Pair min changing krni chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pair min changing krni chaye?
    Dosto mera sawal ye ha keh kia hmy pair min changing krni chaye jis pair min hm Trdaing kr rahy hoty hen agr us min hmy loss ho raha ho tu hmy pair change krna chaye ya nahi or kon sa pair trading k liye best rehta hai jis min profit zada ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pair min changing krni chaye?

    G dear jo tu humari soch pay depend karta aksar ager hum aik he trade pay kam kartaye hain tu umain us ki samjh a jatye baki ye hai kay ager humain lose ho rha ho tu humain pair ko zaroor change karna chaye kiyu kay humain lose ko recover bhi tu karna hota hai pher us kay uper jo profit hota hai usi pay tu witjdraw draw laga saktaye haim
    • #3 Collapse

      Re: Pair min changing krni chaye?

      Bhai jan apko agar bar bar kisi pair mein loss ho ragha hain to apko chahye k ap is ein apna piar ko chagne kjare aur kisi aur pair par trade kare aur humko is mein achi taraike se is mei ka karna chhaye aur agar hum forex mein zada mehnat se kam karte hain to pher ja kar ap is mein achi earning kar skate hain
      • #4 Collapse

        Re: Pair min changing krni chaye?

        Assalamu alaikum my dear friend changing se Murad Ya Hai Ki Hamein Forex trading main job par hain currency pair Unki price action ko acche se samajh na chahi aur Jab Hum Uske price action ko acche se samajh Lenge uske paas usme in trade Karni chahiye aur Agar Ek pair par Hamein trade nahi mil rahi to Hamein dusre pair ko aur se anaj karne ke bad is parade open Karni chahi Is Tarah karne se hum ek acche trade manager
        • #5 Collapse

          Re: Pair min changing krni chaye?

          forex aik online business hain hamy is main best experience or knowledge hasil kar ky profitably pairs par trading karni chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha bonus haisl kar ky market main run kar sakty hain ham is main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain yai usa or china main aik unique business ban cuka hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain
          • #6 Collapse

            Re: Pair min changing krni chaye?

            Dear kisi aik pair mein trading ka ye masla hota ha k aik pair mein trades bht kem milti haen aur jb wo pair bht ziada sideways movement mein aa jata ha tu kafi din ap ko trade milti hi ni es liye aisy time mein ap kisi aur pair pe trading kr liya krean.
            • #7 Collapse

              Re: Pair min changing krni chaye?

              hum forex mai pairs mai kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai kam karny ky liey hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik international busienss hain hum gar mai bath kar is mai km kar sakty hain is mai apny boss kud ap he hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: Pair min changing krni chaye?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Matloob4936 پيغام ديکھيے
                Dosto mera sawal ye ha keh kia hmy pair min changing krni chaye jis pair min hm Trdaing kr rahy hoty hen agr us min hmy loss ho raha ho tu hmy pair change krna chaye ya nahi or kon sa pair trading k liye best rehta hai jis min profit zada ho.
                Agar aapko Kisi currency pair ya commodity Mein continuously profit ho raha hai to aap ho usko change nahin karna chahiye aapko Usi Mein trading Karke profit banata Rahane chahie Taake profit Banta Rahe
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Pair min changing krni chaye?

                  humain pair ko zaroor change karna chaye kiyu kay humain lose ko recover bhi tu karna hota hai pher us kay uper jo profit hota hai usi pay tu witjdraw draw laga saktaye haim forex aik international busienss hain hum gar mai bath kar is mai km kar sakty hain is mai apny boss kud ap he hoty hain aik pair mein trades bht kem milti haen aur jb wo pair bht ziada sideways movement mein aa jata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Pair min changing krni chaye?

                    forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai pairs mai kam kar sakty hain hum kam kar ky pasia kama sakty hain forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik acha busines hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Pair min changing krni chaye?

                      Dear har trader ki trading ki apni choice hoti hay aur wo apnay knowledge kay mutabiq hi different pair per trade kerta hay. wesay har pair per trading setup har roz nahi ban rahay hotay. kabi kisi pair per aur kabi kisi pair per trading setup ban rahay hotay hain. kuch trader same pair per trading kay liye wait kertay hain aur kuch trader aur pair per trading kerna pasand kertay hain jab pehlay pairs per trading setup na ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Pair min changing krni chaye?

                        Yes hum change KR ke dekh skte Hain aur zyadah issi liye problem hoti hai keh demo PR hum practice nai krte wrna loss se bhi Bach sken aur pairs bhi konse ache Hain ya nahi pta CHL Jaye aur bonus bhi aktha ho Jaye kuch better trading ke liye
                        • #13 Collapse

                          Re: Pair min changing krni chaye?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Matloob4936 پيغام ديکھيے
                          Dosto mera sawal ye ha keh kia hmy pair min changing krni chaye jis pair min hm Trdaing kr rahy hoty hen agr us min hmy loss ho raha ho tu hmy pair change krna chaye ya nahi or kon sa pair trading k liye best rehta hai jis min profit zada ho.
                          As-salamu alaykum aapki baat bilkul theek hai agar Ham Ek Peer ko select kar lete hain aur use per trade karte hain lekin Hamen uski acchi information Nahin Hoti aur loss Ho Jata Hai To Hamen chahie Ham Kisi Aur pair ko select Karen aur use ki analyse karne ke bad use per trade kar len
                          • #14 Collapse

                            Re: Pair min changing krni chaye?

                            ji beshak karen aap ke oper hai yeh sab ke aap kis pair per kaam karna chahte hain jab tak aap ke pas achi koi strength nahi ho currency me us pair per aap entry len he na or hamesha sirf us pair ko ya us instrument ko choose karen ke jis me aap ne koi achi trade dekh li ho ya woh kisi ache trend me jane wala ho bas us ko he trade karen .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Pair min changing krni chaye?

                              pair main changing bhi aik plan k zareay hoti hai farz karain ap aik asy pair main trade kar rahy hain ju ap ko bar bar loss daita hai tu ap ko chaheay ky kisi or pair main kam akr dekh lain zrori hai ap jis pair ko like karty houn wohi pair ap ko profit day kyon k jiss pairs ki ap k pas zada information aur experience hota hai usi main ap ko ziada faida milta hai iss lea pair ko badlny sa bhi ap ko loss hona band ho sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X