Success ki talash

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Success ki talash
    Dear traders forex mein kamyabi ki talash k liye hamaen hr waqat tyar rehna chaye. Hm wo qadam Jo hamari kamyabi ki taraf jaye usy uthany mein dair ni krni chaye. Q k agr hamaen kamyabi ki talab ho ge tu tb hn hamaen kamyabi mily ge. Hr cheez k hasool k liye us cheez ki talab hona bht zruri ha. Insan tb hi koshish krta ha kisi cheez ko hasil krny k liye jb usy ys ko hasil krny ki chahat ho es liye kamyabi k liye koshish krty rehna chaye koi tu aisa din aye ga jb hm kamyab ho jaen ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Success ki talash

    G han forex trading men her banda success ki talash men hota hey lekin success kisi kisi ko milti hey kiun k iss men jab tak achi learning aur knowledge nah ho aur demo account pe practice nah ki jay tu phir experience nhi milta aur experience k bagher success nhi milti iss liay agar acha knowledge aur experience hasil kar k mehnat aur lagan se kam karen tu success k ziyada chances hotay hen
    • #3 Collapse

      Re: Success ki talash

      Hye yaar dil k ander walay kamray main ja k baat lagi bohat he alaw aur motivational thread banaya aap ne meray khayal se jo log forex se bhaag rahay hain unhain ye thread zaroor read karna chahiay . such main insani mehnat aik na aik din rang zaroor le ati hai
      • #4 Collapse

        Re: Success ki talash

        zndgi main insan ko ak ak platform chy hta hai mehnat k liy zyda tr logon ko ni mlta lkn forex aj m apko bta rha hn yhi wo platform hai jahn le apko boht mehnt krni chy mehnat kro yahan pe apko silah lazmi mily gha
        • #5 Collapse

          Re: Success ki talash

          bohat acha sawal ha ager hum koforex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work start kardaa or hum ko chaheya ka hum lot of knowledge lanaa start karda or hum ko lot of experience lanaa hoga to per hum ko achi success hoge..............
          • #6 Collapse

            Re: Success ki talash

            DEAR hamen as main kamyabi ki talash nahi karni chahiy hai kamyab hamre ki andar hai agar ham as mai mihnat kare gee tu q k jo as main mihnat karta hai wo hi as main kamyab hota hai as liy hamen as main bohat hi ziada as main mohnat karna chahiy hai aor hamen as main kamyab hona chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee
            • #7 Collapse

              Re: Success ki talash

              Ji haan bhai aapne bilkul theek Kaha Hai Hamein kamyabi Ke Liye Har Mumkin koshish Karni chahiye aur iske liye Jahan Se Bhi Hamen Forex ka knowledge Mile use Hasil karna chaheay iske liye jitni zayada mehnat Mumkin Ho ki Jaaye q k Hum jitni zyada mehnat Karenge utna hi zayada Hamen knowledge Hasil Hoga Aur Hum Kamyab Ho Sakenge.
              • #8 Collapse

                Re: Success ki talash

                ga han insaan ka hath ma allajh tallah na sirfe mehnat or koshesh rakhye ha kamyabi or izzat woap data ha or allah tallah kiai ka sath be insafi ni krta ha iss lia jo jitni zada mehnat ormushkat krtya ha wo utna he zada success ko pohanch pata ha yahi waja ha insaan ka arooj ki
                • #9 Collapse

                  Re: Success ki talash

                  G han bilkul frnds forex ma har koi kmayabi hasil krny ki dorr ma laga howa ha or kamyabi hmen kaisy milti ha is k liye hmen bht mahanat krni hoti ha phr ja k hm kamyab hoty hain iss liye hmen chae k hm forum sa atach rai or apny kam pa focus krain
                  • #10 Collapse

                    Re: Success ki talash

                    jo bhee iss bussines mein aya haii wo yh hee chhtaa haii k meiin iss mein kamyab ho jain magarr haar bndaii k sthh aisa nhee hotaa haii woo he kamyaab hoyaaabhsii iss bussines meiin jo ziada mehnaatt krtaa haii mehnaat kr k iss koo seeekhtaa haii learningg krtaa haii practisee krtaa haii woo hee bndaa iss bussiness meiin kamyaab ho jataa haii
                    • #11 Collapse

                      Re: Success ki talash

                      yes sir hum ko as mien aa ker her bar as mien her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker success ko talash karna hota ai agar hum as mien aa ker success ko hasil ke rlety hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker khud k lye earning hail karna hota hai or apni life ko set karna hota hai as lye as mien hard work karna be had zarori hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Success ki talash

                        g han bhai jan ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se sehmat krta hun forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain chahye k hum apni trading ko bahtr banany main mahnt karen forex ko leran karen or palnning aren k hum ny forex main kis trha se kamyb hna hai jub hum forex main success hasil karna chahty hain tu he ap mahnt karengy warna ap mahnt ko ignor karty jaengy k hum ny acha kam kiye bina he profit eran krna hai tuasye kbhi bhi apko kuj nahi milta
                        • #13 Collapse

                          Re: Success ki talash

                          g han brother ap ki bat thek hai success ki tlash main hmain hmesha hard work krna chaheay jab tak ap hard work nahi karain gay tu app ko success nahi mily gee asi he misal ham ko forex mainn milti hai jiss main log 90 percent loss karty hain aur 10 percent win karty hain aur ju 10 % success hain wo apni hard working ki waja say success hain iss leay har field main ghar business main ap ko hard working ki need hoti hai app bhi unn 10 percent main ho sakty hain ager ap ziada hard work krty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Success ki talash

                            success ki talash men hota hey lekin success kisi kisi ko milti hey kiun k iss men jab tak achi learning aur knowledge nah ho aur demo account pe practice nah ki jay tu phir experience nhi milta aur experience k bagher success nhi milti iss liay agar acha knowledge aur experience hasil kar k mehnat aur lagan se kam karen tu success k ziyada chances hotay hen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Success ki talash

                              ji haan Shroff Ne bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan production a successful Hona Chahte Hain To iske liye Hame bahut jyada mehnat karna padega Kyunki success Hasil karna Itna Aasan Nahin Hai iske liye Hame Har Waqt online rehna Hoga aur Pakistan Forex ko full time Dena Hoga FIR Ham isme successful trader bhi ban sakte hain aur Pakistan Forex ke bare mein bahut accha knowledge bhi Hasil kar sakte hain thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X