Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na kren
    dear friends forex me kuch asi posts hoti hen jo bilkul nakaara hoti hen kisi kaam ki nahi hoti ya jinka taluq forex ya trading sy nahi hota wo aksar delete ho jaati hen is leay asi posts ko ignore krna behtr hy kyun k asi psots delete hoti hen to apki mehnat bhi zaaya ho jaati hy kyun k us thread k. sath sath sab posts jo us pari aai hoti hen wo bhi delete ho jaati hen is leay koshish kren asi posts sy bachen aur trading sy related forex sy realted posts kren jis sy kisi ko kuch seekhny ko mily koi motivation mily
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na

    ap na bahot achhi bat ki ha jo threads forex sa related na hon aur usefull na hon un pr reply naen krna chayay keun k aisa krnay sa nuksan he hota ha keun k aisi threads forum ki trf sa delete kr de jati hn aur un pa reply ki gae posten bhi remove kr de jati hn
    • #3 Collapse

      Re: Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na

      Bhai aesi koi thread nehi hai jo forex main bilkul useful na ho kyun ky threads main kuch ho na ho jo jo log usko reply kerty hain aur kuch mily na mily unko bonus zarur milta hai tou aesy threads ya posts jin main forex related knowledge bilkul bhi share na kia gia ho un sy agar forex trading ka knowledge nehi milta tou forex trading ky liay bonus tou milta hai na
      • #4 Collapse

        Re: Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na

        Forex ne aisi post bahut jyada hoti hai jo useful nahin hoti aur phir dur hoti hain Jin par post karne se post bhi delete ho jati hai aur kuch fayda bhi nahin hota mehnat bhi gaya jati hai aapke thik kahan hai kya main aisi trade par post nahin karni chahiye mehnat ke saath kaam karna chahi aur acchi e trade propose Kare jise hamein bonus bhi achha Mile aur hamari mehnat bhi jaaya Na Ho aur hum kamyabi hasil Karen
        • #5 Collapse

          Re: Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na

          Ji haan Forex trading business mein jo post meaning less hoti hai Jinka thread Se Koi link nahi Banta yaju thread fazool hoti hai Forex ke according Kisi Kaam Ki Nahin Hoti Hai to moderators Jab review karte hai to use delete kar dete Hain SO try Karen ki aisi threads ko ignore kar den Taake apni mehnat waste Na Ho
           
          • #6 Collapse

            Re: Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na

            Jee bilkul Forex trading business Main Jab Hum posting karte hain tu jo thread meaning less Ho Forex se related Kisi Kaam Ki Na Ho To Aisi thred ko ignore kar dena chahi hai Kyunki Agar Hum Uspar reply kar dete Hain To moderators Jab review karte hain to Wo thread delete ho jati hai is se Hamari mehnat waste Ho Jati Hai to pahle he use ignore karne to behtar hai
             
            • #7 Collapse

              Re: Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na

              Jo Threads Forex ke related Kisi Kaam Ki Nahin Hoti Hai fazool hoti hain to an Threads per reply na karna hi behtar hai Kyunki ki Jab moderators review Karte Hain To Aisi Threads delete ho jati hai yaphr Hamein Aisi Threads par reply karne ka Kuch Khaas bonus Nahi Milta hai isliye behtar hai ki apni mehnat ko waste karne ke Bajaye Hum Kisi achi aur meaning able post ka reply kar de jisse Hamein bonus bhi accha Mile aur Hamari mehnat bhi waste Na Ho
              • #8 Collapse

                Re: Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na

                G han jo boltyu hai na mari postss delete ho jatii hai ounhoo chiyee kyy thread aisei par replyy na krrnn jo fazool huo repeated ho ya forex ky realted na huo khass toar par jo thread short hand main bilkul short huo ous par tuo kabi na replyyy krennn aisei thread delete ho jati hai ourr jitni thread par posting hoti hai wo bi delete ho jati hai sub ka loss hotaa long informtive thread par hei reply karnaa chiyee ...
                • #9 Collapse

                  Re: Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na

                  aapne bilkul sahi kaha hai ki agar koi post useful nahi hai informative nahi hai to use par reply nahi dena chahti Aisi post oak informative Na Ho us par Agar hum to apply Denge Tu Ya Hum Apne time ka Khud Hi Karenge aur Hamein aisa nahi karna chahiye Hame Apna time Saya nahi karna chahiye Kisi ka bhi time par Zor Nahin Hota is wajah se informative post par reply dena chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na

                    Aisi post oak informative Na Ho us par Agar hum to apply Denge tu ja Hum Apne time Ka Diya Khud Hi Karenge aur Hamein aisa nahi karna chahiye Hame Apna time Saya nahi karna chahiye kisi Gopi time Faizul Nahin Hota is wajah se informative post par reply de na chahi Aisi post lead nahi hoti Aur Iss Tarah Se Hamara time Bhi Ja Ja Nahin Hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na

                      pehli baat to yeh ha hamain woh threads create hi ni karnay chaye jo forex se related na houn balke aisay threads create karain jo forex k issues ko address karain aur jis se dosray logon ko bhi faidah ho, is lye k agar thread irrelevant houn gay to zahir jo admi os pe relpy kray ga os ki bhi mehnat waste ho jaye gi, is lye hamain un threads pe reply karna chaye jo forex k related houn jin ka hmain forex trading ma faidah ho aur dosray log read karain to un ko faidah ho is lye is forum ko zaidah waqt dain aur ashi se ashi posts karain ta k trading bonus bhi zaidah aye,
                      • #12 Collapse

                        Re: Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na

                        Yaar yahan har koi is tarah ki post karta hai lekin samajh main nahi ata k login ko phr bhi samajh nahi ati lig phr bhi ajeeb o ghreeb c posts kar detay hain ya phr daily limit's se ziada kardetay hain . dosto is ka bohat nuqsaan hota hai yaar itni mehnat se hum post kartay hain baad main na wo thread nazar araha hota hai na post pleas yar socho is baray main
                        • #13 Collapse

                          Re: Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na

                          ap ki bilkul teek ha dear brother asiy post jo k forex k hawaly sa na ho our hum us pa reply kary us ka kio pata nahi hota k vo delte ho jaye our humari mehnat zaya ho jaye es keye aisy post pa reply nahi karna chaheye jis ka koi faida na ho thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na

                            Jobpost yamri sahibtrha sy hamaya lerning naia dyti hy ya wasy faOl hoti hy us my post ka rey krny ka koi bhi faida naia hota ahy ham o atr ham sahi kamyab ho k ham kam krna chatay hy to ya sab hama ko choti si choti ya hamri hataya hama ko moye krni chiya to ham phr acha kam. Bhi kry gy our sahi ha mhnata bhhi kry gy
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Asi threads jo forex me bilkul useful naho hoti un par post kr k mehnat zaaya na

                              Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke geyser Ramesh Mein Aakar accha kaam karna hota hai aur acche quality ke thread karne hote hain aur acche quality ke post karne Hote Hain Kyunki Agar Hum itne achche thread Karte Hain To Hain Hamein Jyada bonus Milta Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X