa leny wala kamyaab ho jaata hy
    • #3 Collapse

      Re: mistakes py qabo paa lena he kamyabe hain

      Forex business mein har koi shuru mein loss karta hai aur banti hai karta hai Jin ki vajah se bahut loss hota hai aapko chahiye the Agarwal t karte hain to use par qabu paane ki koshish karo kyunki galtiyan aur koi karta hai lekin agar aap ghaltionn se likh lete hain to aap hame aap ho jate Hain
      • #4 Collapse

        Re: mistakes py qabo paa lena he kamyabe hain

        Dear Sir ap ki bat agree karti hun kamyab business it kamyab treader wohi hota hai ju apni mistakes pe control karen ur apni mistakes ko repeat na karen balky apni ghltiyon se sekhen.
        • #5 Collapse

          Re: mistakes py qabo paa lena he kamyabe hain

          Friend ap nay sahi kaha hai, main samajhti Hoon ke In Dono ki jarurat hoti hai is business mein but Woh log no just luck par depend Rehte Hain wo loose he karwate Hain wo kabhi bhi is business mein successful nahi ho sakte isliye luck k Sath experience bhi bahut zaroori hai isliye that's why we need to practice and demo account ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
          • #6 Collapse

            Re: mistakes py qabo paa lena he kamyabe hain

            Assalamu Alaikum Dosto Mere Bhai ne bahut achi baat ki hai ki Forex trading mein galtiyan pay your mistake par Kabu Pa Lena Hi kamyabi Hai Aur Yeh Baat Sahi Hai Ki Hamein Kamyab hone ke liye Hamein sabse pahle apni galtiyo ko Dur karna hoga aur jab Ham galtiyan Dur kar lenge tab Hamare loss karne ki gunjaish nahi rahegi aur FIR Ham acche se profit bhi Kamal Lenge
            • #7 Collapse

              Re: mistakes py qabo paa lena he kamyabe hain

              G Han friends bilkul thek bat hai humain forex trading men successful hone k liye Apni mistake ko qabo krna ho ga jo members mistake pe mistake krte rhy gy to wo kabhi bi success ni ho sakty
              • #8 Collapse

                Re: mistakes py qabo paa lena he kamyabe hain

                Assalamualaikum my dear friend bilkul bhai ne bahut achi baat ki hai ke Forex trading Mein mistakes par Kabu par Lena me kamyabi hai Kyunki Jab Ham galti ki nahin Karenge To Jara Si Baat Hai Ki Hamara loss bhi nahin Hoga Hamara lost abhi Hota Hai Jab Ham mistake karte hain aur Hamesha hi ki hum Forex trading Mein mistake bilkul mat Kare Kyunki yah bahut jyada risky market hai isliye Hamen Azadi Karni chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: mistakes py qabo paa lena he kamyabe hain

                  G han main ap ki bnat se agree karta hon k business main kamyabi hasil karne k liye apni mistakes par qabo pana bahut zarori hai is liye koshish karen k agar aik dafa business main ap ghalti kar jate han to woh ghalti dobara na ho is liye hamein in ko control karna bahut zarori hai
                  • #10 Collapse

                    Re: mistakes py qabo paa lena he kamyabe hain

                    Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi,app ne kafi achet tareeqey se ham ko brief kiya ha es liye main to app ko yahi kahoun ga k app es main na sahi baat ha k koi pla lazmi he rakhu kioun k bagher plan k app ko es main loss he rahey ga es liye es main na plan trading lazmi ha ,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: mistakes py qabo paa lena he kamyabe hain

                      Dear main ap ki baat say mutafiq hon,We need to go for the trading with the experience and also we have to go for the trading with the patience and knowledge so that we can be winner here.we have to learn from our mistakes and its the nice experience . ,mehnat kartay rahein es main kamyabi hai,take care
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: mistakes py qabo paa lena he kamyabe hain

                        g bhai ap ne bilkul thek kaha hai agr ham apni mistakes se kuch sekhny ki koshish karain to hamari mistakes he ham ko zindgi me kamyab insan banati hain forex trading me bhi kuch log apni mistakes py mistakes karty jaty hain wo nakam ho jaty hain or jo apni mistakes se sekhty hain wo kamyab trader banty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: mistakes py qabo paa lena he kamyabe hain

                          as-salamu alaykum doston Forex trading Mein kaam karte hue hamein chahiye ke Jyada Se Jyada minute Karen aur jo bhi Humari mistakes hoti hain UN par learn karne ki koshish Karon unko repeat na Karen balke Unse sikhne ki koshish Karon aur Jyada Se Jyada mehnat Karen tar ke aapko Jyada Se Jyada profit Hasil ho sake their friends Forex trading main Hamesha Soch Samajh Ke trade Karen tar ke aapko Jyada Se Jyada profit Hasil ho sake aur aap Himmat na Haar nimrat Jyada Se Jyada mehnat Karke Jyada profit Hasil karne ki koshish Karon

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X