koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy
    zeada tar hamry account jab wash jhoty hy to who is wajs y hoty hy k ham apni trading my apny accounts my ham loss ko ham accept nai krty hy ham loss ko ham khod hony dyty hy our ham w8 krty rehty hy k ya hamra loss kam hoga our ham is trade sy hi profit bhi ly gy hala k who trade close kr k ham dosri sahi taiem pr lgak ham sara loss bhi cover kr sgty hy our us k oper profit bhi na sgty hy :1f60f:
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning karni ha or hum ko forex trading ma expert banna ha to per hum ko first of all loss ko accept karnaa hoga q ka ager hum loss ko accept kartaa ha to per hum apni mistake ko correct kar sakta ha or hum k per achi earning hoge................
    • #3 Collapse

      Re: koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

      Jiye to aapne Sahi kaha hai ki koi bhi us Waqt Tak Kamyab Nahi Hai Jab tak hua nuksan ko bhi accept nahi karta Hamein Agar profit hota hai to Hamein nuksan bhi ho sakta hai yah Baat Hamesha Yahan Main rakhni chahi Agar yah Baat Humse Mein Rakhenge to Fir Hum hum Hame Agar nuksan Ho Gaya to Fir Hum Jyada Pareshan Nahin Honge nuksan Bhi Tu Ab Zindagi Ka hissa Hai ise bhi Kabul karna padta hai
      • #4 Collapse

        Re: koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

        G han bilkul forex main hm tab tak kamyab nahi ho sakty jab tk hm profit ky sath sath loss ko bhi accept nahi karty agar hm mind main yeh souchty hain ky hmaien sirf profit hi ho ga to yeh ghalat hai, is liyay hmaien hmaisha profit aur lose dono ko hi khuly dil say qubool karna cahiyay to hi hm kamyab ho sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

          G han bahut achi bat share ki hai ap ne k business main hamein apne loss ko accept kar lena chahiye our business main apni mistakes ko ignore na karen jis se ap ko age bhi nuqsaan hasil ho hamein in mistakes se learn karna chahiye our in lossess ko recover karne chahiye ta k ainda mistake na ho sake
          • #6 Collapse

            Re: koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

            hain ky hmaien sirf profit hi ho ga to yeh ghalat hai, is liyay hmaien hmaisha profit aur lose dono ko hi khuly dil say qubool karna cahiyay to hi hm kamyab ho sakty hain bilkul forex main hm tab tak kamyab nahi ho sakty jab tk hm profit ky sath sath loss ko bhi accept nahi karty agar hm mind main yeh souchty Jiye to aapne Sahi kaha hai ki koi bhi us Waqt Tak Kamyab Nahi Hai Jab tak hua nuksan ko bhi accept nahi karta Hamein Agar profit hota hai to Hamein nuksan bhi ho sakta hai yah Baat
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

              Yes sir hum ko as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker he bar kam karna hota hai as lye haamin as mie ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker khud k lye earning hasil karna hota hai as lye as mien aa ker khud k lye kam karna hota hai or hamain he rbar aik behtreen trader ban ker as mien ka karna hota hai or hamain as mien aa ker agar loss ho jata hai tu hamain as ko accept karna hota hai as lye as mien hamain her bar care karna hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

                G baai aap ke baath say may mukamal ithifaq kartha Hoon forex trading may sab say ziada knowledge os soorath may he hasil ho sakhtha hay jab aap ko kise trade may loss ho jaaye our jis ghalati say loss hoa hay wo ghalati aap note karay our os ko repeat karnay say apnay aap ko bachaaye tho aap buhut jaldh expert ho sakhthay. Hay.
                • #9 Collapse

                  Re: koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

                  Jeeye to aapne Sahi kaha hai ki koi bhi ismein post vakta Kamyab Nahi Hai Jab tak Woh nuksan ko bhi accept nahi karta Agar Hume is business Mein profit Hoti Hai To Hame nuksan Bhi Ho Sakta Hai Hamein Yeh Baat Hai Meerut mein chaahi agar Ham yar baji hai mein Rakhenge to Fir Hum is business Mein Kamyab hain aur aur Himmat se is main kaam kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

                    Learing kay process ka main hisa he yahi hai ke jab app say koi b mistake ho tu iss ko qismat samjh kar avoid na Karin balky iss mai apni mistakes ko search Karin aur apni mistakes ko accept Karin tu phir he app ke trading mai b improvement aa sakti hai . iss liye apni mistakes ko zaroor note b Karin aur future mai behtar b karna chaiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

                      Forex main loss syy koi ni bach sktaa forex trading main loss tuo sb ko.hotaa hai axha trader jo markeet main hotaa hai wo loss syy mayooss ni hotaa balkyy apnyy loss syy hony wali mistkss ko dehktaa hai our plaing bana kar apny loss ko recover kartaa hai ho apny loss syy seekhtaa hai our loss ko recover kar lenn wohei best trader hai....
                      • #12 Collapse

                        Re: koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

                        Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai hum is Waqt Tak Kamyab nahi ho sakte jab tak loss ko accept na Karle Kyunki Jis Tarah hi Kyon k Jis Tarah profit ko accept Karte Hain ISI Tarah loss ko bhi accept karna jaruri hai Phir he Ham Kamyab ho sakte hain aur Hamein Pata Ho ok Hamein kis wajah se loss Hua Hai Hamein galti ko note Karen aur koshish karen k Galti Dobara Na Ho Is Tarah Hum Kamyab Honge
                        • #13 Collapse

                          Re: koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

                          G han sir loss profit yeh sub business kah hisaa hota hain humain iss main loss be hota ha profit be hota ha or hum iss main loss itna be karwa data hain k apna account thk wash be karwa data hain humain iss main kabi be gabraana nahi chaiye humain iss main mehnaat karni chaiye or acha time or achi planning k saat hum agr market main inter ho toh be he acha profit be bana sagta hain iss main
                          • #14 Collapse

                            Re: koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

                            bhai jaan mai aap ki baat se hifazat bilkul bhi nahin karta kyunki lost to her member ko hota hai aur woh accept bhi karte Hain iska kamyabi se Koi taluka nahin agar kamyabi hasil karna hai tu mehnat Karen aur form ko jyada se jyada time date ab kam hai abhi mil sakti hai lekin loss ko accept karne se kamyabi nahin milti kyunki loss har trader aur member accept karta Hai hua jaise bhi Kare except karna hi padta hai lekin experience ke sath trade Karen kab kamyabi hogi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: koi bhii tab tak kamyab nai hy jb tak is my loss ko accept nai krta hy

                              g han bhai forex pr agr ap axe trah kamayb hona chty han tu apko cheyae kkae ap axe trah market ko smj kr kam kro or apko cheyae kae ap axe trah forex pr market ko time do tbhy ap forex pr kamyab ho skty han apko cheyaea kae ap apnae loss ko accept kr kae apnigltyu ko man kr unko thk kr kae kam kro

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X