indicators py believe karna chahey ya nahi ?????????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators py believe karna chahey ya nahi ?????????
    forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain hamy in py yakeen karna chahey hamy in ko use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators py believe karna chahey ya nahi ?????????

    Forex trading main kisi cheez per bhi yaqeen nehi kia ja sakta ky kabhi bhi market kisi direction main bhi mpve kerna shoru ker deti hai lekin in indicators per bhi agar ham yaqeen na kerain tou phir trade kesy ki jaey hamain kisi na kisi indicator ko follow kerty huey hi market main trade kerna perti hai tab hi hamain yahan sy profit hasil hota hai
    • #3 Collapse

      Re: indicators py believe karna chahey ya nahi ?????????

      G belkul Bhai forex Mai indicater ke buhut zyada ahmyat hai iss Mai indicater pe ham tab he yaqeen Kar saktay Hain agar hamai uss indicater ke baray Mai sahe knowledge ho aur ham usko trade karna jantai hi tab hamai indicater pe believe karna chaye
      • #4 Collapse

        Re: indicators py believe karna chahey ya nahi ?????????

        Bhut se new traders zyada tar indicators par yaqeen rakhty hain ajr inhi par kaam karna chahty hain is par kam krny se yeh hota hai ky luch dafa aao ko is mein profot ho jata hai lekin zyada tar yeh aap ka nuqsan karwa skty hain ap ko apni analysis sekhni chahye aur analysis ky mutabiq trading karni chahye.
        • #5 Collapse

          Re: indicators py believe karna chahey ya nahi ?????????

          Agar news release na ho to traders ko some time indicators par be believe karna chaye, technical analysis be bahot positive trading ki waja ban sakti hay, es ley technical analysis (indicators) ko avoid karny ki kabi be koshish nahi karni chaye, traders ko fundamental aur technical 2no par hi believe karna ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: indicators py believe karna chahey ya nahi ?????????

            dear forex merekt main jitne b trader hain sab k sab indicators lazmi use karte hain asa koi b trade nehe hain k jis ne indicators na use kaiye hain haar koi apne indicators k hisab say forex main trading krta hain dear haar koi forex main indicators b believe karta hain agar is py indicatorsnhe kare gy tu pher trading b nhe kar skte hain qk haar entry k liye koi na koi way lazmi find karna hota hain jesy indicators k hisab say haar trader entry karta hain
            • #7 Collapse

              Re: indicators py believe karna chahey ya nahi ?????????

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasib پيغام ديکھيے
              forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain hamy in py yakeen karna chahey hamy in ko use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain
              Indicators way of believe kar sakte hain lekin Apne plan ka hissa Samajh Kar Hi use Karen sirf indicator square depend Karke trading na Karen Varna aap e-trading acchi Nahin Hogi
              • #8 Collapse

                Re: indicators py believe karna chahey ya nahi ?????????

                ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends indicatores zyda faida nai dety mostly loss hota hai indicators use krny say wesy iss kay muqably main hamein candlesticks ko dekhna chy yani keh candlesticks hamein seekhny chy iss say ham say trading asani say hosaky gi ham zyda profit kama sakein gay our loss kam hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: indicators py believe karna chahey ya nahi ?????????

                  Yeh ek bahut accha tool hai aur Forex trading ketul ko hum ko istemal karna aana chahie pata hona chahiye ki inko kaise istemal karte hain kyunki in ki madad se Hi Ham trading karte hain aur Xperia XA sarkar ke acchi trading karke profit vidra karwate Hain behtar hoga ke ham indicator ko samjho aur isme hi trade Karen aur dusre tour ko bhi yaad se a Deccan aur unko bhi samajhne ki koshish karon
                  • #10 Collapse

                    Re: indicators py believe karna chahey ya nahi ?????????

                    forex mai indicators ke forex mai bohat types hain hamy in istamal kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: indicators py believe karna chahey ya nahi ?????????

                      hamy indicators py belive karna chahey hamy mahent sy forex mai kam karna chahey hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalahci ban ky kam kary gy to hamy loss ho jyu ga is mai market ka ya bokers ka koi qasur nahi hota forex aik real or bohat bara business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: indicators py believe karna chahey ya nahi ?????????

                        forex aik bohat bara busienss hain hamy is mai indcators py itbar kar ky in ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy forex aik legal business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: indicators py believe karna chahey ya nahi ?????????

                          as mien jab ham kaam kerte hien tu log kehte hien k ham ko signalsmil rahe hien magar mien as mien signlal ko nahi manta hun aur mein as mien as baat per yaqeen kerta hun k jetna ham as mien khud sy acha fesla ker sakte hien kio aur as mien fesla nahi ker sakta h as lyee ham ko as mien khud sy analysis karna hota h aur ham ko as mien soch samjh ker bad mien trade karna hota h jab ham as mien dosro sy signals lete hien tu ham as mien her bar apna nuqsna ker sakte hien as lyee ham ko apne aap ko as mien nuqsan sy bachana hota h aur ham ko as mien kaamee kerna hota h as lyee her bar mien forex mien signals nahi leta h aur mien as mien khud sy trade ker leta hun.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X