first posting than trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    first posting than trading
    forex mai jab hum new hoty hain to hamy pahly posting karne chahey or pher hamy trading karne chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learnign ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi be qasur nahi hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: first posting than trading

    Beta ap nay bohot achi baat ki hy forex me aap ko sab sy pehly pora month yahan mehnat krna hoti hy jab aap proper mehant krty hen to apko month k baad acha bonus mitla hy aur aaap is qabil hoty hen k ap tradin kr salen is leay pehly posting hoti hoti hy phr trading behtreen posts kr k ap jab month k baad acha bonus lay lety hen to ap satisfy ho jaaty hen mently phr aap cool mind ho k trading jaari rakhen aur profit hasil kren yahi aik betreen hal hy trading ka
    • #3 Collapse

      Re: first posting than trading

      bohat acha sawal ha ager hum ko lot of earning karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna account ko increase karnaa start kardaa or ager hum apna account ko increase kartaa ha to per hum ko lot of post karnaa hoga to per hum ko achaa bounce meltaa ha to per hum ko trading karni hoge................
      • #4 Collapse

        Re: first posting than trading

        Ji ha Dosto Forex trading Mein kaam karte hue aapko chahi ki Jyada Se Jyada mehnat Karen tar ke aap ek accha trade Karke Ek accha bonus Asan kar sakte their friends Forex trading Main Apne trade karne se pahle pahle kya apne friend ke saath saath apni post lazmi Karte Rahe Ta ke har mahine ke Aakhir mein aapko Jyada Se Jyada bonus mil sake aur aap ek accha trade Karke Jyada Se Jyada profit Hasil kar sake
        • #5 Collapse

          Re: first posting than trading

          Ji haan hum Jab Forex ko join Karte Hain To Hamein personal investment ki jagah posting par focus karna chahi Hai Kyon Kyunki Jab Ham bonus keliye posting Karte Hain Tu Hamari knowledge bahut zyada increase Hoti Hai posting ke liye Jab Hum form Mein Waqt Dete Hain Tu hm yahan trading se related Har Tarah ki knowledge mil Jati Hai Hum Forex Mein Hone Wali Kisi Tarah Ki changing se bhi update Rehte Hain Iske rules main agar koi changing hoti hai to bhi Hamen forum se pata chal Jati Hai so forum par zyada Se zyada Waqt den Yahan aapko learning ke sath achha bonus bhi Mil Jata Hai Jiski wajah se personal investment Nahin karni parti hai
          • #6 Collapse

            Re: first posting than trading

            zyada Waqt den Yahan aapko learning ke sath achha bonus bhi Mil Jata Hai Jiski wajah se personal investment Nahin karni parti hai Ki changing se bhi update Rehte Hain Iske rules main agar koi changing hoti hai to bhi Hamen forum se pata chal Jati Hai so forum par zyada Se hum Jab Forex ko join Karte Hain To Hamein personal investment ki jagah posting par focus karna chahi Hai Kyon Kyunki Jab Ham bonus keliye posting Karte Hain Tu Hamari
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: first posting than trading

              Dear frnds hmen chae k hm start ma sirf posting krty rai or trading ki traf na jae hmen trading us wakt tak start nai krni chae jb tak hmen trading k bary ma kch pta na ho jb hm trading ki achi khasi learning rak lain phr hmen trade start krni chae
              • #8 Collapse

                Re: first posting than trading

                G han dear ap ne bilkul right kaha hai forex main hamein trading se pehle posting karni chahiye our effort karen k ap jo bhi posts karte han woh informative our forex k rules k mutabiq ho jis se ap ko acha bonus bhi mile our is k bad ap trading kar sakte han achi trading k liye acha bonus bahut zarori hai
                • #9 Collapse

                  Re: first posting than trading

                  Ji haan bhai jaan thik hai Rahe Hain ki hamein pahle posting karnai chahi bad mein trading karni chahiye kyunki agaram posting quality wali aur quantity se karenge to bonus accha aayega jab bonus achha milega to fir use par trading bhi acchi hogi agar Xperia shasan karle posting ke bad damper practice start Kiya Kare jisse experience hoga jab experience hoyega tho phir trading bhi achi aur profitable hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: first posting than trading

                    mera new trader ko mashwara hai jab wo new forum par aate hai usay chayie k ek perofessional acha trader b dhoond le sath sath posting kare forex sikhe jab bonus mil jay professional trader signal le kar trading b kare ta k aap ko kuch kharcha b milta rahay aap poste b karte raho or forex b sikhte raho
                    • #11 Collapse

                      Re: first posting than trading

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Beta پيغام ديکھيے
                      forex mai jab hum new hoty hain to hamy pahly posting karne chahey or pher hamy trading karne chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learnign ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi be qasur nahi hota
                      Assalamu Alaikum Jee bilkul Jab Ham Forex trading mein nahi hote hain to use Waqt Hum Chale posting karte hain post karne se jo Hamein bonus Milta Hai FIR Hum usko phone se trading Karte Hain pet trade Mein Hamein Na fayda ya nuksan hota hai Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: first posting than trading

                        G haan dear Forex Trading me jo bhi new members aate he to wo pehle posting karte he or jab tak un logon ka bonus aata he tab tak wo sirf posting hi karte or Forex Trading ki learning haasil kerte he jab un ka bonus aa jata he phir wo us per trading start kerte he. Mere khyal me hum new members ko 1st two months only posting or learning per serve kerne chahiye us se hamara bonus bhi acha ban jaeiga or hum trading ki kuch learning bhi ker chuke honge jis se hamen trading kerne me aasani hogi.
                        • #13 Collapse

                          Re: first posting than trading

                          G han ap ny bilkul thk kaha k hamen trading say phly posting karni chahey q k forum pay bahot zada knowledge hota hy or posting karny say hamary knowledge mn b izafa hota hy dosra iska faida yeh hota hy k hamara bonus increse hota hy jo hamari achi earning ki zamanat hy is lye hamen posting zrur karni chahey
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: first posting than trading

                            Assalamu alaikum my dear bhai ne bahut hi acchi baat ki hai Pahle Hamein posting karna chahie uske baad Jo bonus Aaye usse Hamein trading Karni chahiye aur Hamesha hi ki hum Jahan bhejo posting na Karen ok Apna knowledge bhi haasil Karen aur logo ko bhi knowledge day Pata ke hamara Yahan Par posting karna Kisi Na Kisi Ki kuch na kuch to kaam Aasan ke isliye Hamne knowledge wali posting karnai chahi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X