Market ko analyzers karne ka Aasan tareqa kaun sa hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko analyzers karne ka Aasan tareqa kaun sa hai
    Dear member main aap se Yahi puchna Chahta Hoon Ke Jab Hum market co analyses se karne ki koshish Karte Hain To Hamein sabse Aasan Tarika kaun sa Hoga Jis Se Hum market ko achi Tarah Se knowledges Karke achha profit Kama sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko analyzers karne ka Aasan tareqa kaun sa hai

    ji haan Sar aapne bilkul theek kaha hai aur Agar Ham Pakistan Forex main market ko analyses karna chahte hain aur bahut jyada profit Hasil karna chahte hain to Hamein demo account mein bahut hi jyada aur Agar hum bahut jyada practice Karenge to Hame bahut jyada knowledge mil sakta hai aur hum real account mein bahut accha trading kar sakte hain thanks
    • #3 Collapse

      Re: Market ko analyzers karne ka Aasan tareqa kaun sa hai

      dear forum member forex trading main ager pehly ap learning kren ge to phir hi ap ko earning ay ge ager learning ni ho ge to earning bh ni ho ge,ap jitny ziada learning kren ge ap ko utny ziada earning ho ge is liy always focus on learning process in forex trading
      • #4 Collapse

        Re: Market ko analyzers karne ka Aasan tareqa kaun sa hai

        jasaram am request ka hai mujhe chahie Ki Main Apni market ko naraj kar raha hoon Utha Ke hamen bhi phone sabse low Mere sunya member ko bahut he is ke bare mein pata hai isliye Main Apne senior member per Har Baat Ko follow karta hun Agar Main Bhi Pakistan for Islam Mein kam kar raha hun jo Mujhe chahie Ki Nahin apni horoscope best Nalayak ke sath Karun tha ki hamen bhi Pata Chale ki Pakistan Forex Param Kitna Achcha aur dekhne se
        • #5 Collapse

          Re: Market ko analyzers karne ka Aasan tareqa kaun sa hai

          agar aap Pakistan Forex trading kar rahe hain aur aap acche se market ko analyses karna chahte hain to aapko chahie kya aap market mein bahut hi jyada online Rahe Jitna Jyada aap market mein online Rahenge aap ko utna hi jyada market ke bare mein Achcha knowledge or experience Milega aur acchi trading karne ko bhi male ga
          • #6 Collapse

            Re: Market ko analyzers karne ka Aasan tareqa kaun sa hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: iramshehzadi پيغام ديکھيے
            Dear member main aap se Yahi puchna Chahta Hoon Ke Jab Hum market co analyses se karne ki koshish Karte Hain To Hamein sabse Aasan Tarika kaun sa Hoga Jis Se Hum market ko achi Tarah Se knowledges Karke achha profit Kama sakte hain
            Assalamu Alaikum ji bhai jaan mere Khyal mein to market ko analyse karne ka koi Asan Tarika Nahin Hai market ko analyse karna hi Forex trading ka basic chij hai agar aap market ko analyse kar lete hain to Aap Ki Har trade successful ho sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Market ko analyzers karne ka Aasan tareqa kaun sa hai

              dear friends market ko samjhny k liye demo account best hai ap jitna work krin ge utna hi apko samjhna asan ho jay ga market ko real account mai kese kam mai lana hai.pak forex treading ko samjhna asan ho jay ga.r ako knowledge hasil ho ga.
              Jazak ALLAH ツ
              • #8 Collapse

                Re: Market ko analyzers karne ka Aasan tareqa kaun sa hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: iramshehzadi پيغام ديکھيے
                Dear member main aap se Yahi puchna Chahta Hoon Ke Jab Hum market co analyses se karne ki koshish Karte Hain To Hamein sabse Aasan Tarika kaun sa Hoga Jis Se Hum market ko achi Tarah Se knowledges Karke achha profit Kama sakte hain
                Assam Alaikum Forex trading business Mein basically analyser sabse Jyada important hote hain Inko aasani se analyse karne ka koi Tarika Nahin Hai Ham hardworking say hi market Ke Acche analyse kar sakte hain without hardworking ya possible Nahin Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko analyzers karne ka Aasan tareqa kaun sa hai

                  forex aik acha business hain hum is mai agar kamyabe hasal karna chatey hain to hamy market ko analysiz karna ho ga hamy experience ko best than best banana ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam ka sakty hain forex aik acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko analyzers karne ka Aasan tareqa kaun sa hai

                    Boss aap ki baat belkul durast hai aur her bar analysis us waqt hi kya jata h jab ham trade kerne lagte hien aur jab ham as mien trade nahi kerte hien tu ham ko as mien analysis nahi kerna hota h as lyee mien jab b
                    trade kerta h tu pahle market ko dakhta hun k market kaha ja sakti h ye buy jaye gi ya sell aur ham ko as mien as ko dakhne k bad hi trade kerna hota h agar ham jaldi kerte hien tu ham as mien her bar fail ho sakte hien aur ham apna nuqsan ker
                    sakte hien as lyee hamain khud ko nuqsan say bachana hota h aur ham ko kamaee karna hota h aur ham ko as men her bar time per trade b karna hot h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko analyzers karne ka Aasan tareqa kaun sa hai

                      market ko analysis karny ka sab sy asan trika price action ka hai ju k 90% trader use karty hain aur sath sab sy ju big analysis karni ki stratgey hai wo ha support aur resistance iss k bgair koi bhi stratgey kamyab nahi hoty hain ager ap sirf support aur resistance he sekh laity hain tu ap ko koi bhi method sekhny ki need nahi rehti hai iss lea issi par focus karain main nay aksar professional traders isi parr kam karty dekha hai aur main bhi issi ko use kar k analysis karta hun.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko analyzers karne ka Aasan tareqa kaun sa hai

                        Ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai Hamen chahie ki Ham ismein Khoob mehnat Karen Dil lagakar kam Karen Ham Jitna Jyada ismein kam Karenge Hamen utna hi jyada inspirant Hoga Jab Hamen experience Jyada Hoga To Hamen profit bhi achcha hoga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko analyzers karne ka Aasan tareqa kaun sa hai

                          ssalamu Alaikum ji bhai jaan mere Khyal mein to market ko analyse karne ka koi Asan Tarika Nahin Hai market ko analyse karna hi Forex trading ka basic chij hai agar aap market ko analyse kar lete hain to Aap Ki Har trade successful ho sakti hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X