Safe trading ka tariqa
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Safe trading ka tariqa
    Meray khayal se safe trading ka aik aham factor ye hai k mentally stress se bacha jaye is k liay humain koshish karni chahiay k hum apni real investment k baraber profit kar k withdraw lein aur baki amount se phr jo trading ho gi wo risk free aur mentally toor pe stressless ho gi ia tariqay se trading karnay k methods mai. Ghalti ki gunjaish kam ho jaye gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Safe trading ka tariqa

    Brother main ap ki bat say agree nai hon, safe trading karna withdraw par depend nai karta ap withdraw karain ya na karain es say ap ki trading effect nai karti, ap ki trading ap k knowledge aur experience par depend karti hy agar ap k pas knowledge aur experience hoga to ap safe trading kar sakain gy.
    • #3 Collapse

      Re: Safe trading ka tariqa

      Forex market main ham safs trading aesy ker sakty hain ky ham lot size ko small rakhain aur aesy pair main trade kerain jis main movement bahot zyada nehi hoti aur jab kuch profit hasil ho raha ho tou trade ko close ker dena chahiay ky agar ham zyada profit ka lalach kerty hain tou loss bhi hamain zyada ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Safe trading ka tariqa

        yes aap ne yeh tarike thik bataya hai hum jo b invest kare phir us se trading kar k apny invest fori jaldi withdraw kar k safe rakh le phir next time jo profit ho us main half withdraw or half reinvest kar de phir kisi time b loss ho sakta hai phir jo paisa withdraw kya tha reinvest kar k forex b bachayi ja sakty hai
        • #5 Collapse

          Re: Safe trading ka tariqa

          Safe trading ek bhut hi eham pehlu hai trading mein. aap ko chahye ky safe trading karna seekhyn. agar ap ne kuch amount invest ki hai to us ky jitja profit aap ko bana ky withdraw kr lena chahye is se aap ki preshani dor hojaye gi aur aap ko loss ka dar nhin rahy ga. baqi amount par aap fresh mind se trading kr skty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Safe trading ka tariqa

            forex aik online karobar he forex k karobar mein safe trading karny ke liye humen trading market mein best time of trading ko analiyz kar k trade lagana hota he is traha se hum trading mein earning ke sath learning be sekhty hein or is traha se hamari trading be safe rehti he or hum profit gain karty hein forex k karobar mein trading skills ko share kar ke improve karty hein
            • #7 Collapse

              Re: Safe trading ka tariqa

              hum jo b invest kare phir us se trading kar k apny invest fori jaldi withdraw kar k safe rakh le phir next time jo profit ho us main half withdraw or half reinvest kar de phir kisi time b loss ho sakta hai phir jo paisa withdraw kya tha reinvest kar k forex b bachayi ja sakty hai
              • #8 Collapse

                Re: Safe trading ka tariqa

                forex aik online business hain hamy best experience hasil kar apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham is main achi trading kar sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain ham gar beth kar be is main kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Safe trading ka tariqa

                  forex aik world wide busienss hain hum is mai agar safe trading kary gy to he hum kamyabe hasil kar saky gy forex jasa koi or business nahi hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai learning ky sat ache earning be deta hain forex aik bohat bara business hain forex aik am business ke nisbat acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Safe trading ka tariqa

                    aapki baaat b bilkul thek hain par safe trading i thing k forex trading main nhe hain new trader k liye wesy t u new trader jinho ne agr 100$ invest kiye hain tu unho ne wahi 100$ loss kar diye hain qk start main wahi trader itna loss karta hain k accoutn he wash kar dete hain forex trading main work karne k liye humhain chahiye big invest take hum ziyda loss say bach skae or hamara accoutn wash na ho humhaii chahaiye k hum ziyda lalach b na kare big lot use kar k apni invest ko safe rakna hain tu humhain chahahiye k hum bouns accoutn py trading kare sab say best hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Safe trading ka tariqa

                      Assalam O Alaikum Gee haan bilkul sahi kaha aap nay Forex Trading ko aap kisi b safe aur best tareeqay se karna chahee jisko apka account wash hony aur loss hony k chance b kafi haad tak kaam ho jaty hai . mera khayal hai k jb apko profit ho jae to ap asko gain kar lay aur jab apko profit apkay bonus k acmount se barabaar ho jae to ap 3/4 profits withdraw karwa lay aur baki 1/4 profit + bonus se FOrex Trading karni chahee.ye best tareeqa hai mery according to . aap apna idea zaroor share karn jis se trading safely ki ja skti hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X