Dar ke aage Jeet hai tu hamein forex par bagair kisi dar ke ae Dil se Kam karna c
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dar ke aage Jeet hai tu hamein forex par bagair kisi dar ke ae Dil se Kam karna c
    Dosto dar ke Kam nahin karna chahi kyunki jab hum Ghar jate Hain jis baat ka dar hota hai wahi hota hai isliye a confidence aur himmat se a jo bhi karo kar dalo aage dekh aayega iske bare mein main aap doston Ka Kia khyal hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dar ke aage Jeet hai tu hamein forex par bagair kisi dar ke ae Dil se Kam karna c

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum dar kabhi be forex trading ma naa karaa q ka ager hum forex ma dartaa ha to per hum ko achi earning nhi hoge laken ager hum dar ko apna kaboo ma lalataa ha to per hum ko achi earning hoge...........
    • #3 Collapse

      Re: Dar ke aage Jeet hai tu hamein forex par bagair kisi dar ke ae Dil se Kam karna c

      Dar ky aagy jeet ka matlab yeh bhi nehi hai ky ham apni trade ko continue loss main chalny dain tou hamain profit bhi hoga aesa nehi hai ky loss increase hoty hoty account wash ho jaey aur phir hamain kuch profit hasil ho profit hasil kerny ky liay kabhi kabhi trade loss main bhi close kerna perti hai ky aesa ho sakta hai ky loss ky bahd profit bhi hasil ho jaey
      • #4 Collapse

        Re: Dar ke aage Jeet hai tu hamein forex par bagair kisi dar ke ae Dil se Kam karna c

        Ji Jab hum darte hain ya confuse ho Jate Hai To Hum koi bhi kaam acchi tarike se nahin kar sakte hain aur Forex trading business hai hi bahut risky isne Hamari Chhoti Se mistake se bhi Hamein bahut zyada loss ho sakta hai isliye Jab Bhi trading Ke Liye Koi order place Karen tu hamesha Soch Samajh Kar aur apne Upar Yakeen rakhte Hue confidence ke sath kaam Karen aur kabhi bhi Daren Na Kyunki Agar Hum darte Rahenge to hum koi bhi acche order place nahin kar Sakenge na hi Humse proper analysis hoga aur risk Lene Se Bhi Hum darte Rahenge to Hamein Kabhi profit bhi nahin Hoga Kam Hum Kabhi Bhi achche traders nahi ban Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Dar ke aage Jeet hai tu hamein forex par bagair kisi dar ke ae Dil se Kam karna c

          bilkul dar ke aage Jeet Hai lekin trading maida ke sath chat karne wala kamyab nahin hota trading mein kaun si dance ke sath chat karne wala kamyab hota hai kyunki dar aur hop se mind mein launch hoga aur loss negative mind ki vajah se loss hota hai positive mind aur confidence hona chahie tab trade karen to achi train bhi hogi aur acchi apni bhi hogi lekin technical tour technical analysis ko saath mein Mila kar trade Karen
          • #6 Collapse

            Re: Dar ke aage Jeet hai tu hamein forex par bagair kisi dar ke ae Dil se Kam karna c

            G han forex markeet main dar dar ky kam ni karnaa chiyre beshk ap ky pass knowladge kam hai ya zaidaa confidence syy kam krenn kam knowladge walyy bi confidence syy kam krenn gy tuo axha kam kar sktyy hai forex trading minded busnisess hai is main tohra saa confidence rhk kar mind sy kam lenn kar chaltyy hai axha kam kar lytyy hai...
            • #7 Collapse

              Re: Dar ke aage Jeet hai tu hamein forex par bagair kisi dar ke ae Dil se Kam karna c

              G bhai bilkul sahi kaha humain hamesha achay ki umeed rakhna chahiay ,insan jis kaam ki umeed rakhta hai wohi kaam ho jata hai zehni toor pe jab hanmara zehan kisi bhi kaam k liay acha sochay ga positive sochay ga to yaqeen krain wo kaam bhi bilkul theek theek ho jaye ga kiun k is se hota kia hai k hum zehni toor pe us kaam k liay pehlay se tayaar ho jatay hain jab wo kaam shuru kia hai to hamara confidence level is qadar high ho chuka hota hai k humain wo kaam mushkil feel he nahi hota isi liay achaa socho gay to achaa ho jaye ga
              • #8 Collapse

                Re: Dar ke aage Jeet hai tu hamein forex par bagair kisi dar ke ae Dil se Kam karna c

                hamy ache learning haisal kar ky mahnet sy or dil laga kar kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex business pakistan mai legal ban cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: Dar ke aage Jeet hai tu hamein forex par bagair kisi dar ke ae Dil se Kam karna c

                  forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain forex mai hamy dil laga kar mahnet sy kam karna chahey
                  • #10 Collapse

                    Re: Dar ke aage Jeet hai tu hamein forex par bagair kisi dar ke ae Dil se Kam karna c

                    forex aik bohat bara business hain hamy darna nahi chahey hamy learning ke basic py confidence ky sat kam karna chahey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik unique busienss hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Dar ke aage Jeet hai tu hamein forex par bagair kisi dar ke ae Dil se Kam karna c

                      Dear friends hum be hum forex may ko be kam karty hain to hum ko caehyh k dar ko apnay dil na nikal dain to hamary leyh acha ha kau k forex may ager hum rules ko follow karin gay to phir dar kis bat ka es leyh better ha k jub be trading karin to bhair dar k karin aur kamyab trader banay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Dar ke aage Jeet hai tu hamein forex par bagair kisi dar ke ae Dil se Kam karna c

                        Gee han aap ki baat bilkul darust hay or main aap kii baat say bilkul itefaaq karta hun kay dar kay agey jeet hay dar or khauf kay sath kiya janay wala har kaam achay nataij kay sath samnay nahin ata qu kay dar kay sath kiye jany walay kaam may hum adam khud aitamadii kay shikaar hotay hain or har qadam zarurat say zada soch soch or phunk phunk kar uthaty hain jo hamy acha sila nahyn daita behtar hay kay apni zaat par pury aitmaad kay sath mehnat or lagan say kaam liya jaye qu kay ic m kmybi k knji h..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X