Demo mein profit aur real mein loss kyun
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo mein profit aur real mein loss kyun
    Dear akser hum demo mein practice kay lye aik trade lagatay hain tou humain uss mein profit hota hai lakin agar ussi strategy per hum real account mein trade lagatay hain tou humain loss hota hai aisa kyun hota hai jab kay strategy same hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo mein profit aur real mein loss kyun

    Ya aap ka buhut acha question hay baai maray khyal may ye is waja say hotha hay ke aap ko demo account may kise kisam ka dar nahee hotha our real account may aap ko hamesha yahe dar rehtha hay ke kahe aap ko loss na ho jaaye yahe wo cheez hay Jo hamay loss karwathe hay hamay apnay andhar confidence peda karna chahiay our jab hum confidence k saath trading karangay tho hamay kabhi be loss nahee hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Demo mein profit aur real mein loss kyun

      Dear friends kau k hum demo account per zada say zada achi trading karnay ke koshish karty hain hain aur hum ko fear nahe hota demo per aur real per fear be hota ha aur jub hum real accout per trade karty hain to hum ko fear hota ha aur dar dar k trading karrty hai n jis ke waja say hum ko loss be ho sakta ha
      • #4 Collapse

        Re: Demo mein profit aur real mein loss kyun

        Gee haan jub aap koi strategy bana ker demo mein try kertay hain tou uss mein aap ko profit hota hai lakin agar aap ussi strategy ko dobara sae real mein lagin gay tou loss hi ho ga kyun kay itni daer mein market ki situation change ho jati hai aur aap ki strategy real mein kaam nahin deti
        • #5 Collapse

          Re: Demo mein profit aur real mein loss kyun

          g han dear brother ap ne acha sawal kiya hae main ap se itefaq karta hun mere khayal main demo main hamen is liye profit hota hae q ke is main hum bahut confident hain or real main hum loss se darr rahe hote hain to mere khayal main agar ap confident ho kar real account main trading karen to ap ko loss nhe ho ga inshAllah
          • #6 Collapse

            Re: Demo mein profit aur real mein loss kyun

            dear demo main kam akrty hoay aur real main kam akrty hoay app k mind main 2 tarh k batin hoti hai jin ki waja say app ko demo main profit hota ha aur real main loss hota hai jab ap demo par kam kara rahy hoty hain tu app k mind main koi bhi dar khauof nahi hota jiss ki waja say ap ka mind set bna hota ha aur na eh uss main koi emotions hoty hain jiss say app ki har lgai hoi trade main profit milta hai jesy he ap real main kam krny lagty hain sath pehly ap ka dar ap k samny ajata hai kahin app loss na kar jain apna capital jab dar ata hai tu sath app k emotion shuru ho jaty hain jiss ki waja say ap ka mind set he khrab ho jata hai aur ap confuse ho ar trade karty hain jiss wrong entery janm leti hai aur ap ko loss ho jata hai iss leay jesy demo par kam karty wesy he karain aur demo ko real samjh kar karain tu ap ko kabhi loss nahi ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Demo mein profit aur real mein loss kyun

              Bahut se logo ko yay masla hota hai ke woh demo meinnkam karty hue profit banany mein kamyab ho jaty hain lekinnagar woh real mein trading ayen to woh loss karna start kr dety hain. Woh confidemce lose kar dety hain aur loss ky dar se achi trading nahin kr skty ap ko is mein confidently kam karna chahye.
              • #8 Collapse

                Re: Demo mein profit aur real mein loss kyun

                Yes ham demo b fikr ho ker kaam kerte hien aur real mien dakh dakh ker kam kerte hien as lyee hamain her bar her jaga jab b trade karna hota h tu ham ko practice karna hota h aur ham ko as mien khoob kamaee karna hota h aur jab ham as mien kamaee karte hien tu ham khush ho jate hien as lyee hamain as mien khud k lyee kuch karna hota h aur ham ko khushgawar mustaqbil hasil karna hota h aur ham ko as mien behter ban kar kaam karna hota h as lyee jab b kaam karna hota h tu acha kaam karna hota h.
                • #9 Collapse

                  Re: Demo mein profit aur real mein loss kyun

                  dear bro demo aur real account per trading k farq hota hai..real account per trading karty huwe hamary emotions shamil hoty hain jb keh demo account per hum baghair kisi khof k trading karty hain. yahi wja hai keh demo account per humain profit hota hai aur real account per q keh hamary emotions shamil ho jaty hain is liye loss hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Demo mein profit aur real mein loss kyun

                    demo hamara teacher hain is mai kam karty howe agar hum sy koi mistake ho jy to hum isy durust kar sakty hain real account mai aik cote mistake ke waja sy hamy big loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik real buisnes hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Demo mein profit aur real mein loss kyun

                      brother demo account ka market se koi link nhi hota kuch log ye samjty hain k ye bilkul wasy he hai jasy real instaforex account me trading kar rahy hon dosra effect ye parta hai k demo account par bina kese khof o khatar k trading karty hain k kon sa loss hona hai mgr real me trading karty waqt insan pressure me aa kr mistakes karta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo mein profit aur real mein loss kyun

                        agar hum demo account mai ache tarha practice nahi kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik legal business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X