loss honay ki barri waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss honay ki barri waja
    dear friends mn seniour doston sa pochhna chahta hon k forex trading mn hmen loss kis waja sa hota ha meray khial mn hm forex trading ko achhi trh learn naen krtay aur knowledge aur experience gain naen krtay isliay ziada tr trading mn loss he hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss honay ki barri waja

    g han dear ap ne bahut acha sawal kiya hae forex main hamen loss bhe hota hae or profit bhe loss zayada tar new members ko hota hae ya phir jin ke pas experience nhe hota wo lot size zayada use karte hain or wo lalach main a kr risk le lete hain jin ke waja se un ko bara loss ho jata hae or account wash hone ka bhe khatra rehta hae
    • #3 Collapse

      Re: loss honay ki barri waja

      Ji Bhai aap theek kah rahy hain Forex trading Mein Loss ki ek Bari waja knowledge aur learning Ka Na hona hai but kuch traders ke paas knowledge bhi hota hai phr Bhi unko Loss ho jata hai aur unke loss ki vajah Unki jaldbazi aur lalach hoti hai yeah unke Paas Koi achi planning aur strategy Nahin Hoti Jiski wajah se unko loss aa jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: loss honay ki barri waja

        Assalamu alaikum my dear friend Hamara loss hone Ki Sabse Badi Wajah ya Hoti Hai Forex trading card knowledge na hona aur Bhala Hua ka ped ko open kar dena Jab Ke Hum Forex trading ka knowledge rakhte ho aur signal Dekhe Bina trade Karenge to hum Hamesha loss Mein Jayenge Aisa bahut kam Hota Hai ke ambikai loss profit Main Chali Jaaye Hamra chahi ke amphoric breathing ka pura knowledge Hasil Kare aur trade kare Karen
        • #5 Collapse

          Re: loss honay ki barri waja

          Apki bat b thek hai lekin main samajhta hun k loss ki sab se bari waja overtrading aur overconfidence hain. Jab kisi trader ko musalsal kuch din tak profit hota hai to wo overconfident ho jata hai jis ki waja se wo overtrading karta hai aur phir bohat zyada los karwa leta hai.
          • #6 Collapse

            Re: loss honay ki barri waja

            Dear friends Asslamoalekum ap ne bikul thek kha me ap ke bat se itfiaq karta ho ap ke is post se hame bohat fida howa ap se kuzarish he ke ase mufeed post zeyda se zeyda karen take hume is se fida othane ka moka mele ap ne sahi swal keya he ke loss hone ke bare wajohat yae hen

            1 JALTBAZI ME TRADE LAGANA
            2. Market ko bagar dekhe trade lagana
            3. proper analysis na karna
            • #7 Collapse

              Re: loss honay ki barri waja

              Dear forex mein loss honi ki wajah mere khayal mein tou hum khud hi hain kyun kay hum forex mein itni ghaltian kertay hain lakin unn ghaltioun ko khatam kernay mi koshish nahin kertay aur bar bar wohi ghaltian repeat kertay hain iss lye loss humain humari hi wajah sae hota hai
              • #8 Collapse

                Re: loss honay ki barri waja

                Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahoonga Ke hamen as main ehtyat se kam larna hota hai Hamari mistake is Waqt Hoti Hai Jab Hum as main as main jaldbaazi kar Jate Hain Hamein Chahiye Hota Hai Hum iss Mein laalach Na Karen aur jaldbazi na Karen Kyunki Agar Hum Ko Raksha Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamein lalach kabhi bhi nahin karna chahiye Hota Ghar jakar member usne Kamyab Hota Hai isliye mai nuksan ho jata hai agar Hum is Lalach Karte Hain yeah jaldbazi Karte Hain To
                • #9 Collapse

                  Re: loss honay ki barri waja

                  Los hone ki big baje aaya hai ki hamara experience kaam hota hai new member ka kaam xds hota hai aur woh trade volume jyada laga dete Hain jis vajah se loss bahut jyada hota hai koshish karenge Xperia shasan Karen aur knowledge lekar trade Karen stop loss take profit bhi lagana sikhle pending order ke sath trade Karen agar jyada bhi jaldi karni hai to stop loss rul gaye lekin lalach mat Karen lalach se jyada karenge tab bhi loss jyada
                  • #10 Collapse

                    Re: loss honay ki barri waja

                    Forex trading Ek Aisa business hai jis mein agar aap emotions ko control Gateway trading Karte Hain Tu Kabhi Bhi aapka nuksan Nahin hoga lekin agar aap procedures kopalu Nahin karte to aap ka nuksan ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: loss honay ki barri waja

                      bhai lose hume dar ki waja se ur bhagir experince ur knowledge ki waja se hota ha is liye hume is main phaly se hi market ka knowledge hasil krna chaiye is main hume daily kam krna hota ha ye hamre liye sab se acha ur power full business ha
                      • #12 Collapse

                        Re: loss honay ki barri waja

                        Loss honay ki bahut si wajoohaat hoti hain jo kay humari khud sakhta create ki hui hoti hain kisi ko lalach ki wajah sae loss hota hai tou kisi ko jaldi mein decision lenay ki wajah sae loss hota hai aur akser members ko kam knowledge aur experiance ki wajah sae loss hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: loss honay ki barri waja

                          Dear mein to ye kahtahonk is mein loss hone ka bari waja ye hai k aor apko is mein loss is liy hota hain qk ap is mein pahle to zyada tarde open kar te hain aur bad mein lot size zyada rakhte hain is liy ham ko is mein loss hota hain agar ap is mein kam tarde oepn kar te hain aur is mein risk bhi nahoi lete hain to apko is mein loss naho hoga aur apko is mein ihtyt se tarde oepnn karna chaiye tab ja kar apko ius mein loss nahi hoga aur aur ham ko is mein ache se tarde karna chaiye tab ja kar apko ius mein loss nahi hoga aur ap is mein kamyb ho sakte hain aur ham ko chaiye k ham is mein risk mat len tab ja kar apko is mein loss nahi hoga aur ap is mein success full ban sakte hain aur is mein earn kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: loss honay ki barri waja

                            g sir forex main apko loss bhe hota hae or profit bhe hota hae loss sab se zayada new members ko hota hae loss hone ke sab se bare waja zayada lot size use karna or cahiye or loss hone ke sab se bari waja risk lena hae jis se hamen loss ho jata hae or account bhe wash ho jata hae
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss honay ki barri waja

                              Ji ha Dosto Forex trading Mein kaam karte hue jyadatar last Hamein jaldbazi ki vajah se ho jata hai aur experience on knowledge ki Kami bhi hoti hai isliye Hamesha Jyada Se Jyada Apna time Forex trading co Den ok aapko Jyada Se Jyada experience and knowledge Hasil ho sake aur Hamesha trade Mai Sab ke sath Apna Kaam Karen tar ke Jyada Se Jyada aapko profit Hasil ho sake aur aap loss se bache sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X