Risk ko khud se barhaty rehna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk ko khud se barhaty rehna
    Dear traders aik tarha k emotions Jo akser traders mein paye jaty haen k jb wo trade lagaty haen aur take profit aur stop-loss lagany k bad trade run krny lag jati ha laikn hota kiya ha k jb trade hamary stop-loss k pass pnchti ha tu hm ye soch kr k stop-loss ziada kr dn shaid market reverse ho jaye esi soch k sath hm apna risk berhaty rehty haen aur wo itna Big ho jata ha k hamary account ka aik bht berha hissa nuqsan mein chala jata ha. Kbhi bhi aisy ni krna chaye stop-loss hit hota ha tu hony daen. Next trade se recover ho jaye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk ko khud se barhaty rehna

    G nahi dear Risk ko kabi be enta increase nahi karna chaye key account balance es ko afford hi na kar saky, account balance agar zeyda be ho per be bahot kam risk leny ki koshish karni chaye, risk esi tarha hi reduce ho sakta hay jab traders ko traders afford kar saken gey.
    • #3 Collapse

      Re: Risk ko khud se barhaty rehna

      Ji han dear sahi kaha, forex trading mein kabhi kabhi risk bhi Lena par sakta hai or risk k beghair profit Kam milta hai es liye Jab bhi risk len to soch samjh k len or utna risk len jitna ap bardasht Kar saken or kabhi bhi apnay se ziada risk na len nahi to loss ho Jaye ga
      • #4 Collapse

        Re: Risk ko khud se barhaty rehna

        Resik kabhe bhe jor kar kam karna resik to har cheez mein per apne mutabik hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Risk ko khud se barhaty rehna

          Ji Bhai aapne bahut acchi baat ki hai kuch traders us Waqt apny stop loss ko Aagy kar dete Hain Jab Trade stop loss hit karne lagti hai aur woh yah sochty Hain Ki Unki trade revers ho jayegi but Aisa Karke Apna risk increase kar dete Hain pahle Jahan unko Agar 10 dollar loss Aana Tha ab wo Apne loss ko 20 Dollar kar dete Hain.
          • #6 Collapse

            Re: Risk ko khud se barhaty rehna

            forex ke karobar mein risk ko barhaty nae rehna chahy forex aik aam karobar ke nesbat acha karobar he jis mein hum emotion se nare blky human zehan se kam lena hota he forex aik legal karobar he is mein hum apni soch ko betari ke traf le ja kere acha earn kerty hein forex ka karobar aik aam karobar ke nebat acha karobar he is meim hum kahen be bet ke kam kar sakty hein
            • #7 Collapse

              Re: Risk ko khud se barhaty rehna

              ji haan aap ne bilkul theek Kaha dost kya hua madam Management kar lete hain tu usme dubara changing Nahin Karni chahiye Is Tarah Se Agar Amrish co padhte Rahenge to Humara bahut bada hissa loss Mein Chala Jayega ho sakta hai hamara account wash Ho Jaye
              • #8 Collapse

                Re: Risk ko khud se barhaty rehna

                hamy risk ly kar forex mai kam karna chahey pher he hum paisa kama saky gy forex kabe be katem na hony wala business hain hum is mai agr bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique business hain is mai students be kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Risk ko khud se barhaty rehna

                  dear friend kuch log resk aur loss ko khud bharaty rahty hain agar os nay ak trade sell ki hy to loss main gany k bad dobara sell kar dety hain aur asi tarah karty rahty hain ges say onhen bary loss ka samna karna par gata hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk ko khud se barhaty rehna

                    Good morning all friends and my sweet members of pakistan forex forum
                    umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
                    yes sir hum ko s mien aa ker her bar risk free km karna hota hai or greed ni krna hota hai agar hum as mien aa ker greed kerty hien tu hum as mien aa kr earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or her bar hum ko as mien aa ker khud k lye as mien earning bee karna hota hai or apni life ko behtreen karna hota hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X