Mehnat kisi bhi zaya ni jati.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat kisi bhi zaya ni jati.
    Dear traders ye aik haqeeat ha k Jo log mehnat krty haen wo kamyab hoty haen chahe dair se hi hoon laikn kamyab zrur hoty haen kisi ki bhi mehnat zaya ni jati. Kuch traders jb forex mein atty haen tu un ki soch ye hoti ha k hm forex mein mehnat krean aur kuch hasil bhi na ho tu kiya faida time wast krny ka tu un se mein yehi kahoon ga k agr ap ne us level pe mehnat ki ha jitni krny ka haq banta ha tu ap ki mehnat kbhi zaya ni jaye ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat kisi bhi zaya ni jati.

    G han bahut achi bat share ki hai ap ne mehnat kisi ki bhi waste nahi jati hai is liye business main hamein ziyada se ziyada work karna chahiye apne experience our knowledge our ko increase karna chahiye jis se ap business main kamyab ho sakte han is liye chahiye ap ko profit ho ya loss mehnat ko continue rakhna chahiye our ap apne maqsad main zaror kamyab ho jayen ge
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat kisi bhi zaya ni jati.

      Ji dear friend ap ne sahi bat share ki hai, jo log forex mein mehnat kartay hai or apnay hardworking se es mein rang bhartay hain wo kabhi Mar nahi khatay or unki mehnat unko kamyab karti hai or apko Pata hona chahiye k mehnat kabhi raigan nahi jati
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat kisi bhi zaya ni jati.

        Friend ap nay sahi kaha hai,forex trading bohoot exciting hai.mai new hu,and bohoot khus hu trading karte huye.ledkin main bohoot loss mai hu.sayad mera account ka paisa kho dunga.e mera pehla trade tha, agar loss ho jaye to future ma mera liye trade karna muskil hoga ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat kisi bhi zaya ni jati.

          Dear member aapne bilkul right ka agar mein Pakistan Forex Mein accha Kaam Kiya hai aur Jyada Se Jyada mehnat Kiya Hai Tu Hamari mehnat kabhi bhi bekar nahi Jayegi is Se Hum achha profit bhi Kama Payenge lekin Kyon Ki Ek online business hai uski movement ko samajhna bahut Mushkil hota hai isliye Main Aur Bhi Jyada banat Karni chahiye aur market se always connect Rehana chahi
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat kisi bhi zaya ni jati.

            Dear apki bat thek hi k kisi ka mehnat zaya nahi hota hin aur is mein jo mehnat kar te hain wo apna kamybi hsail kar te hain aor is mein agar ap ache se mehnat kar te hain to ap is mein akmyb ho sakte hain aur jo is mein mehnat kar ta hain wo hi is mein kamyb hota hain aur ham ko is mein daily posting karna chaiye aur ham ko chaiye ham is mein quality wale posts kare aur is mein mehnat kare jo is mein mehnat kr ta hain wo hi is mein kamyb ho sakta hain aur is meinj jo mehnat kar te hain wo is mein kabhi bhi na kam nahi hote hain.
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat kisi bhi zaya ni jati.

              Jiyo Sar aapne bilkul theek kaha hai aur Main Aap Ki Baat Ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein Kaam Karte Hain Jo Pakistan for Mein Jo Bhi Hum kaam karte hain aur hum Jitna Jyada kaam karte hain Hamara Mahina Se Kabhi Jana Nahin Hota Hoon isiliye Thane Pakistan Forex bahut accha Bana deta hai aur Hamein Pakistan Pariksha Mein Jitna ho sake utna Jyada mehnat karna chahie thanks
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat kisi bhi zaya ni jati.

                Assalamu alaikum my dear friend ji bilkul Yeh Baat theek hai ki mehnat Kisi Ki Bhi Saya Nahin jaati Kyunki jo hum Yahan Par mehnat kar rahi hain woh sirf isko mat Deccan ke Hamen bonus acha Milta Hai Ya profit achi milti hai bolke Hamein Yaha bhi dekhna chahiye ki hum Jahan se wo knowledge Hasil kar rahe hain Jo Hum Se Koi Nahin Cheen sakta aur Jiska Humne lifetime fayda uthana hai
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat kisi bhi zaya ni jati.

                  g dear ap sahi kah raha han ma ap ki baatsa itafaq karta hon jo log bi mehnaat karta han un ki mehnat kabi bi zaya nahi hoti ha ar wo is ma bhot jaldi kamayab trader ban jata han ar aksar log is pa mehnaat karta han magar un ko is ka pal late milta han to kuch mayus ho jata han asa nahi karna chahiya balka hama kabi bi mehnaat ko nahi chorna chahiya ar kisi ki mehnaat zaya nahi hoti
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat kisi bhi zaya ni jati.

                    Dear aap ki baat sa agree karta hoon aap biljal thek kaha rahay hain k instaforex trading aak online worldwide internationalbussniss hay aur bhot he different tarha ka bussniss hay iss bussniss ko samjna k laya bhot zayada mehnit karna parti hay ager aap success hona chatay hain instaforex main tu aap ko chaya k zayada sa zayada mehnit karan aur forex per zayada time spend karan ta k aap successful ho sakan
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat kisi bhi zaya ni jati.

                      g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai jint bhi tradors mahnt karty hain kisi ki bhi mahnt zya nahi hoti hai es liye hmain cahhye k hum apni trading ko smjhny k liye mahnt karen jesy k humain apny sbuiness main kamyb hony k liye hard work karna hota hai jub hum mahnt karty hain tu hmain oska phal zaror milta hai jub ap mahnt karty hain tu he ap apni trading main kamybhi milti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat kisi bhi zaya ni jati.

                        DEAR ap ki bat sahi hai as main mihnat lkabi bi zaye nahi jat hai as liy hamen chahiy hai kee ham as main bohat hi ziada as main mihnat kare q k as main mihnat karne se ham kamyab ho sakte hain aor hamen chahiy hai kee ham as main bohat hi ziada as main kam kare aor hamen as main bohat hi ziada demo ka bi use karnchahiy hai q k as se hamen experience milta hai as liy hamen as ko use karte rihna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat kisi bhi zaya ni jati.

                          g han bhai apki bt blkl thk h ahme cheyae kae hm forex pr axe trah mhnt kr kae kam kran or axe trah market ko smj kr kam krn isi m hmare kamyabi ha or agr hm forex pr axe trah mhnt kr kae kam krn gy tu hme uka phal lazmi mlae ga asa ni hoga kae hmare mhnt zya ho jaea or hme loss ho jae is slyae hme mhnt pr yakeen hona cheyae
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat kisi bhi zaya ni jati.

                            Yes sir ap ki bat right hai or mien ap say agree kerta hoon k agar hum as mien aa ker hard work kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye hum ko as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker khud k lye kam karna hota hai jab hum as mien aa ker hard work kerty hien tu hum ko as mien aa ker as bat ka yaqeen hota hai k hum ko as mien behtreen earning mil sakti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat kisi bhi zaya ni jati.

                              yeh baat aik alag hay k mehnat say hamko agar mojuda faida hasil nai ho pata hay to baad main milnay ki tawako hay laikin agar ham nay mehnat krni he hay to hamko chaye k ham sab say ppehlay acha knowledge hasil kar lain usk baad ham us pay mehnat karain aur agar hamaray pass acha knowledge nai hay to ham jitni bhi mehnat kr lain wo sab hamko utna faida nai day ge jitna hamko knowledge pay krnay say milay ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X