Assalam o alakum dosto. Mein aj ap seye baat share kerna chahta hon ky her insaan hony ky naaty hamary ander jazbaat mojood hain. Hum in ko khatam to nahi Ker sakty lakin inko kam ye control kiya ja sakta hai. Jabaat ka trading mein koi kaam nahi hai. Ye ulta hamari trading my dushman Hain. Pas in per qaboo pana seekhein ta ky ap ko trading mein koi mushkalat na hon.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим