Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss stop tool ka use kitna zaroori hay
    Dear brothers mera yw sawaal apny senior members say hay kay forum main trading kay liay loss stop tool ka uae kun zaroori hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

    bhai forex trading me ye stop loss tool zarori nahi hota lekin trading me aap apni safety k leay ham yse krty hen us sy hamen bohot faida ho stka hy ham big loss sy nach skty hen sath sath ham account wash hony sy bach skty hen isi trha take profit bhi use hota hy agar ap trade open kr k chor dety heb aur tp lga dety hen to apki trade bilkul target profit py jaa k close ho jaati hy aur apko prifit ho jaata hy
    • #3 Collapse

      Re: Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

      Dear brother forex trading men jo log loss ko kam se kam rakhtay hen woh ziyada profit hasil kar letey hen aur forex trading men yeh acha option hey k hum trade lagatay waqt stop loss ko use kartay hen aur loss ko fix kar letey hen ta k agar acha profit nah milay tu ziyada loss bhi nah ho aur account bhi safe rahay
      • #4 Collapse

        Re: Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

        dear friend forex trading mn stop loss ka use bahot zroori ha keun k stop loss aik aisa tool ha jiski waja sa apka account safe reh skta ha keun k agr ap stop loss ko use naen krtay aur apki trade ziada loss mn chali jati ha to apka account wash bhi ho skta ha
        • #5 Collapse

          Re: Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

          Safe aur low risky trading key ley stop loss tool ko use karna bahot hi zarori hota hay, without stop loss tool key agar trading ki jaye to next hour tak traders ko ye andza be nahi ho sakta key un ko kenta loss ho sakta hay, safe aur good trading key ley stop loss ka use karna zarori hay.
          • #6 Collapse

            Re: Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

            forex tradng main stop loss use karny ka faida yah hai k hum apni trdaing main osko es liye set karty hain k hmain hmari trdaing main zyda loss na ho or jub ap ko stop loss use kya hota hai tu hum apni trdaing main apny account ko wash akrny se bacah skty hain es liye zarori hai k hmain apni trdaing main stop loss ko use karen es k bgaor hum apni trdaing main risk k factor ko kam kar skty hain jo k hmari trdaing main boht zarori hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

              Apne account ki safety k liye stop loss ko laga kar trading karna buht zaroori hy kiok agr stop loss ko laga kar trading kartay han aur trade loss mein jati hy tu buht ziada loss se bach saktay han aur account wash nhi hota agr loss ko kam karna hy tu stop loss ko laga kar trading karna cahaiye
              • #8 Collapse

                Re: Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

                stop loss ka use hmain zror krnaa chahiyaii yh hmaraii liyee ak bhottbhe achee chezz hai is kee wajah see loss bhott hee limitt k andr andr hotaa hai agar hum iska usee nhee krain gyy ak to himmaat nhee hotee haii k bndaa loss meiin tradee close raii aurr dsraa agar kisey kaam mein masrof ho trade naa dekh skaii tb bhr ziadaa unuqsan ho jata haii isliye stop oss lzmii usee kkrnaa chahiyaii
                • #9 Collapse

                  Re: Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

                  brother stop loss ka tool boht zyada zarori hai har trader k lye chahy wo long term trading kar rha hai ya phir short term es k sath chahy wo experienced hai phir bhi ham ko stop loss ka use karna chahye es ka faida ye hai k agr ap trade lgaty hain or market ak dam se down ho jati hai ap ki trade loss me chali jati hai to market ka ghair mamoli down hony se ap ko zyada loss ka samna nhi karna parta
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

                    Bht Acha sawal kia hai bhai ap NY stop loss bht important role ada karta hai trading karty waqt aur ham jab bhi trade karain stop loss Ka istimal lazmi karain q kay stop loss hameen bary loss say bachna leta hai. Ye ham tab lagaty hai jab ham har waqt trade ku na dekh sakeen tu ham stop loss laga dety hain kay agar ek limit say zyada Los hu tu trade khud band hojy
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

                      Dear apki bat thek hai k ham ko is mein stop loss use karna chaiye aor agar ap is mein stop loss use kar te hain to apka account wash hone se bach jata hain uar ham ko is mein stop loss use kar te hain to ham ko is mein kamyb ho skte hain aura agar ham is mein stop loss use nahi kar te hain to hamara account wash hone se bach jata hain is liy ham ko is mein stop loss use karna chaiye is mein ham ko stop loss ihtyt se use karna chaiye stop loss k baghir ham ko is mein tarde nahi karna chaiye aur ham ko is mein ache se lagan chiye tab ja kar a is meuin kamyb ho sakte hain aur is mein earn kar sakte hain aur is mein ham ko kabhi stop loss lagna chaiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

                        stop loss tool zarori nahi hota lekin trading me aap apni safety k leay ham yse krty hen us sy hamen bohot faida ho stka hy ham big loss sy nach skty hen sath sath ham account wash hony sy bach skty hen isi trha take profit bhi use hota hy agar ap trade open kr k chor dety heb aur tp lga dety hen to apki trade bilkul target profit py jaa k close ho jaati hy aur apko prifit ho jaata hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

                          jo gambling karte hai or short term trading karte hai un k liay stop loss zaida zaroori hai jab k main money manger ho market ko control kar k rakhta ho apna account safe rakh kar trading karta ho is liay mujhay stop loss ki need nai hoty jab k take profit lazmi use karta ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

                            stop loss use karna bohut he zrori hota hai jesy app bike main bethty wakt helment zrrori hota hai wesy he ham ko trade karty hoay stop loss ka istmal karna bohut he zrori hai phir he app ka account safe reh sakta hai iss leay app jab bhi trade lgain tu app ko stop loss ka istmmal zror karna chaheay phir he app tention freee ho kar trading kar sakty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss stop tool ka use kitna zaroori hay

                              G hain bhai jan humko is ein apna stop loss zroor lagana chahye aur humko is mein apna stop loss isi lye lagate hain k hum is mein apna wash hone se bacha skae aur humko forex mein zada mehnat se kam karte rahna chahye aur humko is mein zada mehnat se kam karte rahna chahye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X