Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy
    G han main ap tamam members say sawal karta hoon kiya humain forex trading business main seniors ki help ki zaroorat parti hy kiya hum bagar help kay kaam nahi kar sakty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

    G han bilkul learning stage me traders ko bahot koch learning aur knowledge ki zarorat hoti hay jo key senior traders key help key baghir impossible hay, new traders senior traders se market ki analyzing, trading techniques, fundamental aur technical analyzing jesy useful topic ki learning kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

      G han forex trading men seniors hi hamaray teacher hen unn se acha knowledge aur experience share hota hey aur trading k daoran tamam juniors ko seniors ki help ki zaroorat parhti hey iss liay seniors se rabta karen aur unn ki respect karen aur koshish karen k seniors k group men rah kar trading karen
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

        is forum main forex ka boht sara mowad para hai jis help ki aap ko need hai wo dhoond lo aap ko mil jay ga agar phir b na mile thread kar do seb aap ko reply kare gai aap ko samjha de gai agar aap ek professional trader k nichay raho gai to zaida faida uthao gai but wo aap ko dhoondna pare ga
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

          Mere bhai nay sawaal kiya hay kay hamain forex main senior members ki help ki zaroorat , too mere bhai forex main kamyaabi kay liay senior members ki bahot zaroorat hay ham senior members kar mashwary oar experience sey hi kaamyaab ho sakty hain ham senior ki guidelines sey bahot achhi learning ker sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

            ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge g han friends kuch esi batein hain jin ka hamein pta nai iss lay hamein chy keh ham apny seniors say madad lain q kay seniors jitna janty hain utna juniors nai janty hamein seniors ko teacher say kam nai samjna chy our seniors ko bhi chy keh wo juniors ko apny bachon ki tarah samjhein.
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

              G han ap ne bahut achi bat share ki hai forex main hamein seniors ki help ki zarorat parti hai kyon k seniors k pas forex k mutaliq kafi experience our knowledge hota hai our is knowledge our experience ki help se business main hamein kafi madad milti hai
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

                bilkul bhai jaan aap rehti kaha hai forex mein senior ki bahut jyada jarurat padti hai senior ke bagair Junior member trade Kar Hi nahi sakta kyunki senior ki kuch na kuch help Le karwa Xperia shasan karega ya trading karega jitna jyada senior se rabta karega utni hi acchi trading hogi aur experience jyada hota jayega demo par bhi experience asan kar sakte hain lekin uske liye bhi aapko kisi senior se mashwara Lena hoga tab aap demo trading kar sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

                  Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Hamein Forex mein senior member ki bahut zyada Zaroorat hoti hai Forex trading ke Business mein hai senior member Hamare Hain teacher ki tarah hai Kyunki in se Zada knowledge or experience Haasil Hota hai Hamein senior member se Mashwara Karke Phir triding Lagani chahi Is Tarah Hame bahut fayda hoga aur Hamein kamyabi milegi senior member ki help Hamare Liye bahut faydemand hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ulfat112 پيغام ديکھيے
                    G han main ap tamam members say sawal karta hoon kiya humain forex trading business main seniors ki help ki zaroorat parti hy kiya hum bagar help kay kaam nahi kar sakty
                    Ji haan Forex main bahut jyada learning kar knowledge ki jarurat padti hai aap iss mein aane se pahle pahle learning achi se Mukammal Karle Banke Apne seniour se bhi Hamen learning se help Milti Hai Hum Apne seniors kanale se Sabhi fayda Utha sakte hain Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

                      g han dear bro hamen forex main agar shuru se he kamyab hona hae to sath he sath hamen kisi senior member se link main rehna ho ga q k senior members ke pas acha knowledge or experience hota hae to hamen jab bhe koi zarorat ya mushkil pesh ay gy to wo hamen guide kare ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

                        G han dear aisa hota hai kiyu kay baz dafa aise cheezain samnaye a jataye hain kay jis mai kabhi bhi kisi bhi senior ka samna ni howa hota hai es waja se bhi kafi masail ban jataye hain un kaliye tu senior ko bhi help ki zaroorat parti hai tu humain ue ni sochna chaye aur senior kay uper bhi senior hotaye hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

                          G hain bhai jan humko senoirs ki help ki zroort hoti hain aur humko forex mein zada mehnat se kam kar k hi is mein earning kar sakte aur market k bare senoirs se pochna chhayer agar ap uis mein apne senoirs se rabta kar k hi is mein trde ko open karte hain to pher ja kar ap is mein earning kar skate hain aur apko forex mein zada mehnat se kam karte rahna chahye agar ap is mein zada mehnat se kam karte hain to pher j kart ap is mein earning kars akte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

                            Forex trading business main senior hi Hamare teacher hote hain senior ki help lete Rahna chahiye senior ke paas Jo knowledge hota hai vah junior ke paas nahi hota Aksar market Aisa move kar Jati Hai Ke samajh nahi aati senior se Mashwara kar lena chahi senior best way Bata Dete Hain...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya forex main seniors ki help ki zaroorat parti hy

                              DEAR FRIEND aga hamne as main kamyab hona hai tu hamen as main kam karte hoe as main hamen senior ki help lena chahi hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen cahiy hai kee ham as main bohat hi ziada as ain mihnat kare tu hi ham as main kamyab ho sae gee as forex trading main

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X