Loss ko kis trhan accept karen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko kis trhan accept karen.
    salam all dear forex friends asalam u alaiku
    nForex trading aik profitable business hai but baz okat hame loss bhi hujata hai jis ki mukhtalif wajohaat hoti hain hamra analysis thik nhi market trend change hugya achank waja ju bhi hame chye key agar forex trading me successful hona hai to loss ko bhi khule dil se accept karen loss ko ham experience ki trhan len .esi lia hume chahe k hum ur next time apni mistakes ko repeat na karen jinki waja se wo loss ka samna karna para.ir koshish karen acha analyzer bany.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko kis trhan accept karen.

    Bilkul sahi kaha hamari har ghalti humain aik new lesson de k jati hai profit ager humai. Khushi deti hai to loss humain aik experience deta hai k kin chezo se bachna hai aur forex main jia din humain capital ko safe rakhna agaya hum successful ho jayen gain
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko kis trhan accept karen.

      G han brother ap ny thek kaha hy, trading main loss zarur ata hy aur koi bi trader aisa nai hy jisay loss na ata ho but zaruri yah hy kah hamain loss anay par khud control karna chaheay aur us loss say sabak hasel karna chaheay aur future main usay profit ka source banana chaheay.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko kis trhan accept karen.

        Hamesha apni trade open kerny sy pehly agar ham yeh mind main rakh lain ky jo trade open kerny ja rehy hain is main loss bhi ho sakta hai tou jab actual loss hota hai tou phir hamain loss ki waja sy problem nehi hota hai apny loss ko asani sy accept ker ky recover bhi kerna shoru ker dety hain aur recover ker bhi lety hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko kis trhan accept karen.

          forex main loss kisi b wajah se ho sakta hai behtar yeh hai market ko control main rakhe apna seb kuch laga kar trading na kare sara margin hi khatam kar dia jay balke boht sara margin or balance bacha kar rakhna chayie jab loss ho ga recover b ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko kis trhan accept karen.

            Jee ha humain iss main loss hota ha toh yeh sub business main chalta ha humain chaiye k hum iss main hona wali mistakes sy sabak hasil karye humain iss main chaiye k jab be trade karye toh iss main apni loss ko hatam kar k iss main mehnaat akrye thky humain iss main acha profit mil sakiye or hum iss main kmaiyaab ho sakiye humain iss main tab he acha profit milta ha jab hum iss main mehnaat karta hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko kis trhan accept karen.

              Bhai jnan jab ap is mein zada trades ko open karte rhain to apko chahye k ap is mein zada risk na le aur is mein zada mehnat kar k hi is mein success ho skate hain aur humko is mein zada meghnat se kam karte rahna chahye aur forex mein zada success tabhi ho skati hain jab ap is mein achi tarah se kam kar skate hain aur humko is mein zada greed nahi karna chahye
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko kis trhan accept karen.

                forex aik real business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain loss ky bad hamy thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistake ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik legal business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko kis trhan accept karen.

                  forex aik bohat bara business hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ho jata hain is mai market ka balm nahi hota forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko kis trhan accept karen.

                    Loss and profit is part of the game . ye hisa hota hai har work ka jis tarah hum profit ko khushi khushi accept kartay hain usi tarah humain loss ko bhi khushi khushi accept karna chahye ager hum profit anay pay khush aur loss anay pay dukhi hon gay to kabhi kamyab nahi ho sakain gay islye profit loss dono ko kabol karna seakhain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko kis trhan accept karen.

                      forex aik oline business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai live trading karty hain hamy agar forex mai kam karty howe loss ho jy to hamy thence nahi hona cahey hamy saber karna chahey hamy next time apne mistake ko avoid kar ky kam karna chahey
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko kis trhan accept karen.

                        loss ko accept karna bahut hi acchi baat hai aur yah bahut aasan method Hai loss ko accept karne ke liye stop loss ko laga kar rakhe aur jab bhi stop loss kekro market ho to use modified nahin karna chahie kyunki stop loss ke sath stop loss ko accept karna hota hai aur stop loss Kodi cloth ho jata hai jise big loss se bachkar cheating karke dobara profit transfer kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko kis trhan accept karen.

                          G haan sir hamen as main har wakat greed se bchna chahiy hai aor ham agar as main greed karte hain tu hamen as main nakami hi milta hai as liy hamen as main greed se bchna chahiy hai q k hamen as main best tarqee se kam karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam kare aor hamen as main mihnat karte rihna chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen as main dil laga kar bi hamen as main karna chahiy hai as main hamra dushman greed hi hai as forex trading main as liy hamen as main greed nahio karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main kabi bi apne dushman ka mukabla karna chahiy hamen arna nahi chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam kare tu hi hamas main kamyab ho sake gee
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko kis trhan accept karen.

                            g haan sir apni trade ko sirf hamain loss sy bachana hota hai aur profit ki taraf ky jana hota hai aur yehi hamari forex main kamyabi hoti hai ky ham kitny expert hain is kam main ky chalti market main loss ho raha hota hai lekin ham enter ho ker apni investment ko liss sy bacha ker kuch profit bhi hasil ker lete hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X