Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun
    ji haan bhai jaan mujhe aisa lagta hai ki mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte members aisa kyun karte hain aur stoploss kyon nahi lagate kis wajah se stop loss ko use nahi karte stop loss se account save rehta hai aur loss bhi kaam hota Hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

    Dear brother forex trading men stop loss aik acha option hey aur ziyada tar members jo open trade lagatay hen woh stop loss ko kam use kartay hen jiss ki waja se loss ziyada ho jata hey iss liay koshish karen k stop loss ko zaroor manage karen kiun k iss se account wash honay se bach jata hey
    • #3 Collapse

      Re: Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

      Dear members insan fitri tor pe lalachi ha aur hamara dill ni krta k thora sa b nuqsan ho asal mn jb ham dekhte han k market ne aj hamare stop loss ko hit Kia aur dusre fir hamari favour mn aa gai to hum sochte han k stop loss to bewaqoofi ha is se sirf nuqsan hota ha halanke ye thora sa nuqsan hamare lie acha hota ha bajay is k kisi din hamara account he wash ho jay
      • #4 Collapse

        Re: Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
        ji haan bhai jaan mujhe aisa lagta hai ki mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte members aisa kyun karte hain aur stoploss kyon nahi lagate kis wajah se stop loss ko use nahi karte stop loss se account save rehta hai aur loss bhi kaam hota Hai.
        Assalamu Alaikum forex business Mein trade open karte hue bahut se log stop loss nahi Lagate Jiski wajah se hone wale nuksan Hota Hai Hamein stop-loss ka istemal Jarur karna chahiye Kyunki se account was hone se Bach Jata Hai Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

          G han bilkul forex main agar hm stop loss nahi use karaim gay to hmara account wash ho sakta hai kyun ky agar hm stop loss ko use karain gay to hi hmara account wash honay say bach sakta hai is liyay stop loss zaroor use karain is say hmaien loss bhi km ho ga aur Account bhi wash hony say bach sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

            G haan brother aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k bhot sa log aasay hain jo trade open kartay waqat stop lose use nahi kartay hain iss ki waja sa aksar un trader ka account wash ho jata hay stop lose use na karna ki waja ya hay k markit up and down fono side per move karti hay jab markit aap ka against hoti hay to aap wait kartay hain k trade wapas aa hay gi jis waja sa trader stop lose use nahi kartay hain
            • #7 Collapse

              Re: Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

              Jo members open trad lagtyy hai stop loss ka istmal ni kartyy ounho zaidaa loss bi ho sktaa hai wo is liyee stop loss ni lagtyy ky loss main ja kar trad close ho jaiyy gei jb kyy markeet move karti rhti hai profit main ayy gei dear aisaa ni sochnaa chiyee stop loss ka istmal lazmi karnaa chiyeee boht fidaa hotaa hai...
              • #8 Collapse

                Re: Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

                stop loss kopi bi nmia lgata hy k hamri har trade hi ph rloss my hi na close ho jaye is dfar ki waj sy koi bhio stop los skoi nai alga atat ahy p r ya sa galat krty hy o= esy my hi ham ko is my msly hoty hy ham apny acocts ko ham wash kr dyty hy yahi waj hoti hy hamry loss krny ki hamry account wash krny ki k hjam loss zeda kr dyty hy phr
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

                  Mostly members stop loss Lagana zaroori nahi samajhte unko aisa nahi karna chahi stop loss Lagana Chahiye ya bahut hi zaroori hai aur is colligan Kothi jyada fayda hai agar aap isko Lagate Hain Tu Agar aapko profit ho raha hai tu Hua Jyada hota hai aur agar aap ko nuksan ho raha hai tu hua aapko kaam hota hai matlab yake Agar nuksan ho to wo nuksan aapka Ek Jagah Pe Aake rukta jata hai aur usse Jyada nuksan Aapko nahi hota yaar bahut hi zaida fayda hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

                    Stop loss Lagana chahiye bahut hi zaroori hai aur usko Lagane ke bahut hi jyada fayda hai agar aap isko Lagate Hain Tu Agar aapko profit ho raha hai tu Hua Jyada hota hai aur Agar aapko nuksan ho raha hai to wo aapko kaam hota hai matlab yake Agar nuksan ho to wo nuksan aapka Ek Jagah Pe Aake ruk jata hai aur usse Jyada nuksan aapko Nahin Hota ya bahut hi bada fayda hai iska is wajah se Hamein main Yeh jaroor Lagana chahi Ta Ke Hum Par De nuksan Se Bachaye aur Jyada Se Jyada profit Hasil kar paayein
                    • #11 Collapse

                      Re: Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

                      nlkl.aisa hee bhott sraii aisey memberzz hotaii haiin joo stop lagana zrorii nhee smjhtaiinhaiin agar hum stop loss nhee lfaiin too jb bhe loss ho rhaa hotaa haii to hmaree himaat nhe ho thee hote haii agarr hum stop loss lgain gy too tradee khud ba khudd closee ho jate haii agar hum sahee syy trading rna chhtaii haiin.aur accnt v safe rkhnaa chhtaii haiin too stop loss zroro lgana chahiyaii
                      • #12 Collapse

                        Re: Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

                        Nahin Hota ya bahut hi bada fayda hai iska is wajah se Hamein main Yeh jaroor Lagana chahi Ta Ke Hum Par De nuksan Se Bachaye aur Jyada Se Jyada profit Hasil kar paayein tu Hua Jyada hota hai aur Agar aapko nuksan ho raha hai to wo aapko kaam hota hai matlab yake Agar nuksan ho to wo nuksan aapka Ek Jagah Pe Aake ruk jata hai aur usse Jyada nuksan aapko loss Lagana chahiye bahut hi zaroori hai aur usko Lagane ke bahut hi jyada fayda hai agar aap isko Lagate Hain Tu Agar aapko profit ho raha hai
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

                          stop loss traders ko bohat baday loss se mehfooz rakhta ha, is lye stop loss bohat hi asha tool ha lakin ziadah tar traders is ko bilkul use ni kartay hain shaye is ki chand wajohat yeh hain jaisay
                          1. woh small lot size use kartay hain is lye os ma stop loss ki koi khas zarurat ni hoti ha
                          2. woh samjhtay hain k un ki trades bilkul theek hain is lye un ko koi loss ni ho ga,
                          3. un ki nazar ma jab loss hota ha to shayd market wapas ajaye gi, is lye woh trades ko continue rakhtay hain
                          4. is lye stop loss account wash honay se bach jata ha,
                          • #14 Collapse

                            Re: Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

                            Mostly esy members stop loss ka istemal nahi karte Jo opentrade Karte Hain open trade mein jyada profit bhi ho sakta hai aur Jyada loss bhi Teri Yahi Hai Ke stop loss apni Har trade mein istemal kiya jaye stop loss Lagane ke bahut fayde Hain Ek to aap ka account save rehta hai aur dusra loss bhi kaam Hota Hai stop loss ko istemal lazmi Karen...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mostly member stop loss lagana zaroori nahi samajhte aisa kyun

                              Jee bilkul Forex trading me bahut se member Aise Hain Jo ki stoploss ko istemal nahi karte Jiski wajah se unko Kafi lost Hota Hai hi aur kabhi kabhi account V wash ho jata hai Tu Mere Khayal Mein Aise member ko stop loss lazmi use karna chahie aur Iske istemal ko Samjhana chahi ke istemal se Hamein kya kya fayde ho sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X