forex main apni galtiyon ko ignore na karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

    forex trading main jo tradors apni galltiun se sikhty nahi hai wo kbhi bhi kamyb trador nahi ban paty hain es liye har tradors ko cahhye k jub un ko loss ho tu os loss ki wjah ko talash karen or jub wo yah dekh lety hain k yn ko loss ki wjah se hota hai tu wo apni os galti ko reapet nahi karty hain ayse he wo apni galtiun se sikhty rahty hain jis se apki apni leraning bhi hoti rahti hai jo k un k liye faida mand sabi hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

      Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Forex Mein Hamari Galti hoti hai tu hamesha hi kya Hum Apni Galti ko ignore na Karen aur apni Galti Ko sudharne Ka Koshish Karna Kyunki Agar Hum is main aaj Galti Karenge to kal hum isme achha kaam Karenge Phir Humse Galti kabhi nahi hoga hamein chahiye ki hum Apne Galti ko Sudhar hain aur achi trading Karke munafa Karen
      • #18 Collapse

        Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

        Dear friend bad log asy hi karty hi an ko loss hu raha huta ha wo apni galti par gor ni karrty hi jis ki waja loss hu jata hi as lia ham ko chayea ager ham trading kar rahy ha to apni galti ko note kary as ko thek karny ki khosesh kary phir jab b trading kary apni galti ko apny mind ma rakh kay phir trading kary as say loss ka chance kam hu jay gay
        • #19 Collapse

          Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

          G bhai ap theak Kah rahy hain forex Mai apni galtiyo Ko ignore na krien balky hmin seekhna chahye in galtiyo sy jo ham anjany Mai kar baithty hain. Aik dfa galti hona masla nai mgr usi galti Ko repeat krna buri adat hai. Hmin chahye k hum galti or waja dono Note down krien ta k ayainda KY leye sabaq ho
          • #20 Collapse

            Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

            yes dear app ki bat say main bhi agree karta hun forex main ham k apni galtion ko ignor nahi karna chaheay kyon galti ager choti say choti bhi ho tu uss ki waja say ap ka big loss ho sakta hai is lea ap ko apni mistake par control karna chaheay ar app ko forex main kam akrty hoay yeh bat mind main rakhni ho gee k ap k pas galti ki aik percent bhi gunjaish nahi hai phir he ap say galti say avoid hoa ja saky ga.
            • #21 Collapse

              Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

              i agree with you forex trading mi koi choti c galti b hamy loss dikha skti ha forex mi galti ki koi gunjaish ni hoti agar kabi ham sy koi galti ho jay to hamy us sy learn karna chaheya or next time dobara wo galti ni karni chaheya forex mi galtio ki waja sy he insan fail hota ha jo apni galtio sy ni sikhta wo es mi kabi success ni hasil kar skta or hamisha es mi apni money loss kary ga or akhir mi leave kar k chala jay ga
              • #22 Collapse

                Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

                Assalam o alaikum
                Dear brother waqia acha swal kiya humy jb say start kiya forex ko tb say jo be mistake humy demo or real account main ki aun ko write down kr lanay ki zaroorat hay aur aik aik kr kay apni mistake ko clear krnay ki zaroorat hay.aur aun ko dobra kabi be nai dorana chayay.thanks
                • #23 Collapse

                  Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

                  Forex mein aap jo bhi ghalti karty hain us ghalti ki wjha se loss ho hata hy to us ghalti ko note karyn aur ghalti ko repeat nah krny ki koshish karyn aur us ghalti ki pehly aap ko chahye ky reason jan layn aur us ghalti ko dur karny ki practice karyn ta ky aynda ghlti ki wjha se ap ko loss na ho.
                  • #24 Collapse

                    Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

                    Yes ham ko galti ko ignore nahi karna hota h aur forex mien jo cheez ham ko sab sy zyada asar kerti h wo h tajerba,jab ham as mien tajerba hasil kerte hien tu ham as mien as qabil ho jate hien k ham as mien kuch na kuch kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien tajerba hasil kerna zarori h agar ham as mien kamyab ho jate hien tu ham as mien kamaee per kamaee ker sakte hien aur ham as mien behter tor per as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain ham ko as mien kaam karna hota h agar ham as mien tajerba hasil kerte hien tu ham as mien kamyab ho sakte hien tu ham as mien bhoot hi kamyab tajir ban sakte hien as lyee khoob kaam karna hota h aur ham ko kamaee karna hota h.
                    • #25 Collapse

                      Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

                      Kamco Yeh Baat yaad mein bilkul theek nahi hai ki Hamein risk Lene se pahle learning kar leni chahiye Jitna Jyada Hum Log learning kar lenge Hamein risk bhi kaam karna hoyega Mara risk level kaam hoyega learning ki vajah se ho jati hai message Aise market ki movement hoti Hui Hamein Nazar Aaegi Ham achievement kar sakte hain Forex Kaka make interesting kaam hai Bhosale log isko bowling system samajhte Hain
                      • #26 Collapse

                        Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

                        ha g wo ghalitia jin ki waja se loss hota ha aion ko again ni krna chye bulke aion ghaltio ko thk krna chye ta k next time loss na ho hme sb se phle demo pr practice krne chye ta k ham ache trah se apne ghaltio ko thk kr ske or loss se bhe bach ske
                        • #27 Collapse

                          Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

                          Apni galtiyon ko ignore karna thek hai is liye keh hume galtiyon se sekhna chahye aur audhaarna chahye
                          • #28 Collapse

                            Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

                            yes dear ap ny bilkul sai bat ki ha k forex ma har ember ki koi na koi galti zaror hoti ha is liya hmmy chahye k hmm un ko ignore na karain bal ky us ko ziyada sy ziyada check kar k us par tavajo dain ta ky hmari galtiyan khtm ho jaen or hmm kamiyabi hasil kar saky
                            • #29 Collapse

                              Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

                              G dost ap ne achy baat ke ha ke hame apny galtiyon ko ignore nahi karna chahiye balke in se learn karna chahiye bohat se log apny mistakes se learn nahi karte aur phir in mistakes ko repeat ko karte rahte ha kiu ke wo in mistakes se learn nahi karte jab wo in mistakes se learn kare ge to in mistakes ko repeat nahi kare ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: forex main apni galtiyon ko ignore na karen

                                Mistakes ko ignor kerny se jo trader ki learning ho rhi hoti hy woh ruk jati hy. Jb bhi koi trade loss ka sabeb beny to usko note kerna chaey aor uska sedebab nikalna chaey takeh mustaqbil main dobara yeh kaam na ho. Her trader aoni mistakes se bhi learn ker sekta hy ager woh un per ghoro fikar kery to.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X