Trading mai tension say bachny ka simple tareeqa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai tension say bachny ka simple tareeqa
    Trading mai saray he traders ko kisi na kisi stage per stress aur pressure zaroor feel hota ha , ziada tar traders ko stress iss time per hoti hai jab inke trade kafi dino aur kafi time kay liye phans jate hai . iss trah say loss b ho raha hota ha aur traders say baqi achi trading opportunity b miss ho rahi hoti hain.
    Lakin ager traders stop loss use Karin tu kam say kam iss trah ke tension aur stress say traders apny app ko mehfoz rakh sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai tension say bachny ka simple tareeqa

    trading k kam my agr ham ny aony lsos ys bchna hy ham ny agr tention sy hamn sab ny agr bach k ham sab mnykam krna hy to ham sab kois my shai zeada hamny baklkanec k stah hamanay is my kam krna hhy to ham ko is my kafi zeda ahamay is mkamayabi hogi agr ham sl k stah ham trading kry gy
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai tension say bachny ka simple tareeqa

      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
      Trading mai saray he traders ko kisi na kisi stage per stress aur pressure zaroor feel hota ha , ziada tar traders ko stress iss time per hoti hai jab inke trade kafi dino aur kafi time kay liye phans jate hai . iss trah say loss b ho raha hota ha aur traders say baqi achi trading opportunity b miss ho rahi hoti hain.
      Lakin ager traders stop loss use Karin tu kam say kam iss trah ke tension aur stress say traders apny app ko mehfoz rakh sakty hain.
      Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek kaha hai ki agar Hum trading Mein tension se batana Chahte Hain To Hamein zaroor basrur Apne capital ko save rakhne ke liye Apne capital ka half save karna hoga Agar Main Market ki movement hai different sidebar Hoti Hai To Hum Apne trade ko change kar sake
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai tension say bachny ka simple tareeqa

        Dear brothers Forex trading aisa business hai Jisme tension lazmi Hoti Hai Kyunki koi bhi trade Agar Hum open karte hain aur Agar wo strong signal Ho phr bhi kuch time ke liye loss mein jati hai aur jab trade loss Mein Chalti Hai To Hamein tension zarur hoti hai but stop loss use Karke Ham tension ko thora sa kaam kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai tension say bachny ka simple tareeqa

          Jee bilkul Jaisa ki aap Jante Hain Ki Forex trading mein Bahut Si Aise stage Aati Hain Jis mein Ameya Bahut Si Pareshanion ka Samna karna parta hai Jis Tarah Ke a Kabhi Kabhi Hamari trade loss Mein ja rahi hoti hai ya phas Jati Hai Hi Tu Aise Moka Pa bhut pershani hoti hai Tu I think is k Lea v stop loss ak bhut achi Chez ha
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai tension say bachny ka simple tareeqa

            Apko hamesh preshani ka samna hota hai to ap cool rahe aur ap yeh soche keh hum loss ko bhe dori ye samjh len ke yeh profit hai to behter hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai tension say bachny ka simple tareeqa

              Trading se zyada bari umeed nhe lagani chahye aur apny apko har time loss k lye mently tyyar rakhna chahye to apko trade mein zyada preshani ka samna bhi nhe karna pary ga aur tention bhi nhe ho gi loss bhi trading ka hissa hy jo kisi bhi time ho sakta hy agar ap tention free trade karen to result bhi acha aye ga
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai tension say bachny ka simple tareeqa

                Dear friends forex trading mein tention se dor rehna chahiye or es se bachen ka Tarika yeh he k ap jab trade laga dain to usko bar bar dekhtay na rahen na usk Baray ziada sochen nahi to har waqt tention rahy g es liye befikar ho k or relax ho k trading Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai tension say bachny ka simple tareeqa

                  G bilkul bhai ap ne thk kaha ha trading mein pehli tu bat ye ha k ap tention laen hi na jb ap trade lagaen us mein jaldi na krean soch aisi met banaen k ap ko tention ho jaisy agr ap aik trade lagaty haen aur ap us k bary mein sochny lag jaen k ye kb close ho ge. Agr aisa sochna start kr diya tu ap trading kbhi ni kr paen ge. Aur stop-loss ka use lazmi krean trades ko open met chorean.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai tension say bachny ka simple tareeqa

                    Dear member aapne bilkul right Kaha Hai Hum Apne tension ko tabhi Dur kar sakte hain Jab Ham trading karte hue stop loss aur take profit ke Tujko istemal Karenge Kyunki Aisa karne se hum Apne trading ko ek money management Ki Tarah Hoon recover karte hain aur Hamesha Apne strategy ke mutabik Lasya profit Hota Hai aur Agar Hume loss bhi Hota Hai To Hum use Ahsan ke sath recover kar Payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai tension say bachny ka simple tareeqa

                      agar hum tension sy bachna chatey hain to hamy ache learning haisl kar lene chahey or hamy forex ky har rule ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky ggy or ache eaerning hasial kar saky gy forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik real business hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai tension say bachny ka simple tareeqa

                        forex aik online business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne maze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kam kar ky kamyabe hasial karna chatey hain to hamy ache learning hasial karne chahey or hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum paisa kama saky gy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai tension say bachny ka simple tareeqa

                          Mere khyal main trading mein tension se bachne ke liye pending order ke sath chat karna sabse best hai kyunki pending order patriot karenge to bahut accha profit hustle karenge lekin yeh baat to experience trader hi bata sakte hain kyunki unko jayada experience hota hai aur wah ismein achha knowledge aur experience rakhte Hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X