Business Main Loss Ko Dekh Kar Kabhi Bhi Himmat Na Haren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Business Main Loss Ko Dekh Kar Kabhi Bhi Himmat Na Haren

    g han dear bro main ap se agree karta hun ap ne bahut ache bat ke hae forex main aik kamyab trader ke nishani hae ke wo loss se bilkul nhe ghabrata q k use pata hae trading main mujhe profit hota hae to loss bhe ho sakta hae wo tension nhe leta or apna moral ko down nhe hone deta to hamen loss se ghabrana ne cahiye or apne experience se loss ko recover karna cahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Business Main Loss Ko Dekh Kar Kabhi Bhi Himmat Na Haren

      Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi, trading krna boht hi mushkil hota h bina knowledge trade nikiya ja skta h ye boht hi difficult h q k jb tk pta ni hoga business kia h hm trade ni kr skte hn to hme pehle pori knowledge leni hogi phr hi trade kr skte hn ,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
      https://t.me/pump_upp
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Business Main Loss Ko Dekh Kar Kabhi Bhi Himmat Na Haren

        Dear main ap ki baat say mutafiq hon, yeh to ap pay depend hay k ap trades ko kesy krtay hain aur agar ap nay forex ko thek say sekha hoga to phr ap trade ko thek say krain gay aur agar ap nay thek say nahain skeha hoga to phr ap k liay forex mushkil bhi ho jiay gi aur pako loss bhi hoga ,mehnat kartay rahein es main kamyabi hai,take care
        https://t.me/pump_upp

        اب آن لائن

        Working...
        X