Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay
    Agar traders trading me small aur fix lot size ka use karen gey to traders ki ye strategy market me risk factor ko manage kar sakta hay, bahot zeyda risk leny se behtar yahi hay key ham small aur fix lot size ka hi use karen es se risk be manage ho jata hay aur market se traders ko profit be hasil ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay

    Ji haan bhai jaan small lot size aur kam risk hamare rishte ko kam kar sakte hain Agar hum lot size ko kam rakhen 0.01 say trading start Kare to acchi earning kar sakte hain kyunki new member ko experience kaam hota hai aur kam volume ke sath save trading ho sakti hai unka account bhi save rahega aur apni bhi hoti rahegi Agar lalach karke jyada volume key teriya overtrading karenge to loss ho sakta hai ese account bhi hua so jate Hain
     
    • #3 Collapse

      Re: Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay

      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi kya mai lot size bilkul come Rakhna Hoga Jaise Hamare account ko bhi Khatra Nahin ho sakta aur Hamein profit bhi ho sakta hai aur aur hum Pakistan Forex Mein Kabhi Jada nuksan bhi nahin kar sakte isiliye main aap se Yahi Kehna Chahta Hoon Ki Hamein Har Waqt trading karte hue lot size bahut hi kam istemal karna hoga thanks
      • #4 Collapse

        Re: Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay

        Small lot size to faida mand hai lekin fix lot size kisi soorat faida mand nahi hai . ager aap loss kar rahay hain to risk k hisaab se aao ka lot size kam hota jaye ga aur ager aap profit kar rahay hain to next trade main aao ka lot size ziada ho jana chahhiay fix lot size rakh k profit kamana thora mushkil ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay

          jitna ap lot size increase karo gy utna hi risk increase ho ga is liye ap ko lot size kam rakhna chahiye or usi ko continue karna chahiye is sy ap ka account safe rehta hai or big lot size sy ap ko loss b big hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay

            G bilkul dear humain chaye kay hum lit size ko kamrakhain ta kay humara risk bhi kam ho aur profit tu khair jitna bhi milta hai zayda he hota hai tu kosesh karain kay risk ko manage karain kiyu kay risk tu bhut hota hai forex mai
            • #7 Collapse

              Re: Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay

              Forex mein agar aap choti lot size rkahty hain aure acount ky mutabiq chota lot use karty hain to aap ko os ka yeh faida hta hai ky aap agar loss mein bhi chaly jaty hain to woh loss ap ky account ky liye brdasht ky qabil hota hai aur zyada losa nhin hota aur us ko aap asani se agli trade mein hi cover kr skty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay

                forex mai lot ke bohat ahmeyta hain hamy capital invest kar ky is py lot lagane chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy agar kabe hamare lot pance jy to hamy isy remove kar dena chahey or is ke jaga new lot laga lene chahey forex aik international business hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay

                  dear lots size ka kam use karna aik good money management ki stragety ha par kuch pairs ki movement zada hoti ha or kuch pairs ki movement kam agr ap is me fixed lots size rakhainy gay to kuch pairs me loss zada or kuch pairs me loss kam ho ga ap ko chahiey kay lots size kam rakhainy or pairs ki movement kay hisab se fix karay
                  • #10 Collapse

                    Re: Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay

                    G bilkul smalla ur fixed lot size say trader apnay risk ko manag ker saktay hian. jesay kay ager koe trader apnay account per total .5 lot ki trade kerta hay aur wo aik time main .1 ki 5 trade lagata hay aur jab koe iak clear ho jaye to hi dosri open kerta hay to yeah fixed lot ka way bhi boht had tak trader kay account ko risk kay lehaz say acha safe ker deta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay

                      hum acha knowledge hasial kar ky or acha capital invest kar ky jab is py lot lagaty hain to hum kamyab ho jaty hain forex aik unique business hain is mai lot ke bohat ahmeyat hain hamy mahnet sy forex mai kam karna chahey pher he hum maket mai run kr saky gy forex mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay

                        Ham ko as mien kabhi bari trade nahi karna hota h aur ham ko as mien lot size kam astmal karna hota h aur her bar jo b lalach kerta h us ka unjam bura hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kern hota h aur ham ko as mien jab lalach kerte hien tu ham ko sirf aur sirf as mien nuqsan hota h as lyee ham ko as mien her bar sada trade kerna hota h aur ham ko her cheez ko dakh ker chalna hota h agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mien hamain her bar kaam kerna hota h aur ham ko behter sy behtreen kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h as lyee as mien ham ko dil sy kaam karna hota h aur ham ko as mien kamaee karna hota h.
                        • #13 Collapse

                          Re: Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay

                          Assalamualaikum dear friend aapki baat bilkul theek hai Agar Hum Forex trading ke Business mein hai kaam karna chahte hain aur Kamyab Hona Chahte Hain Hamein reading k Dhuan Apna lot size small Rakhna chahiye Agar Hamara small lot size hoga Is Tarah Hamare account Kabhi Khatra nahi hoga Agar Hame kaam profit hoga Hamein Itna nuksaan Bhi Nahin hoga lekin Hamein fix lot size nahi Rakhna chahiye Agar Hamein loss hoga Tu Hamein fix Hota Hai isliye fix lot size gana nahi chahi
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Small aur fix lot size risk ko manage kar sakta hay

                            hamare rishte ko kam kar sakte hain Agar hum lot size ko kam rakhen 0.01 say trading start Kare to acchi earning kar sakte hain kyunki new member ko experience kaam hota hai aur kam volume ke sath save trading ho sakti hai unka account bhi save rahega aur apni bhi hoti rahegi Agar lalach karke jyada volume key teriya overtrading karenge kisi soorat faida mand nahi hai . ager aap loss kar rahay hain to risk k hisaab se aao ka lot size kam hota jaye ga aur ager aap profit kar rahay hain to next trade main aao ka lot size ziada ho jana chahhiay fix lot size rakh k profit kamana thora acount ky mutabiq chota lot use karty hain to aap ko os ka yeh faida hta hai ky aap agar loss mein bhi chaly jaty hain to woh loss ap ky account ky liye brdasht ky qabil hota hai aur zyada losa nhin
                            Click On Name And Visit My Journal
                            Naseer953 Trading Journal

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X