G dear friends mai ap sub se ye khaina chta hun kay hum kabhi bhi forex mai cheeting ni kar saktaye hain kiyu kay ager him thori se bhi cheeting kartaye hain tu forex wala humara account ban kar daitaye hain jub kay daikha jaye tu es mai lose kis ka hai humara he hota hai tu humain chaye kay hum kabhi bhi forex mai cheeting na karain balkay tasali kay sath haq pay rhaye kay trading karain es se humara account bhi safe rhata hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим