Economics News Impact On Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Economics News Impact On Forex Trading
    Dear members jaisa k hum sub log jaante he k daily basis per koi na koi Economics News aati he or Economics News aane se market ka trend change ho jata he kio k wo News market par buht hi ziada asar andaz hoti he is liye hamen daily Economic Calendar ko dekhna chahiye k aaj konsi News aani he or us news k aane se market ka trend kis side per ja sakta he news aane tak hamen koi bhi trade open nahi kerna chahiye kio k agar hum ne koi order open ker dia or market us order k against jati he to hamen buht bara loss hoga is liye news aane k kuch time baad market ka trend dekh ker hi order open kerna chahiye or us se faida uthana chahiye, hum logon me se kafi members aisey he jo News ko dekhe begair order open ker lete he or phir unko loss ho jata he is liye her qisam k analysis kerne k baad hi order open kerna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Economics News Impact On Forex Trading

    Dear aap na bhot aachi post ki hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon aap bilkal thek kaha rahay hain k instaforex trading aak online worldwide international bussniss hay aur bhot he different tarha ka bussniss hay iss per daily ki international economic news ka bhot zayada aasar hota hay aksar economic news ki waja sa trade mukamil toor per change ho jati hay iss laya ager hum news ka khayal nahi rakhain gay tu hum ko bhot zayada nuqsan uthana par sakta hay
    • #3 Collapse

      Re: Economics News Impact On Forex Trading

      Ji haan bhai bilkul Kisi bhi country ki economic news us country ki currency ki value ko effect karti hai aur us news Ke Aane Se market ki movement fast ho jati hai aur Upar ya nichey Ki Janeb nikal jati hai isliye koi bhi trade open karne se pahle Hamein economic calendar ek baar dekh lena chahiye aur uske mutabik trade open Karni chaheay.
      • #4 Collapse

        Re: Economics News Impact On Forex Trading

        hamy economic new ko dart kar kam karna chahey agar hum is ko dakty bagar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market yai broker ka koi qasur nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy expert ban kar he market main enter hona chahey per he hum is main kamyab ho kar pasa kama sakty hain or apne needs ko pura kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Economics News Impact On Forex Trading

          hamy news ko dahk kar kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex ke news rozana up date hte hain hum is mai live kam karty hain hum is mai paisa be invest kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Economics News Impact On Forex Trading

            forex trading aik aisa business jes main koi b news ho good ,bad, or cahiy economics news bhot zaida impact kerti han forex trading ko koi b control ni ker raha per is per new's bhot aser andaz hoti han jesy ki koi new ani ni market up ya down cahli jati ha yani k apna trend cahng ker layti ha so new time kabi b trade ni kerna cahiy .
            • #7 Collapse

              Re: Economics News Impact On Forex Trading

              Yes my dear bro you are right economics news impact on forex trading because agar dollar ki kimat upar jati hai ya niche jaati hai isase bahut hi impact padta hai hamari trading per is hamari trading loss mein bhi ja sakti hai aur profit mein bhi ja sakti hai mere khyal mein ekonomik market aur nusing bahut hi important hamare liye hai isliye hamen chahie ki ignore main news ko bhi dekh Kar chale thank you God bless you
              • #8 Collapse

                Re: Economics News Impact On Forex Trading

                hamy news ko follow kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex pakistan mai legal ban cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: Economics News Impact On Forex Trading

                  hamy news ko watch karna ho ga hamy ahteyat sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik world wide business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Economics News Impact On Forex Trading

                    news ke forex ma bohat value hain hamy in ko samj kar kam karna ho ga pher he hum acha bonus kama saky gy forex aik legal busienss hain hum is mai bagere pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik onlne business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X