Ache thread karne ka best tarika

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ache thread karne ka best tarika
    forex main kuch log posting,threading ko formality samajhte hain wo bs jalde main posting kar dete hain phir us ko read out nhe karte jsi ke waja se hamen thanks kam milte hain main aj ap ko posting threading ka best tarika bataon ga
    1.threading ka unwan koi esa soch samajh kar rakhen ji se log attract hon
    2.threading hamesha simple urdu language main karen
    3.thread main ache information hone cahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ache thread karne ka best tarika

    Assalamu alaikum my dear member acche thread karne ka Meri Chaal mein jo sabse best Rakha Hai hua hai ki aap ko Forex trading car pura knowledge Hona chahie Jab aap ko forest reading ka pura knowledge hoga to Aap Jo tread Karoge tuja hi Aisi Baat Hai Ki vah Bhi knowledge wala trade hoga Jab morlivala 3rd hoga to use proposed bhi achi Hogi aur aapko bonus bhi achcha Milega isliye Hamein just Forex trading ke knowledge par focus karna chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Ache thread karne ka best tarika

      Ji acche thread Hamein karne chahiye bahut hi zaroori hai acchi post Karne Ka Tarika ya hai ki aap pahle Soch Samajh Ke Apna topic use Kari aur isotopic use Karen Ke Jo repeated Na Ho Jo Pehle Kisi Ne Na Lagaya Hoon aap use topic collagae uski heading den aur phir uske baad Neeche uski Thodi Si description De apni baat Par Se Tarah Se samjhaye Takia Gale ko pata Chale ki aap kya kehna chahti hain ya FIR aap kya puchna chahti han
      • #4 Collapse

        Re: Ache thread karne ka best tarika

        Acchi post Karne Ka Tarika ya hai ki aap pahle Soch Samajh Ke Apna topic choose Kare aur isotopic use karne ke Jor Bhi Kitna Ho jo pahle Kisi Ne Lagaya Ho Yeh bahut hi Zaroori Hai Aap Jo Bhi post Laga rahi hai woh repeated nahi honi chahiye aur Iske Lava koshish Karon ke aapki post informative Hota Kisi Ko padh ke fayda ho aur ho sakta hai ki acchi post par aapko thanks bhi mil jaayen
        • #5 Collapse

          Re: Ache thread karne ka best tarika

          g sir ap ne ache bat share ke hae threads main hamen ache quality wali informative threads karne cahiye threads sirf urdu zaban main hone cahiye take logon ko masla na ho parhne main kuck logon ke qualification kam hote hae na is liye hamen ache thread lagani cahiye take ache thanks milen
          • #6 Collapse

            Re: Ache thread karne ka best tarika

            G bilkul main ap ki bat se agree karta hon l ache bonus k liye achi threads ka hona bahut zarori hai is liye effort karen k jo bhi ap post yas threads karen us main quality our information honi chahiye our simple language main ho jis se learn karne ko kuch mile jis se ap business main faida utha saken our is se ap ko acha profit hasil ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Ache thread karne ka best tarika

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
              forex main kuch log posting,threading ko formality samajhte hain wo bs jalde main posting kar dete hain phir us ko read out nhe karte jsi ke waja se hamen thanks kam milte hain main aj ap ko posting threading ka best tarika bataon ga
              1.threading ka unwan koi esa soch samajh kar rakhen ji se log attract hon
              2.threading hamesha simple urdu language main karen
              3.thread main ache information hone cahiye
              Assalamu Alaikum Hame aisa nahi karna chahiye ki sirf aur sirf formality Ke Liye Hi trading Karen Bal ke apne knowledge ko badhane ke liye form patrade karna hamein chahiye ki hum Apne knowledge mein Ilaaka karne ke liye posting Karen aur senior trader ki post ko acche se delete Karen
              • #8 Collapse

                Re: Ache thread karne ka best tarika

                assalamu alaikum bhai jaan Agar aapko best three days karna hai to aap ko chahiye kya aap Pakistan Forex forum mein maujood current crisis circumstances aur issues ke bare mein Karen yeh aapke best threads Honge
                Visit My Profile
                • #9 Collapse

                  Re: Ache thread karne ka best tarika

                  DEAR hamen as main us wakat thread karne chahiy hi jab hamen koi chez samjh main nahi a raha ho aor ham use smjhne ki kushshkar rahe ho tu hi hamen wo thread karna chahiy hai aor hamen as main thanks bi mile gee aor yeee hi aik acha trick hai thread ache karne kaa
                  • #10 Collapse

                    Re: Ache thread karne ka best tarika

                    thread asa karna chahey jis ka anwan sada ho or jo be thread ko pary us ky knolwedge mai azzafa ha forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hm aik din mai 4 thread kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik international business hain is mai dunya ky bary bary mumalik shamil hian
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Ache thread karne ka best tarika

                      forex aik legal business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hamy is mai mayare thread karty hain pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik legal buisness hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ache thread karne ka best tarika

                        Thread jaosa bi ho agar vo forum k rules k mutabiq teek ha to vo best thread ha agar vo forum k rules k mutabiq teek nahi ha to es ka matlab ha k us pa hum achy bonus ki umeed nahi rakk sakty so koshish karni chaheye k thread forum k rules k ain mutabiq ho thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X