trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan
    Agr hum ne aik trade open ki hy wo trade profit mein hy ya loss mein hy tu hum ko us pair mein aik aur trade open nhi karni cahaiye is traha buht ziada loss ho sakta hy hum ko apni trade ko dekhna cahaiye aur jab wo trade stop loss ya take profit ko hit karti hy tu phr hi dosri trade open karni cahaiye is k liye market ko samjhna cahaiye aur analysis zaroor karna cahaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan

    Ji haan main aap ki baat se Ittefaq Karta Hoon aapne bahut acchi baat share Ki Hai Mere Khayal mein trading karte hue Hamein Apne capital ko bhi dekh lena chahi aur uske mutabik hi trade open Karen over trading Mein Hamein nuksan hai Is Se Hamein Bachana chahie overtrading Hamein lalach ki taraf Le Jati Hai
    • #3 Collapse

      Re: trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa ahci earning haisl karni ha to per hum ko chaheya ka hum first of all learning karni start kardaa or ha ager hum ko lot of experience hotaa ha or hum market ko analysis kar kaa trade ko open kartaa ha to per hum ko profit hoga laken ager hum without analysis ka market ma trade kartaa ha to per hum koo loss he hoga..............
      • #4 Collapse

        Re: trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan

        Ap ko chahye ky kabhi bhi bhut zyada trades ooen mat karyn is ki wjha yeh hoti hai ky aap ko zyada lot size rkhna parta hai is ky ilawa aap ki analysis achi nahin hoti aur aap ko zyada tar nuqsan hota hai aap zyada trades par ek waqt mein dhyan nhin dy skty ap ko chahye ky overtrading kabhi nah karyn.
        • #5 Collapse

          Re: trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan

          G Han friends forex trading men mere khyal se Ap trade par trade open kre to Ap ko bohot zaida loss bi ho sakta hai Kyun k Ap kisi ek trade ko bi time ni dy sakty Ap ko chayie k Ap itni trade open kre Jin ko Ap time dy saky
          • #6 Collapse

            Re: trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan

            dear friend meray khial mn agr ap forex trading mn kamyabi hasil krna chahtay hn to apko chayay k aik time mn sirf aik trade he open kren keun k agr ap aik sa ziada trades lga detay hn aur apki sb trades loss mn chali jayn to bahot jald apka account wash ho jay ga
            • #7 Collapse

              Re: trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan

              Dear member trade per trade karne ka fayda nahi hotakyonki ek chat open hoti hai agarwa profit de tab dusri trade open kar sakte hain lekin beta hoga trade open na Karen kyunki new member ko kuch pata nahin hota aur mujhe bhi jyada experience nahi hai mujhe lagta hai ek trade open karne ke bad use close Karen aur phir dusri trade open Karen tab hi hum kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan

                Trades par agar trades open key jaye to es se trading bahot zeyda risky ho jati hay traders zeyda profit earn karny key lalach me hi trade par trade open karty hey jo key bilkul be teek nahi hay ye traders ko loss ki tarha le kar jata hay, traders ko bahot zeyda risky trading karny ki kabi be koshish nahi karni chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan

                  G nehi isterha trade kerny ka koi faida nehi hota ky agar ham apni pehly wali trade ki same direction main trade open kerty hain aur agar pehly wali trade main hi loss ho raha hai tou loss double hona shoru ho jaey ga aur account bahot jald wash ho sakta hai lekin agar ham apni trade ky against bhi trade open ker lety hain tou ham aesi trade sy kabhi profit hasil nehi ker sakty ky jab tak aik trade close nehi ker dety
                  • #10 Collapse

                    Re: trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
                    Agr hum ne aik trade open ki hy wo trade profit mein hy ya loss mein hy tu hum ko us pair mein aik aur trade open nhi karni cahaiye is traha buht ziada loss ho sakta hy hum ko apni trade ko dekhna cahaiye aur jab wo trade stop loss ya take profit ko hit karti hy tu phr hi dosri trade open karni cahaiye is k liye market ko samjhna cahaiye aur analysis zaroor karna cahaiye
                    trade par trade open karnay ka faida nahen hota kabhi bhi sirf nuqsan hey hai kyon kay over trading kisi bhi hal main thek nahen chaye ap experience trader hon ya new koshish karain kay trade laganay say pahalay risk reward ratio nikal lain or stop loss take profit zaror istemal karain warna ap apna account wash out kar saktay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan

                      Agr hum ne aik currency pair par trade open ki hy aur trade loss mein hy tu us currency pair par dosri trade open karain gay tu is se loss ziada ho ga aur account jaldi wash ho jata hy is liye is traha kabhi bhi nhi karna cahaiye jab trade close ho jaye tu dosri trade open karain
                      • #12 Collapse

                        Re: trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan

                        dear bro apki bat thk hy k jab ham trade per trade open kerty jaty hain to ye hmary liyye bhot he nuqsan dy sabit ho sakta hy isliye hmen chye k jitna mumkin ho sakey ham kam lot use kren aor ager hmari trade loss men bhi jati hy to hmara account wsh na ho isliye hmen chye k risk bhi kam len aor appny apko save bhi rhken.
                        • #13 Collapse

                          Re: trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan

                          Yes ham ko as mien trade per trade open nahi karna hota h aur demo account wo cheez h jo hamain trading mien madad kerti h as lyee ham ko jab trading nahi pata hota h tu ham ko as mien demo account aik dafa zaror astmal karna hota h agar ham as mien demo account astmal kerte hien aur ham as mien naye hien tu ham as mien kamaee ker skte hien as lyee ham ko as mien demo account zaror astmal karna hota h aur ham ko as mien achi kamaee kerna hota h jab as mien ham kaam karte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien as ko zaror astmal karna hota h aur ham ko as mien lalach nahi karna hota h.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: trade par trade open karne ka faida hota hy ya nuqsaan

                            dekho bhai mary khayal main to trade par trade open karny ka nuqsan hi hota hy. q k is say nuqsaan zada ho ga. hamain sirf aik hi trade open karni chahye wo b bohat soach samajh kar. jitna soach samajh kar trade open karen gay utna hi acha hay. so hamain nuqsaan nahi uthana chahye aor bohat soach samajh kar trade lagani chahye aor jab trade open ho jaey to sabar say beth kar profit main close hony ka wait karna chahye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X