Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.
    Traders ager ziada greed ka shikar ho tu phir traders ko iss ke waaja say bohot sari jagha per loss hota hai. lakin ziada greed ke waja say sab say pehlay traders ka money management plan mutasir hota hi kion ke ziada greed mai traders ko bary lot size use kar kay trading karna hoti hai . iss liye ziada greed aur money managmetn aik sath nai chal sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.

    Ji bilkul aap ne thik kaha hai zyda greed aur money management saath saath nahi chal Sakte is ki bari waja ya hai ki Jo lalchi member Hote Hain wah Hamesha lalach ko mind Main rakh ke trading Karte Hain aur Bari lot size ka istemal Karte Hain Jiski wajah se unko Kafi last bhi Hota Hai jabke money management karne ke liye Ye main main Hamesha Choti e lot size ka istemal Karna Hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.

      agr ham lalach kry gy to ham kbbhi bhi is my kamayb naia ho sgy gy ham shai kam kry gy to tb hi ham ko is my faid ho sgy ga our ham is my kamayab ho sgy gy mhnata ham zeada sy zeada hjam kry gy to tbhi ham ko is my faida ho sgy ga ham kamayab ho sgy gy mhnata ham jitbnnik bhi ham zeda sy zeda ham kry gy to ham kous ka utna hi zeda ham ko faid aho ajye ga our ham kamayabhoa jeyt gy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Re: Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.

        Ji haan bhai aap main theek kaha hai lalach aur money management saath saath nahi chal Sakte Kyunki money management ka matlab hota hai risk na lena but lalach main risk zayada Lena parta hai is wajah se Agar Hum lalach Karenge to money management nahi kar Sakenge.
        • #5 Collapse

          Re: Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.

          G han bahut achi bat shre ki hai ap ne k business main hamein kabhi bhi lalach nahi karni chahiye kyon k is se business main kafi loss hota hai our money magement main hum trading profit ko dekh kar lagate han our phir ja k hum is main risk lete han our is k bad ziyada profit k chakar main hum market ko analyse kiye beghair trading laga dete han jis se hamein loss hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.

            G han zyada greed trade k lye nuqsaan deh ban jati hy greed ake had tak hi karni chhaye aur trading ki requirment pori karni chahye mony managed kar k chalna chahye jitna apky paas ballance hy etni hi trade bhi karni chahye aur with draw bhi etna hi hona chahye k apki trade bhi disturb na ho k bilkul hi accounts khali ho jae es baat ka bhi khyal rakhna chahye
            • #7 Collapse

              Re: Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.

              forex mai jab hum lalaci ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi ho ga hamy lalach ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey forex aik online business hain hum is mai apne marze sy time table ban kar kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
              • #8 Collapse

                Re: Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.

                hamy money mangement kar ky lalach ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learnin ky sat earning be deta hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.

                  forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.

                    AP thik hai ki Jab Bhi Hum kaam karte hain Hum Apne real account mein continuously loss kar dete Hain Hamare Sara capital market mein vyast ho na start ho jata hai hamein chahiye ki real account mein Kabhi Bhi Hum Apna time bhejna Karon jab tak marpa skills Nahin Hogi perfect training Nahin Hogi Hum kabhi bhi yahan se kamyabi ke sath good type ki earning aur investment nahin kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.

                      Yes ham ko as mien pesa dakh ker trade karna hota h aur ham ko in cheezo ko daakh ker kaam karna hota h aur forex mien lalach kerna aik bhoot hi buri baat h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee acha ban ker as mien kaam kerna hota agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mein hamain sirf sada trade kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien lalach sy pak trade kerna hi behter hota h as lye hamain as mien kaam karna hota h aur ham ko behtreen as mien kamaee karna hota h aur khud ko sabit karna hota h.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.

                        Jab Bhi Hum kaam karte hain Hum Apne real account mein continuously loss kar dete Hain Hamare Sara capital market mein vyast ho na start ho jata hai hamein chahiye ki real account mein Kabhi Bhi Hum Apna time bhejna Karon jab tak marpa skills Nahin Hogi perfect training Nahin Hogi Hum kabhi bhi yahan se kamyabi ke sath good type ki earning aur investment nahin kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.

                          G bilkul sach kaha ap ne. Money manegment ka matlab hota he k ap kitna loss or kitna profit len ge or wo rule he 2 % daily.leken jab ham lalach karte hen to profit zeyda lena chahte hen es se ham money managment k rule bhhol jate hen or risk zyada kr lete hen or loss kr bethte hen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.

                            Assalamu Alaikum dosto Jiye Baat To Hai Ek ready hone ke sath sath Forex trading Mein dono ek Sath nahi chal sakti Kyunki Jo log reading Honge ho kabhi bhi Forex trading Mein Kamyab Nahin ho sakte Kyunki Forex trading Hamesha Logon code rahti hai aur jor se darte Hain matlab Giridih log Lal karte hain aur sab loss hota hai to foreign Lo apni trade close kar dete Hain To unko jaaiye Ki Barish ko achi Tarah sikhe aur uske baad isko achi Tarah kare
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ziada greed aur money management sath sath nai chal sakti hai.

                              dear ap ya greedy ho kar trading kar saktay hain ya money management kay rules par trading kar saktay hain dono aik dosray kay ult hain dear greedy trading bohat zada nuksan deti ha forex me koi b entry 100% nehi hoti ha koi b trade kisi b wakt loss me ja sakti ha ap money management rules or risk reward ki waja se hi profit able trading kartay hain greed par li hui aik hi trade kafi ha bohat bara nuksan denay kay liey isse bachna chahiey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X