market ke movement kab fast ho ge ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ke movement kab fast ho ge ?
    forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex market aik din mai do bar move karte hain or market jab fast hote hain to hamy be clever ho jana chahey or high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko asane sy pura kar saky gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ke movement kab fast ho ge ?

    bohat acha sawal ha ager hum ko market ke movement ka baraa ma learn karna ha ka market ke movement fast kab hogee to per hum ko chaheya ka hum market ka economic calender ko read kardaa q ka ager hum economic calender read kar sakta ha to per hum ko market ke movement ka andazaa lag jataa ha...........
    • #3 Collapse

      Re: market ke movement kab fast ho ge ?

      Market ki movement fast tab hoti Hai jab Koi Hai volatility Ho jaise koi fundamental bahut jyada effect Karen ya FIR AR Koi news Ho Jo market par bahut jyada effect karti Hai new se high volatility ho jati hai aur market over Ho jati Hai jis par trading nahin karni chahiye trading tab Kare jab market apni routine mehmood kar rahi ho aur technical analysis par chal Rahi Ho kyunki technical analysis se hum achchi achchi kar lete hain
      • #4 Collapse

        Re: market ke movement kab fast ho ge ?

        Market ki movement bahut slow Hoti Hai specially Monday ko because 2 din ke baad Jab market open hoti hai tu iski movement bahut slow hoti hai aur phr day by day iski movement fast hoti Jati aur Friday Wale Din iski movement bahut zyada fast Ho Jati Hai
        Working days main market fast tab Hoti Hai Jab Koi koi news ho to isme bahut sari surprise movement hoti hain fundamentally bhi bahut effect hote hain market par Jab Koi news Hoti Hai To tab market movement bahut bahut zyada fast ho jati hai aur is time Mein Aksar expert traders scalping Bhi Karte Hain but without experience is time trading karne se avoid karna chahiye Hai Hamein
        • #5 Collapse

          Re: market ke movement kab fast ho ge ?

          ho jati hai aur is time Mein Aksar expert traders scalping Bhi Karte Hain but without experience is time trading karne se avoid karna chahiye Hai Hamein ho jati hai aur is time Mein Aksar expert traders scalping Bhi Karte Hain but without experience is time trading karne se avoid karna chahiye Hai Hamein movement bahut slow Hoti Hai specially Monday ko because 2 din ke baad Jab market open hoti hai tu iski movement bahut slow hoti hai aur phr day by day iski movement fast hoti Jati
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: market ke movement kab fast ho ge ?

            forex mai market ko samj kar kam karna ho ga pher he hum market mai runing hasial kar saky gy or hum profit gain kar saky gy forex aik legal business hain agar market tazz move kar rahe hain to hamy active ho jana chahey forex ak online or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: market ke movement kab fast ho ge ?

              forex aik legal business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hamy market ky up down ko dahk kar amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar market ke movement ko samj nahi paa rahy to hamy expert banana ho ga
              • #8 Collapse

                Re: market ke movement kab fast ho ge ?

                forex aik international business hain ham is main apni mrzi sy time tabel bana din yai raat main kisi be waqt kam kar sakty hain forex market aik din main 2 bar move karti hain hamy is ky up hony par is main trade lagani chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko apni hi marzi sy pora kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: market ke movement kab fast ho ge ?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Role پيغام ديکھيے
                  forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex market aik din mai do bar move karte hain or market jab fast hote hain to hamy be clever ho jana chahey or high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko asane sy pura kar saky gy
                  As-salamu alaykum forex market Mein desi Mere Khyal Ke mutabik jyadatar Us session mein hoti hai aur khaskar Friday Wale Din weekend hone ki vajah se market bahut jyada Tej hoti hai aur Jab Koi Badi news a Jaaye tab bhi market Kafi Tej hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: market ke movement kab fast ho ge ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: shako6529 پيغام ديکھيے
                    As-salamu alaykum forex market Mein desi Mere Khyal Ke mutabik jyadatar Us session mein hoti hai aur khaskar Friday Wale Din weekend hone ki vajah se market bahut jyada Tej hoti hai aur Jab Koi Badi news a Jaaye tab bhi market Kafi Tej hoti hai
                    Ji han bilkul theek hai kya aisa hi hota hai ki Ham Jitna Marji kya Karke market Mein kam karte hain aur acche se Karte Hain Fir Bhi Koi Na Koi galti ho hi Jaati Hai per business Ham Jab Jyada acche se kam karna start Karte Hain To ismein Har chij Chote Bade aur Market dekhna usko dekhna Chahte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: market ke movement kab fast ho ge ?

                      hamy market ke movemnt ko samj kar kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy or hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar skaty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jhany ke zarorat nahi hote
                      • #12 Collapse

                        Re: market ke movement kab fast ho ge ?

                        Assal o alikum my dear forez user umeed hy ki ap sub khush ho gy bhai jan ap ny haut he aca question pocha hy forex ak shandar business hy aor forex online business hy ye 24 hours chalta rahta hy friend jb hum market ki value aor us ki economic calender ko every day read kity rahy gi t hamy market ki movement ka indaza ho jy ga aor jb market fast running me ho to hammy us kaa fadda uthaty hoi forur uspr khurcha krna start kr dibjis sy hammy ziyada sy ziyada profit mil sakta hy
                        • #13 Collapse

                          Re: market ke movement kab fast ho ge ?

                          Assalamu alaikum dear sar aapane theek kaha hai Pakistan forex meinmarket ki fast movement mein trade nahin karni chahie lekin jab market ek taraf munh mat karje use waqt karke achcha profit and kar sakte hain kyunki news breakup ke waqt straight karne se loss ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: market ke movement kab fast ho ge ?

                            merket ki move move news k time fast hoti hain and merket news k time kafi acha profit deti hain hum sab ko chahaiye k hum jaaab b news k time trading kare tu lot of analysis kare merket k chances ko check kare agar merket ziyda profti deti hain tu ziyda big lot b use nhe karna chahaiy jesy kal he gold ne bhot he big move ki hain down ki taraf oe gold main kafi acha profti b logo ne hasil kiya hoga .................
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: market ke movement kab fast ho ge ?

                              assalamu Alaikum Pyare bhaiyon Main Karta Hun ki aap sab theek Honge main sirf Itna Kahana chahta hun ki market ki movement kab fast Hogi falon ke ya koi bhi nahin jaanta ki market ki movement kab fast hoti Hai balki Hamen ek hi Jagah Ek Bar trading Nahin lagana chahie alag alag Jagah per lagana chahie aur apne seene Se mathura karne ke bad Hamen pata chalta Hai Ki market kis taraf jayegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X