Loss recovery mein risk kabhi na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss recovery mein risk kabhi na lain
    Forex trading mein aap ko jub bhi loss ho tou uss ki recovery lazmi kerni chahyea aur account wash nahin hona chahyea lakin loss recovery kay dauran trade mein risk bilkul nahin lena yani kabhi bhi bari lot nahin lagani iss sae loss kay barhnay kay chances zayada hotay hain iss lye risk free trading kerain loss recovery mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss recovery mein risk kabhi na lain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
    Forex trading mein aap ko jub bhi loss ho tou uss ki recovery lazmi kerni chahyea aur account wash nahin hona chahyea lakin loss recovery kay dauran trade mein risk bilkul nahin lena yani kabhi bhi bari lot nahin lagani iss sae loss kay barhnay kay chances zayada hotay hain iss lye risk free trading kerain loss recovery mein
    Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapne bilkul sahi kaha hai aur kaafi achchhi Baat Ko start kiya hai ki Jab Hamen loss ho jata hai to use recuva karne ke liye Hume bilkul bhi risk nahi Lena chahiye Kyunki 1 to pehle se hi hamm loss mein hain aur dusra Jab Ham risk Lenge to Jyada chances Ho Jaayenge Hamara account Khali hone ke
    • #3 Collapse

      Re: Loss recovery mein risk kabhi na lain

      dear brother ap na bilkul theak kaha ha k hmen loss ko recover krnay k liay big risk kabi naen lena chayay aksr doston ko jb loss hota ha to woh loss ko recover krnay k liay big lot ko use krtay hn aur jb mzeed loss hota ha to account bhi wash ho jata ha isliay loss ko recover krnay k liay chhoti lot lgana behtr hota ha
      • #4 Collapse

        Re: Loss recovery mein risk kabhi na lain

        Forex mein risk tou lena perta hai iss kay beghair kamyabi hasil kerna mushkil hota hai lakin agar loss recover ker rahay hain ya normal trade ker rahay hain tou humain aik calculated risk lena chahyea ta kay humain loss ho hi na aur agar ho bhi tou easily recoverable ho
        • #5 Collapse

          Re: Loss recovery mein risk kabhi na lain

          yes sir hum ko as mien aa ker her bar jab bee kam kerty hein tu hum as mien aa ker apna loss hota hai tu hamain as mien aa ker her bar kam karna hota ha or hamain as mien aa ker dil say kam karna hota hai or hamain as mien aa ker khud k lye kam karna hota hai aagr hum as mien aa ker kam kerty hien tu hum ko as mien aa ker khud ki life ko asna bana ker as mien kam karna hota hai or as mien hamain her bar earning hasil karna hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Loss recovery mein risk kabhi na lain

            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik Ne Kaha Hai Matrix h na Kehna Chahta Hoon gaon ke Hamen Jab Bhi Laut Jata Ho Jata Hai tu hamesha hi kya miss mein jyada display karishme recover na Karen Congress ko Lekar Pyar recover Karen Apna law score Agar Hum Ajmer Jyada rasgulle kar loss ko recover Karenge 24 Hamara account wash bhi ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Loss recovery mein risk kabhi na lain

              G han dear main ap ki bat se agree karta hon k forex main hamein loss recovery k duraan risk nahi lena chahiye kyon k is se ap ka accouint wash ho sakta hai our forex main loss ko recover karne k liye ziyada profit k chakar main ziyada trading na lagein jis se ap ko business main loss ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Loss recovery mein risk kabhi na lain

                G bhai ap ne thk kaha ha mein ne akser trader ko esi forum pe read kiya ha wo yehi kehty haen k jb loss berha ho jaye tu account wash kra daina chaye but aisa ni krna chaye Jo Bach jaye usy bachana chaye aur hamaen wo loss recover krna chaye aur apna balance us level tk krna chaye jahan tk hamara actual balance ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss recovery mein risk kabhi na lain

                  g han bhai jan ap ny sahi bat ki hai loss ko recover karna zarori hota hai q k jub hum apni trading main loss ko recover karty hain tu hmain boht ahtiyat ks ath trading karni hoti hai baz trador aysa karty hain k jub un ko loss hota hai tu wo boht bari galti kar jaty hain jis main wo bari lot set kar dety hain k hmain loss recover karny main asani ho gi jub k yah boht galat taika hota hai asye loss kbhi bhi recover nahi hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss recovery mein risk kabhi na lain

                    g haan bhai jaan hamen as main kabhi bhi risk nahi lena chahiy q k hanm as main risk leen gey tu ye bhi aik greed hai as liy ahmen as main risk nahi lena chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gey aor kamyab ansan wo hi hai jo mihnat karta hai bal kee woh nahi jo mihnat nahi karta hai as liy ham ko chahiy hai kee ham as main mihnat kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor ham agar as main kam karte hain aor ham as main sref time pass hi karte hain tu ham kabhi bhi as main kamyab nahi ho sake gey ham as main mihnat se kam kare gey tab hi ham as main kamyab hio sake gey as liy mihnat karna ho gaa aor as main har member se ye khna chahon gaa ke woh sab as main mihnat kare aor ham bhi as main mihnat kare tab hi ham as main kamyabi hasil kar sake gey
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss recovery mein risk kabhi na lain

                      hamy risk ly kar forex mai kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss recovery mein risk kabhi na lain

                        jee han friends ap bilkul thak bol raha hein kay jab b hum treading krta hein tu humay chyia kay hum recovery ka chaker mein na jay mean last treading mein agr humay koi loss huya tha tu kabi b humay apna loss ko recove ka chaker mein kabi b huma rike par treading nahi krni chyia.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss recovery mein risk kabhi na lain

                          Ap nay bahut achi bat ki ha aksar jb hmari trades bahut ziyada loss mn chali jati hain to hum lot k oper lot lga detay hain yeni k sell k oper sell ya buy k oper buy jis say loss to recover kbi kbi ho jata ha lekin risk factor bahut ziyada barh jata ha. Hmain chaheay k market ka wait krain jb market apni position pay ay gi to loss auto pay recover ho jaye ga.
                          Kinza789 Trading Journal

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X