Jab ham koi bhi trade open ker lety hain aur us main hamain loss hona shoru ho jata hai tou same loss ko control kerny ky liay hamain market ki support aur resistance per nazar rakhni chahiay ky agar loss main support ya resistance break hoti hai tou apni trade close ker ky usi direction main trade open ker ky continue kerny sy loss recover bhi ho jata hai aur profit bhi but agar support ya resistance break na ho tou hedging ker leni chahiay ky apni trade ky against bhi aik trade open ker ky loss ko control ker lena chahiay aur hamari tp next support ya resistance tak honi chahiay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим