News k time bandy ko apny emotions pe qaboo rakhna chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News k time bandy ko apny emotions pe qaboo rakhna chaye
    Dear traders news k time jb news release ho chuki hoti ha tu akser aisa hota ha k market bht taizi se move kr rahi hoti ha aur agr hm market ko us time watch kr rahy hoon tu hamara dil krta ha k mein trade laga dn q k market mein movement hi aisi ho rahi hoti ha laikn es point pe hamaen apny ap pe qaboo rakhna hota ha. Q k hm late ho chuky hoty haen market mein enter hony k liye aur jb bnda late ho jata ha tu trade achi trade sabit ni hoti es liye care krni chaye. News time market ko daikhna hi ni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News k time bandy ko apny emotions pe qaboo rakhna chaye

    News time per trade open kerna hi hamari bari mistake hoti hai ky ham news sy jo bhi prediction kerty hain jesy us per trade open kerty hain tou hamari prediction ghalt ho jati hai aur hamain loss hona shoru ho jata hai jo news time per market bahot zyada tez move kerti hai tou aksar account wash bhi ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: News k time bandy ko apny emotions pe qaboo rakhna chaye

      Banda ko emotional pr bohat zada controll krna chahya is sa bohat zada loss ho jata ha news time market ko dakhna he ni chahya ha ku ka asya krna sa lost ho g or oss sa hmya bohat bari nuksaan othana peray ga iss ka hmm khod zima dar ho ga or phir hm iss lost ki waja s market m sahi tarika sa kadam ni jama sakya ga
      • #4 Collapse

        Re: News k time bandy ko apny emotions pe qaboo rakhna chaye

        Dear brother forex trading men bahut se log news pe trading kartay hen aur kuch log bagher news k trading kartay hen aur jo log news pe trading kartay hen unn ko chahiay k woh news pe depend nah karen kiun k kabi kabi market news k opposite bhi move kar jati hey iss liay agar news achay signals den tu apnay emotions per control rakhna chahiay
        • #5 Collapse

          Re: News k time bandy ko apny emotions pe qaboo rakhna chaye

          jib news reles hote hain to hamy apny emotions ko kabo main rakna chehay or market ke movement ko dakt kar kam karna chehay per he hum acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain ager hum forex main kam karty howy koi galti kar dy to hamy loss ho ga or hamara account be wash ho jay ga hamy apne koi galti ko egnor nahe karna chehay
          • #6 Collapse

            Re: News k time bandy ko apny emotions pe qaboo rakhna chaye

            forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain forex mai hum agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex aik unique business hain
            • #7 Collapse

              Re: News k time bandy ko apny emotions pe qaboo rakhna chaye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
              Dear traders news k time jb news release ho chuki hoti ha tu akser aisa hota ha k market bht taizi se move kr rahi hoti ha aur agr hm market ko us time watch kr rahy hoon tu hamara dil krta ha k mein trade laga dn q k market mein movement hi aisi ho rahi hoti ha laikn es point pe hamaen apny ap pe qaboo rakhna hota ha. Q k hm late ho chuky hoty haen market mein enter hony k liye aur jb bnda late ho jata ha tu trade achi trade sabit ni hoti es liye care krni chaye. News time market ko daikhna hi ni chaye.
              Assalamu Alaikum Forex trading Mein Jab Koi Forex news Aati Hai To Uske bad market ki movement bahut jyada Tej ho jati hai isiliye Har trader ko chahiye kya hua Apne emotions par control Rakhe agar aap is Waqt Mein Apne motions ko control kar lenge to aap ek accha profit earn kar Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: News k time bandy ko apny emotions pe qaboo rakhna chaye

                news ke forex mai bohat value hain hamy news mai mahnet sy kam karna chahey pher he hum paisa kama saky gy hum is mai live trading karty hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai kam karty howe jab koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain forex aik wasee business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: News k time bandy ko apny emotions pe qaboo rakhna chaye

                  hamy emotions ko qabo mai rahkna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai km karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: News k time bandy ko apny emotions pe qaboo rakhna chaye

                    g han dost ki baat bilkul theek kaha hamain news k time par apne ap ko kabo main rakhna chahye agar ham us waqt apne ap ko qabo na kren to kisi bhi bade nuqsan ka samna kar sakte hain is lye ap ne soch samajh kar fiasla karna hai our baghair analyse ki ksi bhi pair par trade open nhi karna.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X