Forex mai lose se na ghabrain???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai lose se na ghabrain???
    Dear friends assalam alukum mai ap sub dosto se ye khaina chata hun kay humain kabhi bhi lose se ni ghabrana chaye kiyu kay hum bhut jaldi lose se ghabra jataye hain jis ki waja se hum kabhi bhi lose ko profit mai ji badal saktaye hain yani kay lose ko recover ni kar saktaye hain tu lose ko forex ka hissa samjhain aur es se qata na ghabrain kiyu kay lose hota rhata hai es mai koi bat ni hai balkay lose ko recover karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mai lose se na ghabrain???

    G han forex trading men loss ki waja se ghabrana nhi chahiay balkay loss se sabak seekh kar aagay barhna chahiay kiun k loss bhi business ka hissa hota hey iss liay loss ka mukabla karna chahiay aur pahlay se ziyada mehnat karen aur uss ghalti ko theek karen jin ki waja se loss hota hey
    • #3 Collapse

      Re: Forex mai lose se na ghabrain???

      g han dear brother main ap se agree karta hun ap ne ache bat share ke hae forex aik world wide bussiness hone ke sath sath kabhe na khatam hone wala business hae is main agar hamen loss ho bhe jata hae to hamen confidence se kam lena cahiye hamen koshih karne cahiye hamara moral down na ho q k forex main hum loss ko asani se recover kar sakte hain bs hamen loss se tension nhe lene cahiye
      • #4 Collapse

        Re: Forex mai lose se na ghabrain???

        Agar forex trading main loss hota hai tou profit bhi hota hai hamain jab bara loss ho jaey ya account wash bhi ho jaey tou dishurt nehi hona chahiay balky achi umeed ky sath dobara investment ker ky ya acha bonus hasil ker ky trade continue kerni chahiay ky agar forex trading main loss hota hai tou profit bhi zarur hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex mai lose se na ghabrain???

          hum sab ko pta hona chaiye is main hume lose ka be face krna parta ha ur profit ka be lose se hume khabi dar na nai chaiye lose is business ka hisa hai hum lose se bach sakte hein agr hum is main knowledge ur experince hasil kr k kam krein tu
          • #6 Collapse

            Re: Forex mai lose se na ghabrain???

            Yes sir aagr hum ko forex mien aa ker loss ho jata hai tu hamain as mien aa ker belkul bee preshan nahi hona hota hai or hamain as mien aa ker her bar dil say effort karna hota hai agar hum as mien aa ker effort kerty hien tu hum as mien earning k qabil ban sakty hie or as mien aik best life spend ker sakty hien as lye as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar khud say earning asil karna hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mai lose se na ghabrain???

              trading k k kam my ham ko chiya ham loss sy kbhi bhi na ghabraye ham mhnat krty rahy our ham sath sath apni paractis ki waj sy is my bot zeda ayk din kamyab ho hi jaye gy is ko chorna nai chiya loss ys is ko nai ghabrana chiya hamay loss honi ki sorat my loss ko note krna chiya kis waja sy howa hy phr who galti nai krni chiya hamy
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                Re: Forex mai lose se na ghabrain???

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AQ7582 پيغام ديکھيے
                Dear friends assalam alukum mai ap sub dosto se ye khaina chata hun kay humain kabhi bhi lose se ni ghabrana chaye kiyu kay hum bhut jaldi lose se ghabra jataye hain jis ki waja se hum kabhi bhi lose ko profit mai ji badal saktaye hain yani kay lose ko recover ni kar saktaye hain tu lose ko forex ka hissa samjhain aur es se qata na ghabrain kiyu kay lose hota rhata hai es mai koi bat ni hai balkay lose ko recover karain
                As-salamu alaykum main aapke is Baat se waffa Karti Hoon Ki Forex Nahin loss se Neend Aana chahie performance and business Ka hisaab Hota Hai Banke Hame apni galtiyan Dhundi chahi Jiske Bina par Hamein loss Hua Hai Ta kya Mann Ko Dur kar sakte aur Unse Sabak Shiksha ke Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mai lose se na ghabrain???

                  profit and loss business ka ek hisa hy agr loss nahi kty to eska mtlab ky wo profit bhi nahi krta lekn forex market main agr apka loss ho jata hy to apko preshan nahi hona chahye apko apni mistakes door krni chahye and practice krain and epxerience lyn and again trading krain .
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mai lose se na ghabrain???

                    payare bhai forex amin agar ap ko loss howa hae to ap pareshan na hon q tension is ka hal nhe hae agar apko loss howa hae to apko cahiye ke ap himat se kam len or yeh sochen ke forex kabhe na khatam hone wala business hae or hamen loss howa bhe hae to hum use recover kar saktey hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mai lose se na ghabrain???

                      I think to zyadah na ghabrayen keh kaam he na KR payen but ghabrayen takeh loss na kren soch smjh KR trade kren soch smjh KR kren ge keh kahein loss na ho Jaye to he profit ho ga agr sochen get keh ho gya loss to koi baat nai next time sahi to loss he krte jayen ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mai lose se na ghabrain???

                        himat se kam len or yeh sochen ke forex kabhe na khatam hone wala business hae or hamen loss howa bhe hae to hum use recover kar saktey hain lekn forex market main agr apka loss ho jata hy to apko preshan nahi hona chahye apko apni mistakes door krni chahye and practice krain and trading k k kam my ham ko chiya ham loss sy kbhi bhi na ghabraye ham mhnat krty rahy our ham sath sath apni paractis ki waj sy is my bot zeda
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mai lose se na ghabrain???

                          g han ap ny sahi bat ki hai forex trading main loss har trador ko hota hai es liye kbhi bhi loss se ghbraen na q k jub ap loss se ghbra jaty hain tu kbhi bhi apny loss ko recover nahi kar skty hain es liye aghr ap apni trading main kamyb hona chahty hain tu apny loss se sikhna chahye jub apko loss ho jay tu os loss ki wjah ko dekhen os k bad apni os wjah ko khtm karen ayse he aghr hum har loss se sikhty jaen tu hum so galti ko dobra apni trading main nahi laengy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mai lose se na ghabrain???

                            G haan sir ap ki bat sahi hai as main hamen loss se nahi gabrana nahi chahiy hai q k ham as main loss se gabraen gee tu ham as main kamyabi hasil nahi kar sake gee as liy hamen chahiy ha kee ham as main ache se kam kare aor as main greed na kare q k loss tu hamen a smain greed ki waja se hote hain as liy hamen as main greed nahi karna chahiy hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mai lose se na ghabrain???

                              Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein loss or profit business ka hissa hai isliye Agar Hamein loss ho jaaye a to Hamein ghabrana Nahin chahi aur na hi Pareshan ho na chahi balki Sabak Haasil karna chahie Jis wajah se Hamein loss hua hai Ham wa galti ko dubara na Karen Is Tarah Hum loss se bache sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X