Forex mai lallach

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hm se lalach bht hota ha isi liye hmen chahye k hm is business me lalach ko khtm kar k kam kiaa kareen kyun k agr hm is business me lalach k sath kam karty hain tu hm is business me kafi loss kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      yaar forex ki ak quality he ke ye ap main se greedness ko khm ker deti he q k ye ap bii jante hoo aur main bii ke lalch yhan ap ko 2 minutes main farg ker saktii he so beawqre from grood in forex
      • #258 Collapse

        Greed is curse. Lalach main aa kar jo bhi kam kia jata hy us ka injam acha nahi hota. Maximum traders ziada profit key chakar main thora profit bhi ganwa detay hain aur phir disappoint ho kar forex ko chhor detay hain. Hamesha small volum ki lots lagaye aur kam profit ko accept karain. Is tarah aap ko loss bhi kam hota hy aur aap ka balance safe rehta hy. Profit sey ziada important yeh hota hy keh aap loss sey bachay rahain.
         
        • #259 Collapse

          forex mein lalch ek bohat hi bori cheez ha jo ke ek bohat bore tradder ki nashani ha jis se wo apne acount ko khrab karta hai kynke lalch se insan zyada tradde karta ha aur is ko losshone par is ke paise barbad ho jate hain
          • #260 Collapse

            ASSALAM O ALAIKUM
            G bhi jan main ap ki is bat se sehmat hoon or 100% agree karta hoon k ap ko profit nai ho ga aggar ap lalach karein ge insta forex bara zabar dast online bussiness hai ye sab se best hai I like this keep working on forex soon you will become a very good trader
            • #261 Collapse

              greed is not good in forex market. greed is the natural emotion of a person. it is stay in every one. we should control it by our own self for success......
              • #262 Collapse

                saalam bhaijee app forex mein kaam karna chahtay hain tu appko chahyia kaay appp ehlaay forex kaay demo account mein kaam karin yaah app kaay liye acha hai nahi tu app ko loss ho ga app ko forex mein laaluch nahi karni chahyia app ko is se bachna chahyia
                 
                • #263 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: navaidonline پيغام ديکھيے
                  mera forex experience zaida nhi hai . lkin 3 to 4 month mai aap kafi kuch smjh jaty hai kisi bhi cheez ky bary mai .jaisa ky Forex aik world wide business hai . jasy ky aap janty hai or whole world sy log iss business mai trade krty hai . lkin issi duran bht sy log short cut marnay ka sochty hai . or thinking yhi hoti hai hum raatoraat rich ho jay . yni unn ky ander aik lallach sa ajata hai . meri nzar mai aisay log kbi kamyaab nhi hoty chahy wo koi saa bhi business kr rhy ho . or forex jasy trading business mai aisy logo ko bht hi lose hota hai . Forex business mai patience ka hona zaroori hai . yhh baat to fact hai forex business mai profit earning ki koi limit nhi hai . aap jitna chahy profit earn kr skty hai . or yh business kbi khtam nhi ho ga to phr itni greedy q .
                  mai yhi khna chaho ga lallach sy parhaiz kry . or forex ko business ki nazar sy dekhy iss ky bhi rules or regulation hai . agr aap achy trader bnn na chahty hai to phly sy home work kry . risk ko control krna sikhy . or sath mai lallach ko control krna bhi sikhay .
                  forex mein lalachkarny wala trader kabhi successful nahi hota q k lalach ki wajah sy bohot sy log fail hoty hain jiski wajah sy wo future mein earning nahi kar sakty, unhen chahey k wo sab sy pehly greed ko khatam karen
                  • #264 Collapse

                    Dear, forex trading aik boht he acha buisness hy .. is men jo lalaach kerta hy wo nuksan uthata hy jitna ziada lalaach kerta hy utni ziada loss hota hy..
                    • #265 Collapse

                      forex me lalaach nahi karni chahiye kiun k ye koi jadu ka chiragh ya aik raat me ameer kar deny wali cheez nahi hy.iss me lalaach ki nhi knowledge or pratice ki zrort hoti hy hm mehnat karyn gy to he hmen iss me profit hoga
                      • #266 Collapse

                        Yes, you are absolutely right. Greediness always hurts very badly. So, we all should keep away from it. Especially, in Forex business it has more importance than in any other business. There are some mistakes which should not be happen during trading that are greediness, low patience or intolerance, unwise decisions, trading without planning or strategy. These are some mistakes that could hurt the trader very badly.
                        • #267 Collapse

                          yad rakhen ke forex ke business me jo banda lalach karta hai us ko is business me faida nahi ho sakta hai kabhi bhi is lye is business me lalach se kam na he kara jaye kiun ke forex me jo banda lalach karta hai us ko nakami he hoti hai .
                          • #268 Collapse

                            forex mai lalach to humay karni he nhe chaiey kiu k forex aik best advantage humay dia hota hai is mai humay learning and experience dono he hote ha per humay theak say kaam karna hota hai lalach basicaly humay forex trading mai hoti he over trading ki waja say is liye hum loss kar jate hai aksar
                            • #269 Collapse

                              sai kaha ha aap nay k agar hamein forex ma loss hota ha to us ki sab say bari waja hamari apni lalach hoti ha jis ko ham kabo nai kar patay. hamein Allah ka shukar aada karna chahiya agar ham apo na target achieve kar lay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                bhai jaan mare khyal se hamain is business main lalach nai karna chaye kyu k is business main lalach karny walo ke koi bhe jaga nai hai and is main hum agar lalach ko avoid karain gyt o hum success trader ban sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X