Forex business me loss hony ka reason

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business me loss hony ka reason
    Forex trading business me loss hony ka 1 hi reason ho sakta hay jes par control hasil karna traders key apny hi hath me hota hay, ye loss ka reason greed karna hi hay jo key maximum traders key account ko wash kar sakta hay, agar greed na ki jaye to har trader hi kamyab trader ban sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex business me loss hony ka reason

    G han sir bilkul thek kaha ap ny humain iss main apna emotion pr control kar k trading akrni chiaye hum agr iss main kamiyaabi chatye hain toh humain iss main greed ko apna mind sy nikalna ho ga thky humain iss main success mil sakiye hum iss main 90% loss apna emotion ko control main na rakna k waja sy karwatye hain hum agr iss main emotion pr control karye toh humain iss main success tab he mil sagti ha
    • #3 Collapse

      Re: Forex business me loss hony ka reason

      Dear friend ap ki bat bilkul thik hai forex trading men loss ki Bari waja lalach ur jaldbazi hai esliye koshish karn lalach se bachen ur jaldbazi na karen.
      • #4 Collapse

        Re: Forex business me loss hony ka reason

        G bhai ap ny thek kaha hy ....greed he sary loss ki wja hy q k ye nature hy imsan kink wo zitmyada sy ziyada chahta hy or thory py iktafa ni krta or ziyada sy ziyada ka sochta hy phir wahi ziyada loss he bn k samny ata hy or.phir bad min smjh ati hy
        • #5 Collapse

          Re: Forex business me loss hony ka reason

          Forex trading Mein loss Ki Sabse Badi Wajah emotions hai Kyunki Agar ab kabhi bhi risk Lete Hain To emotional Ho ke trade kar rahe Hote Hain aur Aisi Surat Mein aapka loss ho jata hai aap kabhi Bheem emotional hokar trade na Karen Agar Taake hue hain ya Pareshan hain to rest Karen aur jab relax Ho Jaaye to Fir Forex join Karen
          • #6 Collapse

            Re: Forex business me loss hony ka reason

            Dear brother forex trading men loss honay k bahut se reasons hen jin men achi learning hasil nah karna aur acha knowledge nah hona aur demo account pe practice kiay bagher trading shuru karnay se bhi loss k ziyada chances hotay hen ziyada profit k lalach men bari bari trade laga dena aur jald bazi se kam lena yeh sub loss k reasons hen
            • #7 Collapse

              Re: Forex business me loss hony ka reason

              yes dear app ki bat bhi thek hai but main nay forex main loss hony ki reason yeh nikali hai k jab bhi app market main real account main kam akr rahy hoty hain tu app apny demag ka sahi istmal he nahi kar rahy hoty hain na he app ka demag aik jaga pay set hota hai apka mind double minded hota ha jis say ap trade karty hoay confuse hoty hain aur sahi time pay trade nahi lgaty dar jaty hain jab k galt tiem par trade laga kar apna loss krwa laity hain iss lea sab sy pehly ap ko apny mind ko control karna ho ga phir he ap ko loss hony say bacha ja sakta hai yehi aik big reason hai loss hony ki.
              • #8 Collapse

                Re: Forex business me loss hony ka reason

                last hone ka sabse bada reason bhi hai ki hum thoda sa focus nahin karte bus simple hi Le lete hain aur apni post kar dete hain aur ISI tarah market mein bhi mistakes karte rehte Hain jyada mistakes dekhne mein Jo aayi hai usme spell jacking bhi hai ki hum spelling ki bahut jyada mistakes karte hain isliye hamein chahiye ke bilkul kaam kar rahe hain puspa pura focus hona chahiye kamyabi bhi usi mein hai ki Ham dil se kam Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex business me loss hony ka reason

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna start kardaa q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge laken ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko loss he hoga or ha hamara sub sa baraa maslaa jo hum ko loss hotaa ha wo ha ka hum greed kartaa ha .........
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex business me loss hony ka reason

                    forex mai loss hamy apne he mistakes ke waja sy hota hain loss ko avoid karna hain to hamy apne mistakes ko avoid karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex aik legal business hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex business me loss hony ka reason

                      Ji haan bhai jaan you are right and I am with you forex business main sabse badi loss ka reason insaan ka greed ha jo usko baar baar uksat hi trade karne par jiski wajah se woh loss uthata hai aur uska trust be forex se ud jata hai aur woh dubara trade nahin karta Jo uski sabse badi galti hoti hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X