Forex aur pakistan mein gold kay rates

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex aur pakistan mein gold kay rates
    Pakistan mein kal gold kay rates bahut kam huay hain kyun kay dollar ka rate kam hua hai pakistan mein lakin forex market mein aisa nahin hota forex mein jub dollar strong hota hai tou gold weak aur jab dollar weak hota hai tou gold strong
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex aur pakistan mein gold kay rates

    Forex my trading my gold ka rate bhot hi cahange ho rabay doller ki waj sy kio k jb doller ka ratae chanage hota hy to phr gold ka bhi rate chanage ho jata ahy isbmy gold my bhi bhot zeada cahanging attachment hy doller ki waja sy ham nakama hoty hy
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: Forex aur pakistan mein gold kay rates

      aap ki baat bilkul galat hai gold dollar Apni Apni Jagah bahut Strong ho rahe hain Din ba Din dollar ka rate Pakistan mein bahut Arun par hai same Usi Tarah gold ka rate bhi Apni Jagah ek Ek alag Mukam Rakhta hai Jahan Bhi dollar ka rate satrong hoga wahan par gold ka rate down hog agar gold ka rate high hoga to dollar kar rate automatically e Lo hoyega
      • #4 Collapse

        Re: Forex aur pakistan mein gold kay rates

        G brother aap nay sahee kaha lekin may aap ko ek cheez clear Kar Doon ke forex trading ka market ek international market hay our Pakistan ka os k saath koi taaluq nahee hay kionka Pakistan ke stock exchange may is waqth stability nahee hay our doller is waqth Pakistan may asmaan say bathain Kar raha hay jis ke Wana say gold be buhut oopar Chala gia hay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex aur pakistan mein gold kay rates

          Dear aisi bat ni ha jb ap forex mein trading krty ho tu wo aik pair mein reh kr krty ho wo aik dosry k opposite move krty haen ab gold aur doller ka jb muqabala hota ha tu us mein gold apni movement krta ha aur doller apni es trha wo aik dosry k opposite move krty haen. Ab jb countries mein price berhy ki bat krean tu International Market mein hr cheez ki tijarat doller mein ki jati ha jb doller ka rate up hota ha tu hr cheez mehngi hoti ha jis mein gold bhi shamil ha.
          • #6 Collapse

            Re: Forex aur pakistan mein gold kay rates

            Mera kheyal ma ye es liye he k pakistan ma sona bahir se ata he or doller de kr khridna parta he. Es liye jitna $ stronge ho ga utna gold costly ho ga. Or forex market to sana nhn kharidti yahan to sell kea jata he . Or jitna $ week hota he log gold jama kr lete hen $ de kr sone ki maang bar jati he or menhga ho jata he.
            • #7 Collapse

              Re: Forex aur pakistan mein gold kay rates

              g han dear brother main ap se itefaq karta hun forex main gold bahut important hae is se kisi bhe member ko acha profit bhe ho sakta hae or account wash bhe ho sakta hae or pakistan main to kal ap ne dekha hae ke dollar 5.53 rupee gir gaya or gold ke rate bhe 1900 kam to ho gya lakin is ka forex ke market par koi asar nhe hota
              • #8 Collapse

                Re: Forex aur pakistan mein gold kay rates

                g bhai ap ne bilkul thek hai wasy bhi forex just pakistan me gold k rates par depended nhi hai ye world wide business or trading py depend karta hai pakistan ki economy es waqt weak hai lakin us ka asar forex trading bhi kese surat me nhi parta ye market almi market k hisaab se chalti hai es ka apna trading system hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex aur pakistan mein gold kay rates

                  Dear friends forex gold ke market tazzi say upper ja rahe ha aur gold k rate be kabi upper gaye thay lakin aj doller ke prize kam aur thora sa gold market may negative honay ke waja say rates may kami aye ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex aur pakistan mein gold kay rates

                    forex aik bohat bara business hain yai pakisan mai legal business ban cuka hain or forex ka pair gold hain yai taze sy move karta hain or pakistan mai ky log is mai kam kar ky dollars mai bonus earn karty hain forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex aur pakistan mein gold kay rates

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anfaal786 پيغام ديکھيے
                      Pakistan mein kal gold kay rates bahut kam huay hain kyun kay dollar ka rate kam hua hai pakistan mein lakin forex market mein aisa nahin hota forex mein jub dollar strong hota hai tou gold weak aur jab dollar weak hota hai tou gold strong
                      Assalamu Alaikum Forex trading Mein gold ki moment physically gold Ki Tarah nahi hoti agar Forex Mein gold Upar ja raha hai to physically bhi Upar Jata Hai Lekin Itni Jyada moment nahi hoti jitni ke hum trading business Mein dekhte hain ke har 2nd Main uski movement change ho rahi hoti hai real life mein aisa Nahin Hota Walke iski changing dollar ki kimat badh Jane ki vajah Se Hoti Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex aur pakistan mein gold kay rates

                        forex aik oline business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain gold aik famouis currecny hain hamy is mai mahnet sy kam karna chahey fore aik international business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain forex aik asa business hain jo ham learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain forex aik legal business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex aur pakistan mein gold kay rates

                          forex trading ka sara he bsuiness dollrs k ser par hai es main sub se bari market USD currency ki lgti hai es ko major currency bhi mana jata hai jub k dollars ka rishta forex se bhi hai or sath main pakistan gold rate k up or down hony ki wjha bhi dollr he hai jub dollrs mahnga hota hai tu gold bhi mahnga ho jta hai or jub dollr susta hota hai tu gold main bhi kami ajati hai or gold forex ka pair hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X